loss kyun hota hy ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kyun hota hy ????
    cool evening dear forex member .hope so you are all right .dear mein apsey sirf itna pochna chahta hun.keh hamin loss kuyn hota hy iss ki wjaa kia ho sakti hy .hmein forex mein loss aik bar ki bjaiy bar bar kun hota hy iss ki main wjja kia ho sakti hy .yeh member ki careless ki wjaa sey hota hy ya phr knowledge ki kami ki wjaa sey hota hy .iss ko recover kernuy k liuy hamin kia kerna chahiuy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss kyun hota hy ????

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein loss is main hota rehta hai chota mota hamein iss main zyda loss nai krna chy zyda loss un members ko hota hai jo lalch kerty hain our lot size zyda laga dety hain zyda nafah ki lalch main jiski waja say zyda nuqsan ho jata hai...............
    • #3 Collapse

      Re: loss kyun hota hy ????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
      cool evening dear forex member .hope so you are all right .dear mein apsey sirf itna pochna chahta hun.keh hamin loss kuyn hota hy iss ki wjaa kia ho sakti hy .hmein forex mein loss aik bar ki bjaiy bar bar kun hota hy iss ki main wjja kia ho sakti hy .yeh member ki careless ki wjaa sey hota hy ya phr knowledge ki kami ki wjaa sey hota hy .iss ko recover kernuy k liuy hamin kia kerna chahiuy.
      Jab traders Bina planning care trading karte hain tu unko trade Karke loss bhi Hota Hai uske paas trading Ki Gali nahi hoti Aur Woh trade open kar dete hain ya B traders ke launch hone ka ek reason hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: loss kyun hota hy ????

        Dear jaha tk mera manana hai loss ap ko apne mistake ki wajah se hota hai first hame itne knowledge nahe hote or real account main trading krte hai ager thora sa profit hota ha tu apne trade close kr dety hain or jub loss hota hai tu trade ko chalne dety hain or ek hope bana ke bheten hain ke market wapis zaroor aye gye is wajah se hamara pora account bhe washed ho jata hai or kam knowledge hone ki wajah se bhe boht loss hota hai yad rakhen forex ek risky business hai jis main proper knowledge ka hona boht he zaroori hai jitna ho sake demo per practice kren or knowledge hasil kren then ap forex per profit earn kr paye gyen
        • #5 Collapse

          Re: loss kyun hota hy ????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
          cool evening dear forex member .hope so you are all right .dear mein apsey sirf itna pochna chahta hun.keh hamin loss kuyn hota hy iss ki wjaa kia ho sakti hy .hmein forex mein loss aik bar ki bjaiy bar bar kun hota hy iss ki main wjja kia ho sakti hy .yeh member ki careless ki wjaa sey hota hy ya phr knowledge ki kami ki wjaa sey hota hy .iss ko recover kernuy k liuy hamin kia kerna chahiuy.
          Assalamu Alaikum Forex trading this miss Ne loss hone Ki Sabse Badi vajah hamara kaam experience or knowledge hota hai Kyunki Hamein Itna Jyada experience knowledge Nahin hota aaj Itna Jyada lot size mein hum tradeco open kar dete Hain Yahi Sabse Badi Wajah Hai Hamare account wash hone ki
          • #6 Collapse

            Re: loss kyun hota hy ????

            is main hota rehta hai chota mota hamein iss main zyda loss nai krna chy zyda loss un members ko hota hai jo lalch kerty hain our lot size zyda laga dety hain zyda nafah hai loss ap ko apne mistake ki wajah se hota hai first hame itne knowledge nahe hote or real account main trading krte hai ager thora sa profit hota ha tu apne trade close kr dety hain or jub loss hota hai tu trade ko chalne dety hain or ek hope bana ke bheten hain ke market wapis zaroor aye gye is wajah se hamara pora account bhe washed ho jata hai or kam knowledge hone ki wajah se bhe boht loss hota hai yad rakhen forex ek risky business hai jis main proper knowledge ka hona boht he zaroori hai jitna ho sake demo per practice kren or knowledge hasil kren thenrading karte hain tu unko trade Karke loss bhi Hota Hai uske paas trading Ki Gali nahi hoti Aur Woh trade open kar dete hain ya B traders ke launch hone ka ek reason hai
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: loss kyun hota hy ????

              Me is bat sey agree kerti hoon loss just and just apni he mistake ki se hota ha jab achey skills na hon ap ko trading ky proper analysis nahi kernay atay then ap ko loss he hona ha isliye koshish karen apni trading ko analyze keren jo kami oss ko improvement den tab ap ko loss nahi hoga.
              • #8 Collapse

                Re: loss kyun hota hy ????

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum koo lot of hard work karnaa hotaa ha or humko chaheya ka hum apan trade ma kabhi be lalach na karaa or apna trade ma hum stop loss or take profit ka option ko use kartaa ha to per hum ko achi earning hoge es leya per hum ko loss nhi hoge...........
                • #9 Collapse

                  Re: loss kyun hota hy ????

                  G loss Hamein usi Surat mein hota Hai jab hum rules ko follow karke kaam nahi karte hain is business main chhoti si chhotie mistake ki vajah se bhi bahut bara nuksan uthana par jata hai isliye Hamein bahut soch samajh Kar kaam karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: loss kyun hota hy ????

                    Dear brother forex trading risky business hai aur is mein loss apki mistakes ki waja se hota hai agr apko bar bar loss ho raha hai tu aap mistakes ko repeat krty hein ya jo bhi mistake hoti hai aap usko find nai krty aur na hi control krty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss kyun hota hy ????

                      Forex trading me hame loss apny mistakes ki wajah se hota ha trading me small mistakes se bhi loss ho jata ha ap jitny mistakes karo ge apko utna nuksaan hota rahe ga jo log apny mistakes se learn nahi karte un ko bhi success nahi milta agar ap mistakes se learn nahi karo ge aur mistakes ko repeat karte raho ge to apko loss bhi repeat hota rahe ga apny mistakes se learn karna bohat important hota ha
                      • #12 Collapse

                        Re: loss kyun hota hy ????

                        ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum koo lot of hard work karnaa hotaa ha or humko chaheya ka hum apan trade ma kabhi be lalach na karaa or apna trade ma hum stop loss or take profit ka option ko use kartaa ha to per hum ko achi earning hoge es leya per hum ko loss nhi hogE aur is mein loss apki mistakes ki waja se hota hai agr apko bar bar loss ho raha hai tu aap mistakes ko repeat krty hein ya jo bhi mistake hoti hai aap usko find nai krty aur na hi control krty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss kyun hota hy ????

                          Forex trading main trader ko loss honay ki jo main waja hoti hay wo trader ka forex main pora experience aur knowledge na hona hay. trader ko forex ka knowledge nahi hota to isi liye wo forex main bari lots aur bara risk lay ker apna account wash ker leta hay. hala kay forex main ager ham slow aur stady chalen to acha profit earn ker saktay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss kyun hota hy ????

                            Aslam O Alaikum Dear Friends Los traders ki ghalti.ki wajahse hota hai loss me forex market ka koi kasoor nahi hota ku ke humare traders bhai kafi mistakes kardete hen traders ko chaye jaldbaazi or without planning trade kabhi bhi success nahi hoti hamesha trade planing or knowledge ke sath lagani chahye hamesha market me analysis karni chahye jitni hosake market me in rahe phir market ke acchi knowledge ke baad soch samjh kar trade lagaye phir loss nahi hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss kyun hota hy ????

                              ]Dear jaha tk mera manana hai loss ap ko apne mistake ki wajah se hota hai first hame itne knowledge nahe hote or real account main trading krte hai ager thora sa profit hota ha tu apne trade close kr dety hain or jub loss hota hai tu trade ko chalne dety hain or ek hope bana ke bheten hain ke market wapis zaroor aye gye is wajah se hamara pora account bhe washed ho jata hai or kam knowledge hone ki wajah se bhe boht loss hota hai yad rakhen forex ek risky business hai jis main proper knowledge ka hona boht he zaroori hai jitna ho sake demo per practice kren or knowledge hasil kren then ap forex per profit earn kr paye gyen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X