kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    jnab humain is main mentaliy tor par humain is main fresh ho kar kam karna ho ga agr hum stress main a kar trading karty hain to humain trading main loss b ho sakta hay humain is main profit hasil nai ho sakta hay learning karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      jnab humain agr trading main success hasil karnni hay to humain is main mentaly tor par stress free ho kar kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho saky or humain is main trading main karny main acha profit hasil ho
      • #1923 Collapse

        yeah brother bilkul jab trader mentally stress me hota he to us se trader ki trading per bhi effect parhta he, so trader ko always fresh mind se trade karni chahiye, jab trader mentally stress per ho to us ko us time trade nahi karni chahiye, jab trader ka mind fresh ho to us time woh trade kare, because jab mind fresh hoga to woh market ki trend ko sahi tarha se analysis kar sakhe ga...
        • #1924 Collapse

          g han bilkul hota hai aur hamko chahiye ke ham is mien apne apko mentally present rakhen aur is mien hamesha jb bhi fresh minded hon tb hi trading karen.
          • #1925 Collapse

            Ge bilkuk iska asar hota hai aur stress sy kaam karny ka loss b hota hai forex main to apko bilkul relax reh kar kaam karna parta hai kun k trading relax reh kar lagai jati hai mind fresh nai ho ga to ham achi trading nai kar sakyn gy aur loss kar bethyn gy.
            • #1926 Collapse

              Relax mind key sath trading kia karain takeh aap jo bhi decision lain woh correct ho aur aap ko ziada loss na uthana parey. Agar aap kisi waja sey stressed hain aur aap ka mind relax nahi hy to aap ko trading nahi karni chahyee aur apney aap ko rest dena chaheye. Jab aap ka mind fresh ho jaye to aap trading start kr saktey hain.
              • #1927 Collapse

                gee bhai trading mein trader ko mind fresh rkh kr work krne ke zaroart prte he trader kabhe bhe emotional work na kre aur trading mein sahih time aur trend ko dekhe aur jb fresh mind se kam krte hien to trading mein ache khase bhtr ate he aur success milte he
                • #1928 Collapse

                  metal stress se bande ko forex me hamesha nuqsan ka samna karna parta rehta hai mentally aap ko chahiye ke aap cool rahen tab he market ko proper sahi se samajh saken ge aap or phir is me kaam bhi thek se kar saken ge or kamane ko mil sake ga forex se .
                  • #1929 Collapse

                    G han hmen is business me hmeshah soch smjh k kam karna chahe hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm is business me loss se bach nahi sakty hain is iliye lalach ko khtm krna chahe
                    • #1930 Collapse

                      g hai is ka apki trade pe boaht hi effect hota hai agar ap ksis bi cheez ki wajah say tension me hota hai aur ap tension pe trade kartay hai tu apki trade achi nai ho gi apko kuch bi samjh bi nai lag rahi ho gi
                      • #1931 Collapse

                        jnab humain trading main stress free ho kar kam karna ho ga kun kay huamin trading main agr loss nai chahiye to huamin is main learning karni hogi or humain is main leanring haisl ho gi to huamin trading main earning hasil ho sakti hay
                        • #1932 Collapse

                          jnab hum jab stress free ho kar kam karna ho ga to huamin trading main loss km ho sakta hay or huamin trading man practice kar kay huamin trading main achi eanring hasil karny kay liye demo ko use kar kay kam karna ho ga
                          • #1933 Collapse

                            G han hmen is business me mental stress ko door krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me har cheez ko soch smjh k kam karna chahe kyun k hm is business me kam waqt me b loss ho sakta ha
                            • #1934 Collapse

                              Forex trading mein achi trading k liye ap ka mind ka acha hona buht zaroori hy aur agr ap ka mind acha nhi hy tu ap achi trading nhi kar sakty han aur ap koi galt trade open ho gi js se ap ko loss ho sakta hy is liye mind ka acha hona buht zaroori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to humain is main stress free ho kar kay kam karna hog a ta kay huamin trading main km loss ho saky humain is main sabr say free ho kar kay frsh mind say huamin trading main kam karna ho ga k profit hasil ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X