News Affect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Affect
    Dear Forum Members!! Jesa Ke Ap Sub Trader Is Bat Se Zaroor Waqif Ho Gyen Ke News Ka Affect Market Per Ziayadeh He Parta Hai Ek Dum Se Market Ka Pora Trend Change Ho Jata Hai Jub News Aa Jate Hai Tu Is Time Se Zara Hame Ehtiyat Se Kam Lena Hoga Or Alert Rehna Ho Ga Koie Bhe Mistake Ap Ko Big Loss De Sakti Hai Os Se Bachna Hoga Or Ek Professional Trader Ki Tarah Kam Krna Hoga Then Profit Earn Kr Pay Gyen Other Wise Forex Main Jinta Profit Hai Utna Loss Bhe!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News Affect

    News ka effect market pe bht ziada perhta ha. News ko market ka driver bhi kaha jata ha news se aik slow market mein bht taizi aa jati ha. Es liye news ko ahmiayat daini chaye. News se hamaen bht acha profit mil sakta ha news trading ko hamaen seekhna ho ga. Agr hm ne short time mein acha profit kamana ha tu news trading seekhna bht zruri ha.
    • #3 Collapse

      Re: News Affect

      G han Forex market ki movement ko aur trend direction ko news ka effect karna hi change kar sakty hey, agar news ko ehmeyat na di jaye aur technical ya self decision key base par trades ki opening ki jaye to ye bilkul be possible nahi key hamy profit hi ho, news kesi be time release ho kar market prices par asaar kar sakti hey es waja se news ko zeyda ehmeyat deni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: News Affect

        Jo traders market ka fundamental analysis krty hein woh fully news pe depend krty hein kionkeh news ki waja se market pe kafi asar prta hai jb high impact news release hoti hein tu market fast movement krti hai jis ka faida fundamental analysis krny waly uthaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: News Affect

          forex treadi g pa news effect bohata zada oerta ha iss lya hmm zada saZada news ko folow krn chayaa tab hee hmm forex ma kamyaab hoos kay ga hmjya cahhaya ka hmm news ko zada sazada follow krya ager hmm forex ma kmayab treader banan chahtay hn tu hmmya nes ko zerorta follow krn hoo ga
          • #6 Collapse

            Re: News Affect

            forex aik online business hain hamy market ky har rules ky mutabik he kam karna chahey per he hum kamyabe hasil kar ky kamyab trader ban sakty hain forex main hamy news ko be dakth kar kam karna chehay forex aik best business hain hum is main investment be kar sakty hain hum forex main full time kam karty hain or hum is main part time kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: News Affect

              g darust kaha ap nay news ka effect market par kaafi gehra hota hay jitni zada news ko hum dekhain gay hamary liay utna hi zada acha ho ga. aor forex aik behtreen kaam hay un k liay jo mehnat karty hain aor news ko consider kar k trade open karty hain. koi bhi trade news ko dekhy baghair karna bewaqoofi hi ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: News Affect

                Hum aapko acche level Tak pahuncha sakta hai strong business management planning ke sath aap market se Kafi Jyada kuch generate kar sakte hain aur kaf information Bhi Ek dusre ke saath share kar sakte Hain Log Yahan Par question karte hain kya kaun si currency pair par kaam karne se Ameer risk level Jyada watch karna pad sakta hai sab currencies Ek Jaise Main Karti Hai Jis currencies Mein investment Jyada Hoti Hai vah currencies Yadav speech ke sath movement Hamein karti hui Dikhai Deti Hai market Mein Hamein Jyada time Dena chahiye market koner Jyada time spent karne ke baad hi
                • #9 Collapse

                  Re: News Affect

                  Dosto forex may news bohat zeyada affect karty hain jub be market may news aaty hai to trading market aik dum up ya low bohat zeyada move karty hai kuch log news k waqt trade nahi karty ur kuch log news k waqt trade karty hain is terhan ap be news ka knowledge hasil kar k news sy faida hasil karsakty hain is sy faida be bohat hota hai aur loss be dono suratoon k bare may expert trader ko pata hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: News Affect

                    Forex trading chalti hi news pe hai dear kyun ke jab bhi news announcement hoti hai to market mein achi khaasi movement show hoti hai phir wo 2 side ways hi kyun na ka kabhi up side move hoti to kabhi down side lekin news ka impact market pe humesha affect karta hai jis ke liye hum logo ko proper analysis ki need hoti hai before trading jo ke most important method hai trading karne ka hum logo ke liye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: News Affect

                      Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                      umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                      yes sir forex trading mien news ka bhut zayada amal dakhla hota hai agar hum as mien aa ker news ko follow kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien q k hum news base per trading ker k earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa kr her bar kam karna hota hai or her bar earning karna hota hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X