Forex aik aasan buissniss hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex aik aasan buissniss hai
    Aziz dosto forex ko jab ham start mai study karna aur iss mai trade karna start kartay hai to ye buhut he mushkil buisniss lagta hai lekin mai samajta hon ke agar ham dil laga kar isske study karai aur issko seeknay ke koshish karai demo pe experience gain karai to ye hamai buhut assan buisniss lagnai lagega ham iss say asani say profit kama saktay hain sirf interest laikay issko seekna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex aik aasan buissniss hai

    G gan forex aik asan business hai lekin un ke liye jo is main mehnat karte hain or jin pass forex ka knowledge or experience hota hai un ke liye ye business asan hai lekin wo traders jo forexko learn nahi karte un ke liye ye business complicated hai is liye ager ap forex ko apne liye asan banana chahte hain or is se profit earn karna chahte hain tou is main zyada se zyada mehnat or learning karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex aik aasan buissniss hai

      haan jee es mozooh pe main apny dost ki opposition karkn ga kay forex ik aasaan business hay balky mere khoyaal main ik intahai complicated field hay oar es main kaam karna kafi mushkil hay e?s main market ko samajhna oar riles ko follow karna zaroori hay oar forexmain earning nahot mushkil hoty hay
      • #4 Collapse

        Re: Forex aik aasan buissniss hai

        G bilkul mere dost forex aik bohat acha aur asaan business ha jis se bohat achy earning ki ja sakty ha forex un logo ke liye asaan ha jo is me mehnat karte ha forex acha business ha jis se hame fayida uthana chahiye lekin agar mehnat he nahi Kare ge to ham is se kuch earn nahi kar sake agar ham knowledge aur experience gain nahi Kare ge aur mehnat nahi kare ge to forex hamare liye bohat mushkil ho Jaye ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex aik aasan buissniss hai

          forex asaan business nhn hai is main traders ko bhoot mehnat karni parti hai aik aik cheez p nazar rakhni parti hai warna loss app ka darwaza khatkhatay ga is liy traders k liy aik bhoot mushkil marhla hota hai himmat wala kam hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex aik aasan buissniss hai

            G belkul aisa he hai starting Mai har cheez bandai ko mushkill he lagte hai lekin jab Banda ahista ahista uss cheez ko seek laitay hai to har cheez assan lagni lagte hai same forex ka be hai issko ham jitna mushkil samajtay Hain utna nahe hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex aik aasan buissniss hai

              Dear frineds may ap ke bat say agree karta ho k foex ek saan business ha hum ko caehyh k hum es business ko join karin aur zada say zada earning karin kau k es k elva koe be etna assan business nahe ha jo k hamari earning may madad karay es ley hum ko caehyh k forex say he earning karin
              • #8 Collapse

                Re: Forex aik aasan buissniss hai

                g han ap theek kah rhy ha forex ik asan business ha sirf us trader ka liya jo ka is ka bara ma knowledge aur experiences rakhta ha aur hamay koshish karni chayia ka ham log is ko hud ji asan bana wo is tyra sa ka ham log sab sa pehla is ka bara ma knowledge aur experince hasal karya aur is ka bad hamay chayia ka ham log ia par trading shuru karya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex aik aasan buissniss hai

                  Dear member Pakistan Forex one member ke liye Jyada easy ho jata hai jo isme mehnat karte hain Kyunki unke mehnat aur knowledge Koi improvement Jyada hoti hai aur woh market ko bhi acchi Tarah Se analyses kar lete hain jisse uska Har trade profit Mein jata hai agar Ham bhi isme Kamyab Hona Chahte Hain To Hamein bhi mehnat Karni chahiye Taki Hum Bhi Ek Kamyab trader Ban sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex aik aasan buissniss hai

                    ya ham logo par depend karta ha ka ham log is ko apna liya asan banta ka muskil banta ha agr ham log is par apni puri mehnat ka sath is ka liya pratice karta ha aur ham log is ka bara ma knowledge wagra hasal karta ha to ya ham logo ko trading karna ma liya asan laga ga mgr ham log agr aisa nai karta ha to ya ham logo ka liya boht hi muskil business rahya ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex aik aasan buissniss hai

                      Dear friend main aap se Kehna Chahta Hoon ke Thorax Mein earning karna bahut difficult hai lekin Forex my work karna bahut hi Ishan hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex aik aasan buissniss hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                        Aziz dosto forex ko jab ham start mai study karna aur iss mai trade karna start kartay hai to ye buhut he mushkil buisniss lagta hai lekin mai samajta hon ke agar ham dil laga kar isske study karai aur issko seeknay ke koshish karai demo pe experience gain karai to ye hamai buhut assan buisniss lagnai lagega ham iss say asani say profit kama saktay hain sirf interest laikay issko seekna chaye.
                        Assalamu Alaikum Forex trading Koi Asan business nahi hai yeh ek bahut hi Mushkil business hai lekin Har Hua kaam Jo Mushkil hota hai agar Hum use acche tarike se learn kar lete hain to hamm use easy Keh sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex aik aasan buissniss hai

                          Asslam o Alikum, dear respected members bhai nay bohat hi achi or kaar aamad bat kahi hai k forex aik bohat aasan or samjh aa janay wala business hai. Forex aik asa business hai jis ma ap zero investment say start kartay hain demo account k through, learning k procedure ko complete kartay howay ap earning ki taraf barhtay hain jis say ap ko achi khasi earning ho sakti hai bina investment.
                          Asslam-0-Alikum, dear respected members

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X