mehnat ki kia ehmiyat hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ki kia ehmiyat hain ?
    forex aik world wide business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

    Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k dyunia main khuch bussniss aasay hain jin main aap k pass aachi investment ho to aap ko zayada mehnit nahi karna parti hay aur khuch aasay hain jin main investment sa zayada importance mehnit knowedge aur exprence ki hoti hay instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main mehnit k bagher aap kabi be success hasil nahi kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Holi پيغام ديکھيے
      forex aik world wide business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
      Assam alaikum bhai jaan hai simple si Baat Hai Ki Jab Insan mehnat karta hai tu wa zaroor Kamyab hota hai aur Forex trading business Mein hadkar working Karne Wale trader Hamesha hi successful Rehte Hain isliye hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada mehnat Karke form Se Achha bonus Haasil Karen aur usse bonus ko trading platform par acche se use Karen
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

        G sari ehmiyat mehnat ke he hai hum jitni mehnat Karty hai humain us ky matabiq hai profit milta mehnat ky beger koi kamyabi Hasil Nahi Hoti mehnat Karen gy tu he kamyab ho gy is leya hamain Chaya ky zada sy zada mehnat Karen tb he kamyabi mumkin hai.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

          Forex me mehnat karna bohat zaroori ha mehnat kie beghair AP forex me kamiyab nahi ho sakte forex me kamiyab hone ke liye din raat mehnat karna party ha is liye agar ap forex me successful hona chahte ho to mehnat se kaam Karo mehnat karne Wala forex me kabhi nakaam nahi hota mehnat karne walo ko aik na aik din zaroor kamiyabi milty ha is liye mehnat Karte rahe
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

            Dear friend forex business app jab teared saroo karta waqat app agar kamyabi hasil Karne Haa too app learning arr knowledge kaa sath sath mahnat bhi karta han too app kee kamyabi yaqeene ho gee arr app koo Acha porfet hasil hoo gaa
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Holi پيغام ديکھيے
              forex aik world wide business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
              Kisi Businessman success Hasil karne ke liye mehnat hi sabse bada Tum Hota Hai koi bhi Insaan use Business mein kabhi bhi success nafil Nahin ho sakta Jis business Main Wahan Meva Bina mehnat ke kaam karta hai
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

                Dear Friends assalam o alaium pakistan forex forum me ap k mehnat ki buht ahmiat he, ye dunya ka buht acha business he is me mehnat ki buht ahmiat he, hamein zayda se zyada comments karni chahye lekin rozana 50 posts ka torget hota he. wo hamein lazman karni hain, lekin ham is se kam kareingy tab bhi thek he, albata post thread k mutabiq honi chahye. Pakistan Forex Forum me mehnat ki buht ahmiat he.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

                  forex ma mehnat ki boht ahmiyat ha kyun ke mehnat ke bagair kisi bi kaam ma kamyabi hasil kerna boht mushkil ha forex ma ap jitni zyada mehnat keren ge utni zyada earning ker sakte hen jo mehnat nhi kerta wo kabi kamyab nhi hota humesha mehnat kerne wale hi kamyab hote hen is liye forex ma kamyab hona chahte hen to mehnat or lagan se kaam keren taake ap forex ke kamyab member ban saken
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

                    Ye aik boht acha point hay k ap ny is baray share kiya jo aik boht ehem bat hay wo ye k mehnat ye aik aisa tool hay k jo insan ko boht zyada successful bna skta hay lkin agr positive way main use kiya jaey
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

                      Dear friend forex trading ho ya chahay dunya ka koi b kam ap karen mehnat ki bohat zayada ehmiyat hai.. or forex trading to itni bari online earning opportunity hai yahan ap jitni zayada mehnat karen gay utna zayad reward hasil katen gay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ki kia ehmiyat hain ?

                        mehnt ki bohat azad ahmeat ha forex ma hamri mehnt hee hmmya kmyaab bana skti ha iss kya hmmya bohat zad forex ma mwhnt krn ki zerot ga jitanizad ahmm forex ma mehat krya ga otna zad kmyaab hoo jyaga iss kay hmmya chahay ka hmm zada saazad mehant krya or forex ma kmayaab hoo jya hmmya bohata zada kmayabi ka lya bihat zad amehnat krn ki zerort ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X