Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades
    Jab hum in chezun par based trade karty hain to kaafi had tak hum loss sy bach jaaty hain lekin aisa blkl bhi nahi hai k is ki waja sy hum loss nahi kary gy loss to lazmi hai markete main
    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

    Assalam O alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex Ma jab trade lagaty han to us ma aghar ap ki Mehanit or knowledge shamil ho gi to ap ki trade kabi b loss ma ni jay ghi or ap ko acha profirt ho gha Inshallah.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

      Je apki bat sahe hai je forex ma hamy apni trades ko apni knowledge or mehnat ki base py open karna chahe hamari knowledge itni ho k ham market ki situation ko predict kar saky or us py apna profit gain kar saky ye ham demonsy b sekh sakty hai new member ko lazmi pehle demo use karna chahe kiu k tb he wo market sy familiar ho sakty hai hope u like my comment
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

        G bhai sahab app ny bilkul theek kaha han or mahnet tab hi possible han jab ham is ko shuru man achi tarah sy seekhy or zayada sy zayada demo pr practice kary phir hi ja kr hamari skills barhy gi or phir ja kr ham is man achi trade laga saky ga or hamy acha profit mily ga.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

          Forex ma manhat or experience ka hona zurori ha forex ma agar baghir manhat ka real account open kaya trade lagna shure kar de to loss e ho ge as lya Manhat or knowledge ka hona zurori ha Forex ma or sab sa bari bari agar ya dono cheazn ap ka pas han or money management follow kar raha han to account wash hony ka koy chance ni or trade profit loss ma jatu reh gen.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

            ji haan kar aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain Tu Hamare Paas knowledge ki bahut jarurat hoti hai agar Hamare Paas achha knowledge or experience Hoga trading ke bare mein to hum ismein achha trade open kar sakte hain aur use trade Ne Hamein Achcha profit bhi mil sakta hai thanks
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

              G bilkul theek keh rahy hain hume chahye k jb b trade open kaarin to hamesha knowledge aur mehnat pay depend kaarin aur knowledge aur mehnat ki base pay kam karain kbhi b tuky pay na trade open kaarin kyu k is se hum sirf loss main he jaain gay aur humara account he wash hoga aur hum kuch nahi hasil kar sakty hain apny account ko secure rakhny k liye hume tuky wali trades se bachna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameerhamza1 پيغام ديکھيے
                Jab hum in chezun par based trade karty hain to kaafi had tak hum loss sy bach jaaty hain lekin aisa blkl bhi nahi hai k is ki waja sy hum loss nahi kary gy loss to lazmi hai markete main
                Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Hai Yeh Baat bilkul theek hai ke Hame Apne trade ko Apne experience aur knowledge ke mutabik hi open karna chahiye Jitna experience Ho utne lot size mein hi trade ko open karne se hum Apne account ko save Rakh sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

                  mehnat aur knowledge ki base pay hume hamesha trades open karni cahhye kyu k wohi tardes kamyab hoti hain aur unhi se profit haasil hotaa hai jo k humary knowledge aur mehnat ki basis pay ho trade warna agr hum apny luck pay depend karna shuru hogy aur us ki basis pay tardes lagny lagy to hum kamyb nahi ho skaty hain kyu k mehnat jab karty hain tab he kismet b sath deti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

                    forex aik acha business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar skty hain hamy acha knowledge or expeirnece hasial kar ky mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pisa kama saky gy forex aik wasee busienss hain agar hum bager learning ky forex mai kam kary gy to hamy loss ho ga is mai market ka balm nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Aur Knowldge Par Based Trades

                      Ismein koi bhi shak nahin hai ki knowledge per Jo trade hota hai vah Hamen profit hi deta hai na ki main loss ki taraf Le Jata Hai Har trader Agar knowledge Aur mehnat Ke base par kaam kar raha hai to vah Kamyab ho payega aur is chij mein bhi shak Nahin Hai Kya Agar Yah donon chijen Na Ho To apni trade Mein Roz Ka Saamna Karega na ki use profit ka koi andesha hoga
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X