Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??
    Dear respected members m apsy kch pochna chahta hon jaisaa jeh unwan m aplo bata chokaa hon keh agr forex business m kabi kabhar aaisa ho leh profit naa aay too meya gossy m aa k forex koo choor denaa chaheye dear members apki aain nawazish ho gee iss par thori roshni daal dein explanation kr dein mojhy keh tabb insaan ko keya krna chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

    Ya bohat ghalat decision hoga ky agar kisi ko profit na ho wo forex ko chorr dey asa kerna total wrong ha hamesha acha profit achi trading tab possible ha jab ap hardworking kero well try kero ap forex ko samajh rahy hotay hain learn ker rahay hotey hain aik din ap well try se he success hogay esliye himat nahi harni chaye
    • #3 Collapse

      Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

      dear friend forex trading mn hr kisi ko loss hota ha aur agr apko trade mn mosalsal loss ho rha ho to apko phir bhi forex trading ko chhorna naen chayay balkay apni mistakes ko door krna chayay aur ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
      • #4 Collapse

        Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

        forex main hamy mahent sy market ky har rules ko follow kar ky kam karna chahey ager mahent karny ky bavagod be hamy loss hota hain to hamy loss sy gabrana nahe chahey hamy saber karna chahey or forex main or be zeada mahent sy kam karna chahey per he hum markrt main kam kar ky pasa kam sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

          ager hum loss sy bachna chaty hain to hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ky mutabik kam karna chahey per he hum market main run kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain hamy is main amount invest karne chahey ta ky hum profit hasil kar saky hamy kam ky duran loss ko bardach karna chahey or profit sy apne zarorto ko pura karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

            forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hamy forex ko kabe be corna nahi chahey hamy loss ky bad be saber karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

              Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon good trader woh hota hy jo trading key doran patient rehta hy aur emotions ko control rakhta hy. Loss to is business ka aik part hy, is leye loss sey disappoint nahi hona chaheye aur is ko recover krney key leye trading skills ko seekhna chaheye aur demo account main maximum practice krna chaheye.
              • #8 Collapse

                Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                Friends forex trading aik aisa business Hy jis main ye nhi hota k aaj hum nay kaam start kia or profit aana shro ho jay is k ly humy boht zyada mehnat ki zrorat hoti Hy is ly humy chaea k shro main sif wo a intzar kry or profit ki fiker na kry or zyada say zyada post kryor kisi seniors say seekhy k Kis traha trading krni chaea
                • #9 Collapse

                  Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                  ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Agar Ham assistant project Mein kaam karte hain aur Hamen kabhi bhi profit nahin mila hai To Hamen bus stand product ko bilkul bhi nahin chhodana chahie Kyunki Agar Ham Pakistan Forex Ko Chod Denge To Hamen koi bhi Aisa earning ka aur Jagah Nahin milega thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                    hamen forex ko nchorna nahi cahhye jab forex ko biggening men start krte hain to ham apne mind men bahot se dreams rakhte hain k ham forex se bahot hi achi earnings le kr apni life ko better bna saken ge but woth passing of time hamen haqeqat ka pta chal hi jata hai k ye buisness bahot hi mushkil hai aur ismen hamen itni aasani k sath kamyabi nhi mill pati hai Iss buisness men kamyabi k liye zaruri hai k hamen iss buisness men experience banan hoga Ham jab tak iss business men aik powerful experience nhi bna lete hain to uss waqt tak hamare khawb iss buisness se pooray nhi ho pate hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muzamilhusain پيغام ديکھيے
                      Dear respected members m apsy kch pochna chahta hon jaisaa jeh unwan m aplo bata chokaa hon keh agr forex business m kabi kabhar aaisa ho leh profit naa aay too meya gossy m aa k forex koo choor denaa chaheye dear members apki aain nawazish ho gee iss par thori roshni daal dein explanation kr dein mojhy keh tabb insaan ko keya krna chaheye
                      Assalamu Alaikum Mere Khyal mein profit na Aane per Forex Ko Nahin chhodana chahie balki aur karna chahie profit Kyon Nahin Aaya Humne kahan kar Leti ki ki Hamen loss hua aur Hamen Puri mehnat ke sath learning for knowledge Hasil Karni chahie Apne experience ko padhaanaa chahie Taki Ham isase Jyada profit Hasil kar sake Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                        Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye Jiski wajah se main apne account ko Kafi strong and stable bana sakte hain without any type of the analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to achi minute Hogi Yahan Par Apne Gaon Mein Ek planning ji abhi kar lete hain kuch log traitor jumper cables Log Yahan Par hedging ki sabse achi karna start kar dete Hain is capping bhi bahut jyada achche wali aur important chij hai Jiske saath saath Agar Hum kaam karte Jaenge to earning karne ke chances be strong level par Jayenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit na ay to kea forex ko choor dena chaheye??

                          Dear member Kabhi Kabar Aisa Ho jata hai ki aap ko accha profit nahi mil Pata Applause Mein Chale Jate Ho To iske liye aapko Forex Ko Chod Ne ki jarurat nahi hai Kyunki yah aap ki kam knowledge aur kaam analyses agar aap ismein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie kya aap pahle Apne lagne per jode tabhi aap Pakistan Forex ko chhodane Ki Baat Nahin Karoge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X