Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain
    Dear members, forex trading k duraan , trader jo ail commen mistake karte hain k , apni trade ki Lot size ko apne Capital k mutabiq adjust nahi karte jis ki waja se aksar uska nateeja account wash hone ki sorat mein niklta ha, isi liye hamesha apni trade ki Lot size ko apne capital k mutabiq kam se kam rakhain , is se loss ka tanasib b kam ho ga aur account b safe rahe ga, aap logo ka kya khyal ha??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

    Brother aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading main lose ki aak bari waja money managment ka na hona hay hum aksar iss waja sa apna bounas account wash karwa bathtay hain k hum apna capital k matabic lot size select nahi kartay hain jis ki waja sa hum ko jab lose hota hay to account wash ho jatay hay instaforex trading main best ya he hay k hum small lot k sath trade open keya karan
    • #3 Collapse

      Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

      Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain ya aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap aapna capital ko Zain main rakhain kun ky ager aap lot size select kerty hoay atiaat nai kerain gay too aap ko bahoot bara loss bhi ho sakhta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum hamaisha apnay capital k mutaabik he trading mein lot size use karain taa k ham kaamyaab ho sakain Orr loss sy buch sakain Orr acha profit gain Kar sakain issi mein hamari kaamyaabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

          dear friend ap na bilkul theak kaha ha k trader ko chayay k apnay capital ko dekhtay howay lot size ko set kren apko lot size utna rakhna chayay jo apka account ballance brdasht kr skay keun k agr ap apnay capital k mutabik ziada lot size rakhen gay to bahot jald apka account wash ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

            G han i am agree with you k trader ko karte hue apni lot size ko apni lot sy kam rakhna chaye taa k kam sy kam loss ho isliye zaruri hai k
             
            • #7 Collapse

              Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

              Yes I am agree with you k hmesha trader ko trade karte hue apni lot size ko apny capital sy kam rakhna chaye is sy ye faida hota hai k apka account wash hone sy Bach jata hai or apka ziada loss bhi hota q k is trah sy aap apny mehnat sy kamae hue capital ko waste hone sy bacha laite hain.
               
              • #8 Collapse

                Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

                Lot size ki selection ap k account size pe bht depend krta ha. Jb account ka size kem ho tu ap ki kem lot laganI chaye ta k trade servive kr saky aur agr ziada ho tu ap ko lot size account ko dakhty howe aur number of trades ko dakhty howe lot size lagana chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

                  Capital agar zeyda ho to traders ko lot size zeyda zaror set karna chaye magar capital agar kam ho ga aur lot size zeyada set kia jay to traders key ley account ko manage karna bahot mushkil sabit ho sakta hay, lot size ki selection me account capital ko hi ehmeyat deni chaye, agar account capital key mutabeq lot size ko set na key jaye to traders key ley risk ko manage karny me bahot mushkil ho sakti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h
                    aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
                    as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne Capital ke Mutabiq Apni Trade ki Lot Size select karain

                      Forex trading main trader ki trading lot ka trader kay capital aur risk per bara asar hota hay. jis say trader ko apany liye trading lot ko set kerna boht asan ho jata hay. is liye trader ko sab say pehlay apnay account per apna risk mukhtas kerna hota hay aur us ko apni total aik time main open kerda trade per divide ker kay risk per trade nikal lena chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X