Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.
    Wo dost jin ki barasht kam hoti hey aur woh trade par trade lagatey hein jis ki wjha se woh loss kartey hein to unko mein aik Advise deta hun keh woh kabhi kabhi haftey mein aik din trade na lagaya karen just dekhte raha karen agar achi trade ban bhi jaye to phir bhi na lagayen is se yeh faida hoga apko keh apka patience level barhega aur aap mein bardasht karne ki taqat ziada hogi aur aap market mein kabhi bhi Over trade nahin karengey.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

    dear friend aik achhay trader ki yeh khoobi hoti ha k woh trade lganay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read krta ha aur jb tk usay profitable position na milay trade open krnay ki bjay achhay waqt ka wait krta ha aur profitable position na minay pr bilkul bhi trade open naen krta
    • #3 Collapse

      Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

      G han brother ap thek kah rahay hain, agar koi trader kisi den achi opportunity milnay par bi trade open nai karta to us ka patience level increase hoga aur woh ainda trading main sabar say kam lay sakay ga aur es ka usay bahut faida hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

        Je haan haftay mei agar kisi aik din aap trades na bhi karain better hay khud pe aap control karain aur rest den kisi kisi din trade na karan he better hay khud ko analyze keya karain dekhen kahan kami hay los ki wajha kya hay wo din bilkul trade na karain market ko samjhnay ki try karain kuch sekhen lazman.
        • #5 Collapse

          Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

          G bilkul trading market min boht se log aese mojod Hain Jo k greedy nature k hote Hain aur profit hasil karne k bawajod trade par trade karte rehte Hain aese log hamesha Apna loss karte hain unhe chaiay k sabar se Kam lain aur market ko achi tarha watch karne k bad hi trade Kare take save reh sake
          • #6 Collapse

            Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

            Aapne Sahi Mashwara diya hai ki agar aapko musalsal trade mein nuksan ho raha hai To fir aap kuch gap Thi Kuch Din Aap trade na Karen ISI Mein aap ke liye fayda hai aap apni Ek strategy Banaye aur FIR Usi ke mutabik aap apna kaam Karen ya aapke liye Jyada achha Hoga husly ke sath aapko kaam karna hoga Agar Hosla Nahi Hai To fir aap is business ko nahi kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

              Apni bardashat barhanay ky liye koshish karen ap gusa honay sey mazeed loss kernay sey better ha ap kisi aik din trading sey rest ker len khod ko bhi dekh len waja kya ha loss honay ki so better ha aik din rest sey ap ka trading mey loss nahi hoga balkey ap ki trading mei achi behtri ay gi
              • #8 Collapse

                Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                agr ap log forex par acha sa acha kam karna chata ha to ap klo chayia ka ap forex par hona wala loss ko bardashat karya chayia ap ko kam loss ho ya zada loss ho jab ap ko loss ko face karna aya jaya ga to ap forex par boht hi asani ka sath bgr darya kam kar sakhta ha is liya hamay chayia ka ham log is par kabhi be emotions ma nai bilka hamay loss ko recover karna ayna chayia
                • #9 Collapse

                  Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                  Wo dost jin ki barasht kam hoti hey aur woh trade par trade lagatey hein jis ki wjha se woh loss kartey hein to unko mein aik Advise deta hun keh woh kabhi kabhi haftey mein aik din trade na lagaya karen just dekhte raha karen agar achi trade ban bhi jaye to phir bhi na lagayen is se yeh faida hoga apko keh apka patience level barhega aur aap mein bardasht karne ki taqat ziada hogi aur aap market mein kabhi bhi Over trade nahin karengey.
                  Bardasht se kam karna MB traders ki ek ability Hoti Hai Kyunki Jab traders co loss hota hai tu Hua Apne dost ko recover karne ke liye bahut jald Bazi karte hain aur Aise time pe traders wrong decision Jarur Lagte Hain jisse traders ko aur Jyada loss hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                    Bhai jan humko is mein wait kar k hi is emin trade ko open karna chahiye aur humko chahye k hum is men ache se trade kare auer is mein humnko apni trade ko bardasht karte rahna chahiye aur is mein kisi din trade ko chor dena chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                      g ham logo ko chahye ka ham log is ma patience ko barhay ta ka ham log is ma over trading sa bacha raha aur ham log jab bi is ma iak din ma zayda trade open kar data hn to ham logo ko is ma loss bi hota ha aur kabhi kabhi hamara account bi wash ho jata ha jis ki waja sa ham log is ma perachan ho jata han is liya ham logo ko is ma market ko dekh kar aur iak hafty ma jab bi achi trade ban rahi ho tab hi lagay
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                        Well ap ki bT theek hay k forex market min kafi aese members hay Jo k acha profit bhi market se lay lete Hain lekin phir bhi unhe tasali nai hoti aur wo mazid trades Kar k Apna loss Kar dete Hain tou aese members ko chaiay k wo sabar se Kam lain aur Jo profit hasil Kar lain tou us k bad trade ko stop Kar dain take profit save rakh sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                          dost apne apne experience k mutabiq theek kaha lekin bardasht trading chorne se nhi barhti bal k trade karte howe ap apne bardasht ko delevlop kar sakte hai yani jab ap risk lian our lot saize narmal rakhian is tarhan ap apni bardasht barha sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                            hamay chayia ka ham log apni bardshat ko zada sa zada karya ku ka forex ik aisa business ha jis par ham logo ko bar bar loss hota ha aur hamay is loss ko bar bar bardshat karna hi parta ha agr ham log is par kam karna chata ha to mgr hamay chayia ka ham log kabhi be loss ko recover karna ma sabr sakma laiya ku ka is sa ham is ko recover kar ka aya jaya sakhta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik Mashwara,Apni bardasht barhane keliye kisi din trade chor diya karen.

                              g bilkul theek keh rahy hain jo log daily ki tardes open karty hain aur losses main jaty hain aur wo bardasht nahi kar skaty hain un logon ko cahhaye k wo daily basis pay trades na open kaarin kyu k is se in k account wash ho jaaye ga un ko chahye k wo bech main din chor diya kaarin aur tab tarde open karin jab wo achi tara us ko analyse kar laain aur apny loss k samna b karny ki himat ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X