loss ky bad himat nahi harne chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ky bad himat nahi harne chahey
    hamy loss ky bad himat kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maki agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

    yes dear main ap ki bat sy agree ekrta hun waqi ap ko is forex main akser hi keh lay ky loss kerty hoy hi nazer aty hy ap ko jo log bi nazer ay gy ap daikhy gy ky wo log loss jo kerty hy us ky pechy ik hi waaj ho sakti hy or wo miry nazdeek yahi ky hm log bina knowledge ky hi is market main kam kerty hyor ik waja yi hotyi hy ky hm log is main ziyada lot use kerty hoy trade kerty hy jis ki waja sy akser loss hota hy.
    • #3 Collapse

      Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

      Loss k baad hemat ni harni chaheye mery bhai ny belkol theek kaha hy agr loss aajay to mayoos na hon balkeh or mazeed mehnat k sochin or zeyada mehnat krin jo apny pehly mehnat ke oss sy dognaa krin takeh oss loss ke b kasar nekaal jay g friend tabi bam kameyaab ho gy
      • #4 Collapse

        Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

        G han thek kaha apny k loss k bad himmat nahi harni chaye balkay koshish karni chaye k jald sy jald is loss ko cover kar k profit hasil kiya jae taa k kaam har trah sy smooth ho or kabhi bhi loss k bad himmat mat haren apni koshish or mehnat ko jaari rakhen or hope mat haren
        • #5 Collapse

          Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

          G han sir humain iss main kabi be himaat nahi harni chiaye iss main bhot sy log iss bat pr apna kam stop kar data hain k un kah account wash ho jaye yeh phir un ko bar bar loss ho raha ho humain chaiye k hum iss main mehnaat sy kam kariye joh humain iss main kamiyaab or successful trader bana sakiye or humain iss main kamiyaab ho sakiye humain iss main himaat kabi be harni nahi chaiye tabhi hum iss main success hasil kar sagta hain
          • #6 Collapse

            Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

            Assalamualaikum dear sir AP ki bat bilkul durust hai hame himat see Kam karna chye baz onkat loss ki waja see loss ky bad himat nahi harne chahey kuin key profit loss business ka hisa hota hai kabi loss kbi profit hame apni emotions pe control huna chye
            • #7 Collapse

              Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar humain loss ho jata hai tou hamain himmat nahi haarni chahiye balkay hamain sabar sy kaam laina chahiye Orr pehlay sy zayada mehnat karni chahiye Orr apni mistakes ko theek karna chahiye taa k ham next time unn mistakes sy guraiz Kar sakain Orr kaamyaab ho sakain Orr loss sy buch Kar acha profit gain Kar sakain
              • #8 Collapse

                Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                Aksar trader begair practice or bgair knowledge ke trading karna Shuru kar dety hyn phr jab unko bahut bada loss hota hai Unka account was hota hai trading se ghabra jate hyn aur trading karna Chod Dete Hain Mere kheal mein unko ko aisa nahi karna chahiye Kyunki loss or profit dono trading ka hissa hai
                • #9 Collapse

                  Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                  Profit aur loss har business ka hisa hay aur humain chaiay k hum hum har Surat min apni mehnat ko jari rakhain cahe humain loss hi kiu na ho humari asal Kamiabi isi main hay jab hum apne loss se seekhte Hain aur apne loss ko minimaiz karte Hain so humain himat nai harni cahaiy balke mazid mehnat karni cahaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                    G dear brother app ny bilkul theek kaha han hamy Loss krny k bad bilkul bi himmat nai harni chahey bal k hamy apni mistakes ko dhondna chahey jin k waja sy hamy loss hua hota han or un pr kam krna chahey ta k next time hamy is Forex trading business man loss na ho or hamy koi pareshani na ho or ham acha kam krsaky.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                      hamy loss ky bad himat kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maki agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain
                      Acche aur successful traders loss hone ke baad kabhi bhi Himmat Nahin Haath Daal Ke Woh apni mistakes se learn karte hain aur acche tarike se trading Karte Hain aur apne account ko sirf rakhte Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                        hamy loss ky bad himat kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maki agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain
                        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha I'm a lot ke bad Himmat nahi Harni chahiye Kyunki Duniya ke har kisi Business mein loss or profit Sath hi Chalte Hain isliye Forex trading Mela so jane ke bad apni mistake
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                          Ji haan bilkul aapne theak kaha hai loss ke baad himmat nahi harni chahiye Haan jb loss Ho jaaye duk to hota Hai lekin Hamein sabar ke saath kaam Lena chaya aur acche se mehnat karke apne loss ko cover karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                            Loss kay bad himmat nahi haarni chahiye hamesha well koshish karain loss kay baad planning karain aap loss ki wajuhat kya hain loss kyun horha hay hamesha iss baat ki care karan aap himmat achi rakhain then perfect planing karain uspe amal karain aur himmat rakhain trading ko achi sey achi karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ky bad himat nahi harne chahey

                              g han bilkul sahi baat ha loss ke bad himet nhi harni chahye bulke hosle or sabar se kaam lena chahye or forex ma zyada mehnat or lagan se kaam keren jitni zyada mehnat keren ge utni zyada kamyabi hasil keren ge kyun ke himet harne se kuch nhi hota mehnat keren ge to ap loss ko profit ma change ker sakte hen is liye himet na haren bulke mehnat jari rekhen to ap mazeed loss se bach sakte hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X