kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    g han humari mently stress condition boht asar kart hay trading main or humain tradi g main jab kam karna hota hay to huamin tading main stress free ho kar bethna cahioye kun kay humain angry mood main loss b ho sata hay kun kay hum hyper hoty angry mood main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      yesbiulkl meray bahi huemn apn ay apko mentaly tou per prepare kerna chaeya and agar hum mentaly tour per apnay apko prepare nahi kerengay tou humara brain kam nahi kerega and hum loss kerkay beth jaengay
      you have to lose someting to gain something :cool: :cool:
      • #1698 Collapse

        Forex main kamyabi lenay key leye relax mind ka hona buhat zarori hota hy. Agar aap tension main hon gey to aap wrong decisions karain gey jin ki waja sey aap ko buhat ziada loss ho sakta hy. Aik stressed trader kabhi bhi kamyab trader nahi ho sakta. Hamain forex main kamyabi lenay key leye tension aur stress ko door rakhna ho ga aur relax ho kar trading karna ho gi.
         
        • #1699 Collapse

          Bilkul hota hai forex trading mien sara kaam hota he dimagh sey hai agar ap ka mind theek tarah sey kaam kar raha hai to pir ap trading bhi achi tarah sey kar saktey hain aur agar ap ka mind forex trading key achi tarah sey prepared nahi hai to ap ko kabhi bhi trading nahi karni chahye i think.
          • #1700 Collapse

            assalamu alikum bhai jan g han agher insaan ka mentlly tor pe kisi b aise kaam ka jo wo saar anjaam de ra ho ager us me mind level kaam na ker ra ho to wo kaam uska floap ho jata hy or sath sath jo wo struggle ker ra hota hy wo bekaar jati hy ..... lehaza new qamers k lie mweri ye hest hy k wo poore dhiaan k sath is me involve hn or tawjoo k sath is me trading kren ;;;
            • #1701 Collapse

              nahe bilkul b nahe ap ny agr acha profit earn karna ha to ap ko fresh mind ka hona zarori ha tub hi ap apny maqsad ma kamioyab ho sakty ho
               
              • #1702 Collapse

                mental stress ki waja se trading me aksar loss ho jata hai agar aik he strategy ho mins me us per kaam kar rhe hon to phir nhi hota hai lekin agar analysis karne hon aap ko or kafi reading karni ho market ke bare me toi stress me trading nhi karni chahiye .
                • #1703 Collapse

                  yes ap ne sahe kahai mental stress bohat he had tak ap ki trading pe asar andaaz hota hai es ki waja se ap bohat loss kar bethay hai ajj meray yahe huwa hai bro
                  • #1704 Collapse

                    jii haan mental stress hmaari trading pay assar andaz hota ha kun k Forex k kaam k liye banday ko relex aur mentally toor par fresh hona chahiye. agr banda fresh aur relax nai ho ga to wo achi tarah Forex par tawajoo nai day skay ga aur is se usay nuksaan hony ka khatra b ho skta hai.....
                    • #1705 Collapse

                      q nahi hoota hay meray bhai ager app relex hi nahi hain to ap khud batain kia app koi kaam kar saktay hain tension mai kia nahi hoo sakta hay aiay kaam q k relexation mai hi app kar saktay hain
                       
                      • #1706 Collapse

                        agar ap easily or free ho ke trade mai kam karo ge to ziyada earn ker sako ge agar ap tension mai kam karo ge to loss ho ga es liye trade mai easily or fresh mind ke sath kam kerna chahiye
                        • #1707 Collapse

                          karo ge to loss ho ga es liye trade mai banati hy isliy my yahi kahonga jo stress laity hy k stress ager na easily or fresh mind k sath kam karna chaey
                          • #1708 Collapse

                            jee bhai main aap k sawal k jawam mein kahon ga k aik mentally stressed admi ko is kaam se door rehna chaheay kyun k wo attentive nhe hota hy aur is kaam mein nuqsaan uthata hy, isi liay experts bhi during depression is kaam ko avoid krty hein..
                            • #1709 Collapse

                              g hai agar ap apni tardinbg mei boaht hi sabaf ka sath letay hai tu apko boaht hi ach tresult milta hai is kay sabar kays ath atrde karnay ka is laiy hi apko is buisness mei sabar kay nakhun ko lena ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                yes mental stress ki waja se ham trading achi nahee kar sakte is liye trading se pehel khud ko fresh mind karna zaroori hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X