kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    sir yeh on line business hai 24 hours main jb chahay kis jasakta hai is liya jb aap mentally stress main hon to is ko na karain kiyon kay is tarah aap sahee decision nahi ker sakay gain or aap ko loss ho sakta hai is liya mentally fresh ho ker hi is kam ko kia ja sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      dear friend forex main trading k doran apny mind ko balkul tension free rakhain apny zahain pay balkul pressure na any dain , fresh mind k sath apke trading bhatar hoge ap trading k doran sahi faisla kar sakty hain trade lagany ka , ar tension sy apko bajay profit k loss ho sakta ha.
         
      • #603 Collapse

        bohat zyada asar hota hai forex trading ka hamare dimagh par kyun ke forex trading ek financial business hai isme agar apko loss par loss hota jae to koi bhi insan forex trading se stress main asakta hai islia forex trading main risk ko kam se kam rakhna chaye
        • #604 Collapse

          Jo kisi bhi fight main hisa na le aur apna mind bus apni trade main use kare aur jab bhi is ko koi achi news ya forex main market ka trend mile tu apni trade ko laga kar nafa le tu yeh is ki mind ka acha use hay aur app ko forex main kam ko karne ke liye apni mind ko fresh hi rakhna ho ga .
           
          • #605 Collapse

            yes dear if you will trade with the mental stress then it is the guarantee that you cannot get the success in the forex ,for the success you have to trade without the mental stress ,then you will get the success in the forex
               
            • #606 Collapse

              bilkul nahi.. aap ka mind stress free hona cheay takay aap trade k liay faysla sahi trah soch smajh k le sken, stress mae kahin na kahin aap se koi mistake ho skti hay aur aap ghalat faysla le ker apny account me loss kerwa bethen, agar aap ko llgta hay aap stress mae hain tu tb trading avoid kerni cheay.
              • #607 Collapse

                Yes , dear bilkul mental stress b hamari trading par bohat zyada effect hota hai kiu k jab ham trading karte hen to hamari trading ka sara depend hamary mind par hota hai aur phir he ham ak achi kamyabi hasil kar sakte hen is buisness sy
                • #608 Collapse

                  nahi..stress main tu koi bhi shaks koi bhi acha kam nai kr skta....tension main kya pp koi sahi decision le skte hain? nahi....
                  isi liye hamein kam krte waqt cool calm n tension free hona chaiye...stress main hum theek decisions nai le skte js ki waja se hamri tradin asar andaz hogi....
                  • #609 Collapse

                    g dear bilkul aap ki baat teek hai mental stress hamari treading py asar andaz hotha hai is k liya aap ko bilkul fresh maind mai reh kar kaam karna hoga q k agar aap iss ko fresh maind and narmal tareeky se join nahi karogy to aap ko iss mai losss bhi ho saktta hai forex mai,.,..,.////
                     
                    • #610 Collapse

                      ager hum stress me ho ge to khabi khul kar kam ni kar paye ge or hum stress me kam karen ge to isse hume loss h hoga to hume chahye ke hum fresh mind se fores tradding karen.
                       
                      • #611 Collapse

                        mind stress trading pe bahot asar krte hae is le hame mintal stress nhe lena ho ge. forex trading ak bahot acha trading platform hae. forex trading me hame sokoon se kam krna ho ga. gorex trading ko krne k le hame bahot hard work krne ho ge. forex trading ak bahot wase trading platform hae jis me ham har wakt trading kr sakte hae.
                        • #612 Collapse

                          yes dear mental stress hum par bohat ziyada asar dalta he trding par qk hum apne knowledge k mutabik trading karen ge.to hi success hasil ho sakti he.
                          • #613 Collapse

                            yeh b koi poochney ki baat hai bhai k jab aap pareshaan hon ya kissi b tension me mubtlaa hon to phir itna tuwjjoh talab kaam kaisey behter tareeqe se kar paayen ge ALLAH hum sab ko pareshaaniyon se apni panah me rakhey
                            • #614 Collapse

                              bilkul hota ha balkaay mera tu ye mushwara ha k humain us time trading kerni hi nahi cahiye ha jeb tek hum mentally relax na houn ager hum phelay say frustrated aur depress ho ker trade kerain gay tu humeri sari trades gulat laganay k chances hi hotay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                phr to har tarhan se mentally fit hona zaroori hai mentally disturbed bunda concentrate he nai kar sakey ga theek to sucess kaiseyhein to aap apna kaam tuwajo say nahi kar paen gay aur aap ko kaamkarny mein bhi kafi problam ho gi aur agar aap mentaly pareshan hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X