Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
    Dosto Jab Ham Forex trading karna chahte hain to Hamein learning par jyada tawajo deni chahiye yah practice par Jyada tawjo deni chahiye practice aur learning mein se sabse Jyada Jaroori kaun sa factor hy kya practice Ke bagair Bhi trading ki Ja sakti hai
    Assalamu Alaikum Forex trading with this mega kamyabi Hasil karni hai to aap ko learning ke sath sath is business a CI practice a bhi Jarur karna Hogi Kyunki jab tak aap practice Nahin Karenge aapko market ki movement ke bare mein pata nahin chalega Kisi Gali practice bahut Jaruri hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

      Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Practice makes a man perfect. Demo account aik aisa platform hy keh jis main kam karney sey aap ki trading perfect ho sakti hy aur aap ka confidence increase ho sakta hy. Jo log trading key doran fear ki waja sey loss kar bethtey hain, unhain demo account main ziada sey ziada practice krni chaheye takeh un ka confidence increase ho sakay.
       
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

        members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge ha ya Baat bilkul theek hai ki Hamein Forex trading mein learning Zyada Karni chahi ya practice haan Agar trading karte waqt dono cheezon ki jarurat hoti agar Hum m learning acchi Karenge to tab Hamein achha profit Aise log aur Agar Hamare Paas practice Jyada Hogi to tab Hum Aur Bhi accha profit Halka sakte hain isliye Hamein chahi ke antonin padoge Taake Hum Ek sab say phly tu learning karna parti hai forex kay bary me jab apku ilm hojay forex kia hai aur ec me kia kaya jata hai us kay bad ap demo par practice karty hain learning aur practice karny kay bad ap apny real forex trading account par trading learning aur practice Dono ko hi bahut importance De Gayi Hai Hamein sabse pahle apni learning ko strong karna chahie Kyunki Hamari practice aur Hamara accha experience Hamari achchi learning par hi depend Karta Hai jitni strong learning Hogi utna hi achha aur profitable
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

          forex trading me ap ko learning bi zayada se zayada karni chahiye or practice bi zayada se zayada karni chahiye ta k ap forex ko achi tarah se learn kar sake ku k pak forex forum se ap ko bonus or knowledge hasil hota hai or demo account par practice karne se ap ko forex ka experience hasil hota hai.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

            Learning bahut jaruri hai Forex trading Main Agar Hum learning Karenge Tu Hi Ham practice bhi kar Sakenge lekin Agar Hamare Paas learning nahi hogi to hum practice bhi nahin kar Sakenge Forex trading Mein Hamare Paas jitni practice Hogi Hamein utna hi fayda hoga demo trading Mein Hamein Din Raat practice karni chahiye aur accha experience Hasil karna chahie Jab Hamein Achcha experience Hasil Ho Jaaye to Hamein real investment karni hai aur us par trading Karke profit Hasil karna hai
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

              Ham ko is main ziad learning karna chahye aor apko is mein profit chhye to apko is mein learn karna chaiye learning earning ka bahtren zariya hain ham ko is mein aj learning kar na hota hain aur kal ham is meine arning kar te hain is mein mehnat karna chaiye aur apne senior ko follow karna chaiye is mein ahm ko learning karna chaiye is mein ham ko ihtyt se kam karna chaiye aur is mein ache se learning karna chaiye auo apko chaiye k ap is mein learning hi kare learning hi ap k liy best hoga tab ja kar ap is mein akmyb ho sakte hain aur is mein earning kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

                Forex business mai kamyabi hasil krna hai tou ap ko phely learning krna hai. learning hasil krney key bad ap ko pratice krna hai. kyu k prayice krney sey ap forex mai kamyabi hasil kr sakty ho. Aur ap market mai zada earning hasil kr sakty ho.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

                  Ji Mere heyal se to Forex main Hamein learning ki Jyada jarurat hai jetni acchi hmari learning Hogi utni acchi Hum earning kar Sakenge isliye Hamen chahi ke Ham apni learning ko increase Karen uske liye Hamein Forex ko Jyada Se Jyada time Dena hoga Aur Ka forex main mehnat Karni Hogi mehnat ky Bina kamyabi Mumkin Nahin
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading k lye learning ziada karni chahey ya practice?????

                    Assalam o Alikum,
                    Forex ma zayda lazmi learning h agr hmsry pas forex k kaam r trading k bary ma information ho gi r hum NY mehnet sa har ceez ko learn kiya ho ga to tbi hum pir demo account prr apny hasil kiye hoye knowledge ko use kr k practice krien gy na es liye practice sa zayda zarori learning krna h.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X