loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum ko forex trading ma loss hotaa ha to per hum ko lot of knowledge lanaa hoga to per hum ko achiearning hoge warna ager hum without knowledge or experience ka trading start kartaa ha to per hum ko loss he hoga...........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

      Forex aik business ha aur loss business ka hissa hota ha kisi bhi business me loss ho jata ha hame business ko join karne se pehle loss ke liye ready hona chahiye lekin agar ap ne business join kar lia ha to loss hone par nahi chorna chahiye loss hona koi bary baat nahi hoty hame loss se learn karna chahiye hame apny mistakes ko khatem karna chahye take hame next time loss nahi balke profit mile
      • #18 Collapse

        Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

        hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum ko forex trading ma loss hotaa ha to per hum ko lot of knowledge lanaa hoga to per hum ko achiearning hoge warna ager hum without knowledge or experience ka trading start kartaa ha to per hum ko loss he hoga. ap ne business join kar lia ha to loss hone par nahi chorna chahiye loss hona koi bary baat nahi hoty hame loss se learn karna chahiye hame apny mistakes ko khatem karna chahye take hame next time loss nahi balke profit mile
        • #19 Collapse

          Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

          Forex trading main loss aur profit sath sath chaltay hain. ager trader nay apna risk acha manage kia howa ho ga to trader forex main kabi bhi loss say pareshan ho kay trading ko nahi choray ga. aisay trader jo forex main boht zayda risk letay hain to un ko jab loss hota hay to wo dobara trading kay kabil nahi rehtay. que kay wo apna sab kuch loss ker letay hain.
          • #20 Collapse

            Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

            Aslam O Alaikum dear friends ji nahi forex ko kabhi bhi nahi chorna chahye loss bhi forex me kamyabi ka ek hissa hai isliye loss se dar kar forex kabhi nahi chorege loss ka mukabla karege jitna hosakega hardwork karege or ziada ziada hardwork jese loss ko he loss dedeb par INSHA ALLAH forex jesa izat wala rozgar kabhi nahi chorsakte
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: loss ho jaye to kia forex ko chor dy ?

              bhot he pyari baat kahi hain apne and main aaapki is baaat sa agreee karti ho hard work kar k he kamyabi hasil kar skte hain loss k pichy b kayabi hain agar hum achi tara forex trading ko learn kar k again forex trading main work start karte hain taab he kamyab ho skte hain or humhain loss k bad kabi b forex merket ko nhe chorna chahiye forex trading humhain lot of profit de skti hain agar huma chi tara work karte hain tu

              اب آن لائن

              Working...
              X