Account wash honay ke waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash honay ke waja
    Dear dosto assalamualaikum forex Mai buhut saray logo ka account wash hojata hai ye sab hamari apni ghaltyo ke waja say hota hai hamai chaye ke market ko analyse karkai trade karai aur lalach belkul be na karai emotion ko control Mai rakai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash honay ke waja

    han ager experience na ho to account bhoot jald washout ho jata hai is liy trade lagany say pahly market watch or tools ka sahi istemal hona chahy ta k loss kam ho or profit ziada ho q k loss jab account limit say bhar jata hao account wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Account wash honay ke waja

      Haan jee kese hain aap sab log mere dost ne sawaal kiya hay kay account wash hony ki waja to mere khiyaal main sab say bari waja hay lalach oar os kay nad lack of knowledge ye do cheezain insaan ko hamaisha loss deti hain agar ham forex business ka knowledge hasil karain oar lalach say bachain
      • #4 Collapse

        Re: Account wash honay ke waja

        Account hamesha ghalat trading decisions ki waja se aur ghalat planing ki waja se wash ho sakta hay, agar trading ki planing, strategy, aur trades decision me kesi kisam ki koi kami na ho to account wash kabi be nahi ho sakta hay, agar mehnat se acha trading plan banaya jaye aur risk manage karny key ley acha work kia jaye to traders kabi be apna account wash nahi kar saken gey.
        • #5 Collapse

          Re: Account wash honay ke waja

          Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
          umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay
          sir meri nazar mien account wash hony ki sab say bari waja yeh hai k hum as mien aa ker her bar experience k bina trading kerty hien or jab hum as mien aa ker trading kerty hien tu hum as mien aa ker hr bar apna loss ker sakty hin as lye hamain as mien aa ker her bar km arna hota hai or greed ni karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Account wash honay ke waja

            Bhi mery khyal me to account wash hony ke sub se bari waja lalch a agr ap daily thora se profit bna lety apny captial k mutbaq to side pr o gy hum profit hasil kr k b mazeed profit k chkr m hoty hain aur loss k bad b us ko cover k chkr m apna account wash krwa bethty hain humy kbi b boht zaida ke lalch ni karni chiey
            • #7 Collapse

              Re: Account wash honay ke waja

              Aap ka account ek hee soraat main wash hota hay jab aap planing kay baghair trading karty hain or aap kay andar jab lalach aa jati hay or aap sabar say kaam nahi lety or jald baazi karty hain, us soorat main aap ka account wash ho jata hay or aap kabhi bhi kamyab nahi ho paty or aap ka acount wash ho jata hay.
              :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
              • #8 Collapse

                Re: Account wash honay ke waja

                Dear friend mostly account tab wash Hota Hai Jab Bada risk liya jata hai aur stoploss ka istemal bhi nahin kiya Jata forex market 1 risky business hai is Mein Kabhi B market loss Memu kar sakti hai August of Los Ka istemal Na kiya ho to Mark Gate musalsal longest Mein jakar account was kar deti hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash honay ke waja

                  Ji bilkul , theek kaha aap ne, account wash hone ki bohat c waja hain, low balance par b bdi Lot size lagana , trade mein Stop Loss aur Take Profit use na karna , over trading karna , markete ka sahi analysis kiye begair trade open ya close karna, aur sab se zarori , forex ka basic knowledge aur trading experiance na hona.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash honay ke waja

                    Dear forex user agr forex trading ma aciunt wash hiny ki waja daikhi jaeu to ha hmari trade par stop loss na lgana q k agr hum stop loss lgaey gy to hum aiknlimit tak loss ho gy r agr hum stop loss ni lgaey gu to es sa hamara acount wash honybki waja ban skti ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash honay ke waja

                      forex par agr ham logo ko boht zada loss ho jata ta yani ka ham logo ka trade boht hi zada loss ma chala jata ha to is tyra sa ham logo ka account ma majood sara ka sara balances be loss me convert ho jata ha is liya ham logo ka account wash ho jata ha aur phir ham logo ka account bonus milna k bad hi open hota ha is tyra sa hamary boht hi zada time waste ho jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash honay ke waja

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends kuch members esay hain jo k new hain our aty he indexes pe trading shuru ker dety hain jiski waja say account wash ho jata hai yaa lot size had say zyda laga dety hain jiski waja say wo apni lalch ka unjaam paty hain................
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash honay ke waja

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                          Dear dosto assalamualaikum forex Mai buhut saray logo ka account wash hojata hai ye sab hamari apni ghaltyo ke waja say hota hai hamai chaye ke market ko analyse karkai trade karai aur lalach belkul be na karai emotion ko control Mai rakai.
                          Account watch hone ki sabse main reason to traders Ka lalach Karna Hai Jab traders lalach karte hain toh bahut jyada Se Jyada profit banane ke liye try karte hain aur Unka profit bhi loss Main Chala Jata Hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash honay ke waja

                            Dear member Agar Hamara account was ho jata hai to iska matlab yahi hai ki hum market ko analyses Sahi tarike se nahin kar paate Jiski wajah se Hamara trade was ho jata hai agar Hum mehnat Karenge aur Market ko analyses karne ki koshish Karenge to hum isme achha profit Kama sakte hain aur apne account ko bhi Vash hone se bacha sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash honay ke waja

                              Bro ap ne theek kaha hai account wash hamare apne mistake ki wajah se he ho jata hai jub bhe thora sa profit hone lagta hai tu hamari lalach or ziyadeh ho jati hai or bager soche samjhen trading krte hian jub market hamare opposite chalti hai tu phir greedy ban jate hain or end tk sara bonus waste ho jata hai sub se pehly apne emotions per control krna prega or lalach se bilkul door rehna pare ga then profit possible hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X