kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    agar hum mently stress main hon gay to market main theak say focus nahi kar paye gay aur humay chahiey keh amrket par sahi say focus karen tabhi esmain kamyab hon gaya ur sahi say analysis karna chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      Mental stress bhe ap ki trading par asar hota hai. es lye ap forex market mai jab bhe trade kray tou ap forexmarket mai begar tension /. fresh mind say trade kray tou ap ko kamyabi ho gy.
      • #2058 Collapse

        G han yah bat right hai k hmen mantly stress ho gi tu hm achi trading nh kr paengy hmari trading mn mentally relex hona chahye q k ayse loos k chances z eyada hoty hain or hm achi trade nh kr skty
        • #2059 Collapse

          g janb mary bahe thek kah rahy hi ager ap eassy rah kar trading karo gay to ap ko zeadha sa zeadha profit earn kar sakty hi as lya jb b ap trading kary dimag ko faresh rakh ka paher trade karni cheya as say ap ko loss b ni hu ga
          • #2060 Collapse

            g han dear mental stress ap ki trading py bohat he asar andaz hoti ha is liye forex mein ap kamyab earning k sath bohat he acha profit earn kr sakty ho is liye trading mein apka kamyab work apko easy success hasil kr sakty hein is liye acha work he apko kamyab bna sakta ha mind ko fresh rakhen or presurerize mat houn
            • #2061 Collapse

              g hai apki khdu ki mental stress ka apki real trade pe bohat hi bara effect hota hai is liay humay is ko acha aur good effect lay kay hi use karna chaiy jis say is ka hamari trade pe good effect hi rehay
              • #2062 Collapse

                hum jab trade karty hain to stress free ho kar kam karna ho ga humain hard work karna ho ga kun kay humain is main success hasil karna hay to demo ko use karna ho ga is main mently tor par stress free ho kar kam karna ho ga
                • #2063 Collapse

                  g han mental stress hmari trading par bohat asar andaz hoti hai q k jub hum pareshan hoty hain tu hum se trading main bohat se mistkaes ho jati hain jis ki wjah se hmain lose ho jata hai es liye mantal ko relex kar k rading karni chahye
                  • #2064 Collapse

                    g nahi 1 stressed mind k liye achi tarding kr pana bohat mushkil hai q k jub wo stress feel kr raha hoga t0 wo market ko thek triky sy daikh kr andaza nahi laga pai ga k market oper ja rahi hai ya nechy is liye bilkul fresh mind ho kr trade krain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #2065 Collapse

                      hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur mind ko fresh kar k hi hum sucess hon gay aur phar hi hum sucess ho sakty hain aur demo main practice kar k hi hum market main earning karein gay
                      • #2066 Collapse

                        mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience ho ga tab hi hum market main trade kar skaty hain aur knowldge k begair hum is main planing nai kar skaty na hi sucess hon gay
                        • #2067 Collapse

                          mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi hum market main acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur earning ho
                          • #2068 Collapse

                            janab jab ka mind he fresh na ho ga to aap ko kio smj nhe ay ge kay aap ka kar rahay haaap ko fresh mind sa trading karne cahay tak jo mahnat aap nay ki ha is ka inam aap ko mile saky our ache profit hasil kar saky is liay cool mind sa kaam karna best ha
                            • #2069 Collapse

                              agr aap ko is ma asne sa profit hasil karna ha to aap ko frsh mind sa trad karne cahay ya bat aap ki trad par bohtzada asrandaz hote ha is liay aap ko tansan ma trad opan nhe karne cahay q k is sa aap ko loss be ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                Mn ne pehle bi apni deegar posts mn zikar kia ha ka forex tradind open mind k sath krni chahe kyun k close mind aur narrow mind laog forex trading mn hamesha nuqasan uthata ha is lie forex trading ko khule zahin k sath trade lagana chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X