Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain
    Forex mein agar koi news ho aur aap ko news ki samajh na aa rahi ho tou aap ko market mein trade open nahin kerni chahyea aur aap ko kisi senior sae mashwara kerna chahyea kyun kay agar aap news time mein koi bhi ghalt trade laga detay hain tou aap ko koi bara loss ho sakta hai aur uss sae aap ka account bhi wash ho sakta hai
    Iss lye humain chahyea kay hum news ko read kerna seekhain analysis kerna seekhain agar hum iss tarah kaam kertay rahain gay tou hum forex sae acha orofit hasil ker lain gay aur forex sae acha profit hasil ker lain gay aur forex mein mehnat kerain gay tou hi kamyab hoon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

    News pe trade karna buhut risky kaam hai ye appka account wash Kar sakta hai hamai chaye agar hamarai pass need ko trade karni ke koye ache strategy nahe hai to issko trade nahe karna chaye news time hamai sabar say kaam laina chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

      Je ap to senior member hai apki har bat bhot informative hoti hai or es bar b ap ny sahe kaha hai k agr hamy news ki samaj na ah rahi hu k ye positive impact daly gi k negative to hamy trade ni open karni chahe kiu k news k bad market ma sudden jump ahta hai ya to upward ya down ward or agr ham sy galat side py trade lag gae to ham apna sb kuch gawa bethyn gy hope u like my comment
      • #4 Collapse

        Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

        ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex trading karte hain aur Hamein news ka bilkul bhi knowledge Nahin Hai To Hame trade bilkul bhi open nahin karna chahiye Kyunki news trading market par bahut hi jyada effect Galti hai aur bahut jyada movement hoti hai tu hamein chahiye ki Hamein Soch Samajh Kar kaam karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

          Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein trading k liye sab se pehle es ki news read karen or agar apko news ki samjh na aye to tarde na lagayen kiun k news ka bara asar hota hai trade par or agar apko knowledge na ho to risk na len bal trade na lagayen
          • #6 Collapse

            Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

            G dear apnay bilkul sahi kaha jab tak humay news ki samjh na aa jaye humay order place nhi kerna chayi kiun kay news ka forex market per bhot gehra asar parta hay aor market ki direction change hu jati hay is liye technical analysis kay saat saat fundamental analysis ko bhi samjhnay ki koshish kerni chayi ta kay humay zeyada say zeyada profit hasil hu sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

              agar hamy news ke samj nahi aa rahe to hamy trade place karny ka risk nahi lena chahey forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy news ko wath kar ky is ko achy sy samaj kar is main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain yai students or house wife ky liye aik achi job hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex trading mien news ka bhoot hi amal dakhl h agar ham as mien news ko dakh ker trade kerte hien tu ham as mien her bar kamaee ker sakte hien
                  as lyee ham ko as mien news ko follow karna hota h
                  aur ham ko as mien her bar news k ane sy pahle market ki herkat ko dakhna hota h
                  agar ham ko as mien andaza ho jata h tu ham as mien trade ker sakte hien aur
                  agar ham ko as mien news k pata nahi chalta h tu ham as mien trade belkul b nahi ker sakte hien
                  as lyee as mien ham ko her bar news per nazar rakhna hota h aur ham ko as mien jab samjh a jaye tu trade zaror open kerna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forex mein agar koi news ho aur aap ko news ki samajh na aa rahi ho tou aap ko market mein trade open nahin kerni chahyea aur aap ko kisi senior sae mashwara kerna chahyea kyun kay agar aap news time mein koi bhi ghalt trade laga detay hain tou aap ko koi bara loss ho sakta hai aur uss sae aap ka account bhi wash ho sakta hai
                    Iss lye humain chahyea kay hum news ko read kerna seekhain analysis kerna seekhain agar hum iss tarah kaam kertay rahain gay tou hum forex sae acha orofit hasil ker lain gay aur forex sae acha profit hasil ker lain gay aur forex mein mehnat kerain gay tou hi kamyab hoon gay
                    Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business se ek bahut hi critical business hai agar humne isliye Kisi chij Ki samajh na Aa Rahi Ho To Hamen use Nahin Chalna chahie aur Forex news ko acche se analyse kar le Agar analyse mein kuch problem ho rahi ho to Apne trade co open na Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                      g haan bilkul aap nay sahi kaha hain. Forex trading mai mukhtalif signals or news atey rehtay hain or unko samajh kay trading kerna kaafi faida mand saabit hota hai. Agar news ya signal ki samajh nahi aey to behtar hai kay kisi senior say rabta karain ya phir forum pay thread mai pooch lain takay koi senior member aap ko achi tarah samjha dey or aap uss news ka faida utha sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Forex mein agar koi news ho aur aap ko news ki samajh na aa rahi ho tou aap ko market mein trade open nahin kerni chahyea aur aap ko kisi senior sae mashwara kerna chahyea kyun kay agar aap news time mein koi bhi ghalt trade laga detay hain tou aap ko koi bara loss ho sakta hai aur uss sae aap ka account bhi wash ho sakta hai
                        Iss lye humain chahyea kay hum news ko read kerna seekhain analysis kerna seekhain agar hum iss tarah kaam kertay rahain gay tou hum forex sae acha orofit hasil ker lain gay aur forex sae acha profit hasil ker lain gay aur forex mein mehnat kerain gay tou hi kamyab hoon gay
                        Trade ka misaal juway jesa he ap kabhi b trading me ye nhe keh saktay k ap Har time earning he krogay loss b hosaktay he achay na achay practice walay banday ko b bus kismat per yakeen kry
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                          G bilkul waqi agr ap daikhaen k ap ko news ki ya technical analysis ki samjh ni aa rahi tu ap bilkul bhi news pe ya tuka laga k trading na krean q k jb ap ko kisi cheez ki samjh ni aye ge tu ap kaisy keh sakty haen k market kon c direction mein jaye ge es liye es trha krny se ap ko nuqsan ho sakta ha.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar aap ko news samajh na aye tou trade na lagain

                            Gee han jo news trading karna nai jante wo trading bilkul na kre balke wait kare new time technical analysis par b trading nai karny chayie agar news trading nai aaty phir wait karnay chayie jab news guzar jay ya khatam ho jay phir technical trading kar lo behtar hai aap news trading b sikh lo waqat lagay ga mushkal zaroor gi start main lekin sikhan na mumkan nai is liay koshash zaroor karny chayie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X