kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji ha mental stress trading par bohat ziada effect karta ha ager ap ka mined clear or fresh nahi ho ga to ap acha decision nahi lay sako gay or apni skills ko achy say utilize nahi kar sako gay trading ma ap ka mind fresh or clear hona bohat zaroori ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ha agar ap easliy or free ho k trade mai kam aro ge to ziyada earn kar sako ge agar ap tension mai kam karo ge to loss ho ga es liye trade mai easily or fresh mind k sath kam karna chaey lazmi hai har kaam k liye or jub bai trading ki ho to phr to har tarhan se mentally fit hona zaroori hai mentally disturbed bunda concentrate he nai kar sakey ga theek to sucess kaisey karega bulkey loss kitaraf barhta rehaga ................
      • #48 Collapse

        forex trading mein profit aur loss too sath sath hai jaab aap nee yeh faisla kar hee liya hai kee forex mein trading karni hai too phir relax hoo kar karein warna aap achi opportunity koo zya kar saktee hian ess liyee hamasha cool aur relax hoo kar trading karien market achi opportunity bhi deti hia aur khas too per news per achi opportunity mil jati hia pr uss time hamesha stop loss laga kar order lagayien warna problem bhi hoo sakta hai
           
        • #49 Collapse

          ji bilkul mental stress to yaqeenan asar andaz hota hai aur us se bachan hi behtar hai yeh na ho k mental stress se aap ek k baad ek ghalat decisions karte araho aur acha khana khao aur sharaab waghera jsaisi gandi aadaton se bacho ta k aap hosh mein raho bilkul
           
          • #50 Collapse

            yes its true that our mental stress also have a big roll in forex.my suggestion is that plz keep cool your mental stress always then you will get benifit other wise you will get loss in forex.
            • #51 Collapse

              forex may trading kertay waqat apko mentally prepare hona chaheye werna ap wrong analysis kerkay loss kersaktay ho.ye aik risky business hay or esmay buhut ehtiyat k sath trading kerni hoti hay.hamay mentaly prepare hona chaheye.
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                kia ak stressed mind ache trading kr sakta ha
                Yaha par fresh minded ka trade karna mushkil hota hay ap stressed minded ki baat kar rahay ho? stressed minded ko pahlay cool mind hona chahiyay us k baad trade karna chahiyay.
                • #53 Collapse

                  Jee bilkul stress hamari zindagee k her pehlu per asar andaaz hota hai.aur forex to her haalat mein fresh mind ke demand kerta hai aur ek stressed mind kabhee bhee sahee faislay nahin ker para aur yeh to kaam he sahee faislon per depend kerta hai.
                   
                  • #54 Collapse

                    nahi stressed mind achi trading nahi kar sakta hai mentally stress se insaan emotions mai ajata hai or market trend ko samajh nahi pata jis ki waja se us ko kafi loss hota hai hamay chaiye k hum easily ho kar market trend ko dekhte huwe trade karain.
                    • #55 Collapse

                      G bilkul asar andaz hoti he , qu kay jab ap mental stress mein hongi to wo sahi trha samag nai sakein gay or mistakes karin gay es trha loss honay ka khtra hota he, es liye mental tension se free ho kar trading karin.
                       
                      • #56 Collapse

                        mental stress sb cheez pr asar andaaz hota hay, tu forex per q nahi hoga is may tu ziyada zarorat hoti hay fresh mind k sat kaam krnay ki taky kam wqt may achi or smart earning ki ja sakay
                        • #57 Collapse

                          Asalam-O-alaikum to all Dear Friends , haan ager hum thakay hoay hon gay ya koi tention hogi humain tou hum trading nahe ker pain agy forex pay q ke hamra focus kahe our jo hoga.
                           
                          • #58 Collapse

                            g haan jnab is main ap ko apny mind sai hi kam karty hain and is main ager ap ka mind sai kam kary ga to ap is main sae tarha sai trading kar sakty hain and is mainn ap ager hazar mind hun gay to ap is main sae trading kar k achi income hasil kar sakty hain
                            • #59 Collapse

                              gee han brother mental stress bilkul hamari trading ko negatively affect kar sakta kyun kay agar aap ko kisi bhi wajah say koi tension ho gi aur aap forex trading karnay ki koshish karein gay tau aap uner pressure ho kar galat trades laga saktay hain jo kay nuqsan ka bais ban saktay han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                main samjhta hoon ke ager mentally sadfide nahi ho tu ap ko her kaam main problem ho ga aur ap koi bhi kaam sai tor per nahi kar sako ge aur forex trading ke business main kaam hi ap ke mind ka hota hai is liye jab ap ka mind fresh ho tabhi ap is main kaam karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X