kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    yes ap ka mind hi sub khutch ha agar ap easliy or free ho k trade mai kam aro ge to ziyada earn kar sako ge agar ap tension mai kam karo ge to loss ho ga es liye trade mai easily or fresh mind k sath kam karna chaey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      ji vai jaroor hota hain. hum koi bhi kam kare mental stress se o kam assa kabhi nahin hoga is lia jab hum forex kare us samay hame hamare har stress ko bahar rakh ker karna chaheyen is se hum hamare trade ko kameyab bana sakte hain.
      • #1443 Collapse

        g bilcul agar strees ho ga to ap kabhi bhi achi trade nahi kar sakay gay ap hamesha fresh mind say hi achi trade kar saktay han.
           
        • #1444 Collapse

          han ye asar karta hai aur trading bhi hamarey oper asar karti hai k is sey ham ko loss ho ta hai to pareshani ho jati hai.
          • #1445 Collapse

            Nahi bhai jab zehni dabao me hon ge tu Zahir si bat he ke aap ghalat fasla bhi Le saktay hain or agar fasla ghalat ho ga tu Los bhi.ho ga.
            • #1446 Collapse

              ji zaror karr sakta hain yaha fresh mind ke sath apko kam karna hota hai jis say ap ko profit or achi earning kar sakte ho agar ap ka mind kahi or tension ma hoga to ap loss hi karo gey yaha fresh mind ke sath kam karna hota hai zarori ... profit ke liye
              • #1447 Collapse

                ha g jnab....sahi kaha hay app nay jnab///tarding is a very interestingf job for evry one jnab///i loike thsi business very very much jnab
                • #1448 Collapse

                  ji haan mental stress forex trading pe kafi asar andaaz krta a kion k jab ta ham mentally torr pe prepare nai hon gay to ham trading mein earning nae kr skty es liye mind ka fresh hona kafi asar andaaz krta a trading mein.
                  • #1449 Collapse

                    nahi jaanab stress mind k sath ap achi trading nahi kar sakay gay or apna loss karwa baithay gay gay bcaz forex naam hi cool and calm hunay ka hai in dono k baghair ap forex main trading nai kar sakay gay
                    • #1450 Collapse

                      kabhi nahe ek stress full mind kabhi achi trading nahe kar sakta trading k liye zaroori hai k presence of mind hon or ham pooray aitemaad k sath trade karen esa na ho k ham trade mein inter hoty hi dar jaen ya stress ki wajha se bari lots laga dein isliye in chezon ko avoid karna chahiye.
                      • #1451 Collapse

                        assalam o alaikum g bhaijan forex me aisa hota hai or is tading me to wohi kamyab hota hai jis k pass acha knowledge ho or aksar hum wo kam shayad k na kren jo mental mind kr jae
                        • #1452 Collapse

                          Mental.stress 100% hmari trading pa effect hota.ha..ksi.bhi kaam.karna k.lye.hmain.mentally healthy hona zarori.hota ha
                          Awr trading k lye to fit rahna zaroori
                          • #1453 Collapse

                            forex me kam krna moskal nhe leken taem cheue or ap ke koses ue ho ke ap ue kam fareg wkat me kre to ap ko zeuada feda ho ga ap ko ue kam relex ho kar krna chue jab ap fareg ho to ue kam kre to ap zeuada arnig kar skte he woh em rhke jws me ap bel kol fre ho
                            • #1454 Collapse

                              ji haan bhai sab say pehli baat hai k zeehan ka paaband or itminan hona jab he hum acha business kar saktay hai is lye hma chahye k jis par mind achi tarah say kaam karay usi kaam pa kaam karna chahye agar hamara mind he nahi maanta to ho us kaam ko kis tarah say kar saktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                jitnay bhi berhay traders hayn and tmam foreing authors ke buks me clearly likha hay kay ub ap ki tabeeat khraan ho ya moood khraab ho tou us waqt trading na kerien becuase ap ki decision power apni best level pe nhi hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X