Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai

    g ap ki baat theek hai kam risk se kam profit our loss hota hai lekin kam risk ka ye faida hai k ap ka account wash hone se bhi bacha rehta hai is tarhan bad main trade laga kar acha profit bhi hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai

      G han bilkul forex main jo log jitni mehnat karty hain unhain itna hi zyada bonus milta hai is liyay agar hm may forex main is month mehnat say kam kiya hai to yaaeenan hmaien is main acha bonus milly ga kyun ky forex main kisi ki mehnat zaya nahi hoti aur sab ko mehnat ka pora pora phal milta hai
      • #18 Collapse

        Re: Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai

        G Han dear Jab risk kaam hota hai to loss bhi kaam hi hota hai hamein chahiye ke hum koshish Kare ke kam risk Mein profit achha Karen lekin risk zyada Lene Ki Koshish Na Karen Kyunki risk Jitna maximum Hoga loss bhi utna hi maximum Hoga lekin Agar Hum risk kam le kar Apna profit achha karne ki koshish Karenge to Hamein is se acchi kamyabi Kabhi Hasil Nahin ho sake gi.
        • #19 Collapse

          Re: Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai

          forex trading main kaam karne k liye humhain phly forex tradin gko learn karna hota hain or forex trading hum learn kar skte hain tu sirf or sirf demo accoutn say kafi acha learn kar skte hain agar demo account say hum forex trading ko learn kar le tu humhain kafi acha profit hasil hota hain demo accoutn main hum apni learning ko mazeed acha bana skte hain or forex trading ki life main kmayab ho skte hain risk kaaam lena hor ziyda lena phly hum ko learn karna chahiye pher risk lena chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Kam risk mein profit Thora hota hai lekin loss bhi kam hota hai

            Risk lye baghair ham profit nahin kama saktay lekin risk hamesha calculated hona chahye ta k agar hamari trade loss men Jaye to hamara account safe rahay aur wash na ho. Islye thoray profit per he sabar karen aur Bari lot mat lagaen warna dusri surat men apka account wash ho Jaye ga aur market men in b nahin reh saken gay....

            اب آن لائن

            Working...
            X