kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2101 Collapse

    dear forex trading mein agar hum khud ko successful rakhna chahty hein to humein chahiye k trading karny sy pehly hum khud ko relax kar lein or phir hum trading start karein taak hum kisi bhi qism ki tention or preshani sy bach skein phir humari ki hui trading bhi successful reh sky or hum bhi successful
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2102 Collapse

      Jee bilkul mental stress aapke mind Par Asar karta hai aur jawab calm mind disturb hoga toh aap Forex main Sahi kaam nahi kar sakte Forex main Sahi aur accha kaam karna agar aap chahte hain toh mental ko tension se free Kare aur jab mind relax Ho Jaye phir aap Forex Mein kaam kare Is Tarah Se aap accha kaam kar Sakenge aur loss nahi
       
      • #2103 Collapse

        g han bhai hmari trading par yah bohat asar ansaz hota hai jub hum mentaly streesd hoty hain tu hmain pta nahi schlta or hum se mistakes ho jati hai tu hmain kbhi bhi trading karty wakt strees nahi lena chahye ta k hmain lsos na ho jay or forex trading aik aysa business hai jis main hmain fresh mind k sath trading karni chahye es main jitna hum pareshani k sath trading karen gy otna he hmain loss hony k chances zeyda hoty hain
        • #2104 Collapse

          g bilkul bhai jaan bhot hi achaa point deya hay apnay han g bilkul mentaly stress bhot hi achaa kirdaar ada kerti hay hamari trading may agar ham achaa say neend nahi kerengay tou hamara mind bhi week houjaega nad ham jo bhi trade lagate hen wo nuqsaan may hi jayegi so hamen chaeya kay sukoon kay sath hi sath trade bhi keren
          • #2105 Collapse

            Mental stress ki wajah se hum kabhi bhi yahan se long-term nahi kar sakte hain long-term on karne ke liye itne acche wale aur planning wali strategy use Karke hai Maza Le sakte hain aur Kamariya se ho jati hai
             
            • #2106 Collapse

              hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main experiene hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur is main mind ko planing kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main earn karein gay
              • #2107 Collapse

                humain is main stress nai lyna ho ga kun kay market main agr hum stress lay kar kam karty hain to koi achi earning hasil nai hoti hay humain learning kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main ziada profit hasil ho sakta hay dmeo ko use kar kay achy sya kam karna ho ga ta kay market ko learning karna humary liye asn ho saky
                • #2108 Collapse

                  Forex trading kay doran mental stress forex traders ke trading pa bohot ziada asar andaz hota ha. traders ko chaiye ke ager trading kay doran trader per ksi qisam ka stress ho tu phir woh trading ko avoid karin aur iss doran trading bilkul b na karin tu ziada acha rahy ga.
                     
                  • #2109 Collapse

                    Yes off course mentality ka buht ziada asar hy . Q k agr hmm los ki wja sy tenshon ly kr beth gy tu trading ni kr akty. Is lye jo b halat hn normal rho aur achy treqy sy trading kro phr jon me mza b ay ga aur tenshon b ni hn gi . 1 aur bat k jb trading krni hy tu fatigfatigue smj k na kren is sy economicaly los k sath health b nuqsan me ho gi . So increase ur health anand wealth .
                    • #2110 Collapse

                      Stress ka har insan per he asar hota hi . aur stress ke waja say saray he insaon per kisi b kam ke performance bohot he kam reh jate hai . ager as a trader app Forex trading kay doran stress feel kar rahy hon tu iss time trading nai karne chaiye aur relax ho kar he trading mai hisa laina chaiye.
                         
                      • #2111 Collapse

                        Mental stress hamari trading k liye bahot important hai.
                        Agar ham mentally tor pe normal ni honge to ham se market corectly analyze ni hogi jis ki waja se ham sahi trade ni kr saken ge aur hamen uska result loss men mille ga.
                        Hamen jab bhi trading krni ho iss k liye hamen mentally tor pe fresh hona bahot zaruri hai ta k ham aaram se market ki movement ko judge kr saken aur achi trade kr k iss se profit gain ker saken.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #2112 Collapse

                          agar hum stress main aa kar trading karen gay to hum market main theak say trading nahi kar saky gay so humay chahiey keh stress free ho kar trading karen tab humari trading bohat acchi hoti haya ur hum esmain kamyab ho sakty hay
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #2113 Collapse

                            agar hum stress main aa kar trading karen gay to humari trding achi nahi ho sakti so humay chahiey keh stress free ho kar trading karen tab he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh fresh mind kay sath trading par focus karen tab he esmain safe trading kar sakty hay
                            • #2114 Collapse

                              agar hum stress free mahol main trading karen gay to hum market par bohat achy say focus kar sakty hay aur humay esmain sabar kay sath kam karna chahiey ta keh esmain acha earn kar saky ye aik bohat acha business hay sahi say humay time daina chahiey esmain tab he safe reh sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2115 Collapse

                                agar hum mently stress main hay to hum market main theak say focus nahi kar sakty kyun keh es trha humay market main earning nahi hoti humay chahiey keh fresh mind kay sath trading par focus karen tab he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay ye ai bohat acha business hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X