Trading me loss ki wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading me loss ki wajah

    Aslam O Alaikum Dear friends trading me loss ki wajah khud traders hote hen jo bins soche samjh trade laga kar loss kar dete hen ziada tar new traders bina soche jab big lot par lalach me trade lagate hen wo ziada tar nuksan me jate hen isliye desr traders soch samjh kar knowledge experience ke sath trade lagayege phir kabhi bhi loss nahi hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading me loss ki wajah

      trading mallows ki vajah Yaha bhi hai ki hum lalaj kar lete ho jaldbazi Karte Hain male origo jaldbazi Se Bachana Hoga tab bhi Humari trading kaisi ho jayegi trading mail or safe lalaj ki vajah se jald Bazi ki wajah se hota hai aur experience ke bagair trading karne ki vajah se hota Hai mere Lal Se Bachana hai aur Jyada Se Jyada experience Hassal kr ka trading karni hai
      • #33 Collapse

        Re: Trading me loss ki wajah

        trading main loss se jo pehly wajha hai woh ye hai k aksar trader market ko analyse karte nhi our trade laga dete hain our dosri wajha market ki ghalat movment bhi trading main loss ki wajha ban jati hai ap ki planning ka na munasib hona bhi loss ka bais ban sakta hai agar in cheezon se ap bache to loss se bhi bach sakte hain.
        • #34 Collapse

          Re: Trading me loss ki wajah

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
          Forex Trading me jab hum koi trade open karte he to hamen sub se pehle apne account management ko dekhna chahiye or capital balance ko dekhte huwe lot size ko choose kerna chahiye agar hum big lot size lagate he to hum apna loss hi karenge lot size ko hamesha kam se kam rekhna chahiye.
          Assalamu Alaikum Mere Khayal Mein Hamari trade Mein loss hone Ki Sabse Badi vajah lalach Hoti Hai Kyunki Jab Hum thoda profit Hasil kar lete hain to hamm aur profit Hasil karne ke bare mein sochte Hain Jis Ke Chakkar Mein Hamara account wash ho jata hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Trading me loss ki wajah

            trading main loss ki bhoot c wajohat hain jis waja say hamain in main dhondna hota hai k loss kahan p howa kis point p ham ny ghalti ki hai sirf isi waja say ham kamayab ho sakty hain is liy traders hamaisha apni ghaltyoon saakhta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X