Money management he hamai profit dai sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management he hamai profit dai sakta hai
    Dear friends assalamualaikum aksar trader apnai account size say zyada bara lots size lagatai hai lalach ke waja say jis ke waja say account wash ho jata hai.agar apple pas balance hoga to he app trading Kar sakaingay aur profit Kama sakaingay agar balance nahe hoga aur a he opportunity melay to app trade nahe Kar saktay ISS leye hamai chaye ke proper money management ke sath trading karai lots size lagay agar hamara trade loss Mai be Jaye to it a ho ke hamara account wash na ho takai ham mazeed trading Kar Sakai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

    Gee haan forex mein money management kerna bahut zaroori hai kyun kay humaray pas aik calculated amount hoti hai jis sae hum forex mein trade kertay hain jo kay humaray pas forum sae bonus ki surat mein broker humain deta hai jis per hum trade kertay hain aur iss per humain bromer ki taraf sae bahut zayada restrictions ka bhi samna kerna hota hai aur agar hum apni trades mein management ko nazar andaaz kertay hain tou humain forex sae kamyabi hasil kerna mushkil lagta hai iss lye humain chahyea kay hum apni trades mein money management ki aehmiat per tawajuh deni chahyea aur hamesha apni trades mein money management kya kerain
    • #3 Collapse

      Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

      G han kamyabb trading properr markeet main kam karnaa chahtyy hai tuo money mangemnt syy chalenn jitnaa bi zaidaa apna lot 0.01 ya0.02 ka rhkyy is syy zaidaa ni phr money mangemnt kyy mutbeeqq tradingg ho geii jitnaa lot kam ho gaa loss ho bi jaiyy tuo trdss main recoverr hotaa jaiyy ga..
      • #4 Collapse

        Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

        G belkul miney management aik behtareen tool hai forex market mai agar ham proper money management ke sath trading karaingay to appke bat sahe hai kise had tak hamara account wash honay say bach sakta hai money management ke bagair trading karna account wash karnay ke barabar hai.
        • #5 Collapse

          Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

          G bhai ap nay thek kaha hay, money management hi hamain profit deti hay q kah agar hamari trade money management k mutabik hoti hay to phr loss main janay k bad bi hamari trade profit main aa jati hay aur hamain profit earn ho jata hay but agar lot size zayada ho to account wash ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Dear friends assalamualaikum aksar trader apnai account size say zyada bara lots size lagatai hai lalach ke waja say jis ke waja say account wash ho jata hai.agar apple pas balance hoga to he app trading Kar sakaingay aur profit Kama sakaingay agar balance nahe hoga aur a he opportunity melay to app trade nahe Kar saktay ISS leye hamai chaye ke proper money management ke sath trading karai lots size lagay agar hamara trade loss Mai be Jaye to it a ho ke hamara account wash na ho takai ham mazeed trading Kar Sakai.
            Assalamu alaikum bhai jaan mai aap ki baat se Mukammal Tor par agree Karti Hoon ke Forex trading business Mein Hamein money management ka use karna bahut jyada Jaroori Hota Hai Kyon Ke Jab Tak Hum Apne account ko manage nahi karenge Hum Apne account ko save nahi Rakh Sakte isliye Apne a trade ke lot size ko Hamesha Apne capital se 50% par Rakhna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

              Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Forex mein jo money management se Chalte Hain Wohi Kamyab trading karte hain money management ko follow Kar Ke Chalna chahiye aapka account bhi save rehta hai aur jo loss vagera hota hai woh trades Mein saath saath recover Hota rehta hai proper tarike se market Mein trading kar sakte hain..
              • #8 Collapse

                Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                Dear friends assalamualaikum aksar trader apnai account size say zyada bara lots size lagatai hai lalach ke waja say jis ke waja say account wash ho jata hai.agar apple pas balance hoga to he app trading Kar sakaingay aur profit Kama sakaingay agar balance nahe hoga aur a he opportunity melay to app trade nahe Kar saktay ISS leye hamai chaye ke proper money management ke sath trading karai lots size lagay agar hamara trade loss Mai be Jaye to it a ho ke hamara account wash na ho takai ham mazeed trading Kar Sakai.
                Waalikumsalam. G han sir me ap se Agree hun waqei jo money and Risk management k sath trading krty hen wohi is business me successful hoty hen. Jb k jo is me greed se kam lety hen wo akshar apne accounts wash krwa lety hen. is lye hmen aik plan k sath money management ko follow krty hoey agr barhna chaey is se hmaray accounts Safe rah sakty hen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Money management he hamai profit dai sakta hai

                  hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager paasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee busines hain is mai hamara koi be bioss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X