Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy
    Dear friends Mein poochna Chahta Hoon Ki lot size Hamare account par Kis Tarah Asar Andaz Hota Hai kya yeh hamen bade nuksan se Bacha Tha aur Agar Hamare Paas 200 Dollar bonus ho to Hamein Kitni lot size rakhni chahiye aur lot size Se hum Apne account ko kaise save Rakh sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

    Lot size hamary account par kafi asar andaz hota hai agar ap lot size bara rakh lety hain tu nuqsaan ki sort me apka account wash bhi ho sakta hai ec liey lot size hamesha utna rakheen jitna apka account bardasht kar saky aur 200 dollars par apka lot size 0.01 say ziada na hu ek trade ka 2 trades say zyada ek time me na lagain
    • #3 Collapse

      Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

      Je bhae lot ka hamary account py bhot gehra asar hota ha jetni bari lot ho gi utna zayda profit mele ga magar risk b utna he bara ho ga or ma hamesa ye recommend karta k agr apka blance kam hai to lot size b kam rakhyn es sy profit to kam ho ga magar agr loss howa to apka balance b kam sy kam zaya ho ga or tb lot big use karni chahe jb hamary pass balance acha mojood ho hope u like my comment
      • #4 Collapse

        Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

        lot size ko manage karna hota hai apne kaha hai ke 200$ ka account ho tu kitani lots lagani chahiye agr hum expert traders ki bat kare tu hume sirf 2 3 micro lagani chahiye is se uper hume lot nahi lagani chahiye aik time per hume sirf 2 3 micro hi lagane hai.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

          Dear brother trading mein lot size ki boht importance hai kionkeh lot size se risk kam ya ziada hota hai agr aap k pas 200$ capital hai tu aap currency pairs mein 0.10 ki lot size select kr sakty hein lekin kisi bhi single commodities mein 0.01 ki lot use krein aur sirf aik trade open krein kionkeh inki movement fast aur long hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

            Dear Forex trading Mein lot size sabse important part hai agar lot size Hum Chhota Rakhenge to Hamein kam se kam loss ka Samna karna Pare ga lekin Agar Hamara lot size maximum hoga to Hamein loss be maximum hi hoga aur Aisi Galti Aksar new traders Karte Hain ke Hua Apna lot size maximum Rakh kar bahut kam time main bahut acchi earning ki koshish karte hain Jiske result main Unhe kuch bhi Hasil nahi hota Hamesha Apne account ko safe Rakhna chahiye aur small lot size hi istemal karna chahiye?.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

              lot size k hamary account par bohat sare effects hote hain so isi liye ap ko ehtiyat k sath lot size ko use karna chahiye or apne account balance k according ki lot size ko use karna chahiye so agar ap ka account balance thora ho to phir ap ko kam se kam lot size hi use karna chahiye ta k ap kam az kam thora hi sahi lakin profit to earn kar sake gey.
              • #8 Collapse

                Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                Dear friends Mein poochna Chahta Hoon Ki lot size Hamare account par Kis Tarah Asar Andaz Hota Hai kya yeh hamen bade nuksan se Bacha Tha aur Agar Hamare Paas 200 Dollar bonus ho to Hamein Kitni lot size rakhni chahiye aur lot size Se hum Apne account ko kaise save Rakh sakte hain
                Lot size ka Effect hmary Balance k Margin or Equity pr parta hai. Jitna km Lot size hoga itne hi apka Margin ziada ho ga. or equity b thek rahy gi. Jyada lot size ziada balance/margin khanchti hai to hmary account balance pr asar parta hai. Or 200$ Balance pr lot size apke Target pr depend krti hai.k ap ne kitna profit ka target rkha hota hai . agr apka daily target 10$ profit/los hai to apko Gold me 0.01 ki lot 10 pips ki jarort ho gi. ye apke khud faisla kr skty hen k apka Target kitna hai. Magr lot size small hi rakhen.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                  Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge hajibal bilkul thik hai ke lot size Hamare account par kaise Asar Andaz karta hai ha lot size Hamare account par tab Pasand karta hai ki agar Hamare account mein main balance kam ho to Hame lot size come Rakhna chahiye Kyunki Agar Hum lot size kam Rakhenge to humare loss hone ke chances bhi kam ho jayenge aur Agar Hum lot size Jyada Rakhenge to Hamein loss hone ke Tanzil Paar Jayenge jisse Hamara account was bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                    My dear brother of Pakistan Forex forum Assalamu Alaikum Umeed karta hun ke aap bilkul theek Honge lot size Agar Hamara Jyada hoga to Humko loss Vijayawada hoga aur profit Bhi Jyada hoga Humko chahiye ki hum lot size kam se kam Rakhe kam lot size Rakh kar Hum Kamyab bol sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                      Iot size Hamare account par bahut hi Asar Andaz Hota Hai lot size ka istemal Hamein karna chahi Yeh bahut hi Jaruri hota hai lot size ka istemal Jab Bhi Hum karne lage to Hame Apna bonus dekhna chahiye Hamen Apne balance ke hisab se lot size choose karna chahiye ya Hamare liye achha Hoga Is Tarah Se Agar Hum Apne kaam ko Soch Samajh Ke Karenge to Hamein is business Se zyada fayda hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                        jub ap balance k according lot size ko use karte hain to ap ko profit earn hota hai or jub ap balance k hisab se zayada lot size ka use karte hain to ap ko big loss bi hota hai or ap ka account bi wash ho jata hai so ap ko chahiye k ap agar ap ka balance small hai to ap small lot size ka hi use kare.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                          Agar Hum lot size Sahi nahi Lagate to hamare account ko Khatra Hota Hai Hamein Apne balance ke hisab se lot size Lagani chahi Agar Hamare Paas balance Kam Hai To Hum use par Badi lot Nahin Laga Sakte Agar hum Badi lot lagayenge to usse Hamara account Los Main Chala Jayega Hamein kabhi bhi Badi lot nahi Lagani balke Hamein money management ke sath kaam karna hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                            Ham ko is mein lot size use karna chahye aor ye hamre account par saar andaz hiota hain air ham ko is main zyada lot siz use nahi karna chahye ham ko is meinj over size k trade open nahi karna chaiye aur is mein ham ko kam taerde hi oepn kar ne cheiy agar ap is mein zyada tarde oepn kar te hain to apkois mein zyada loss ho sakta hain is liy apko is mein kam tarde hi oepn kae ne chiey jo ap k liy best hai is mein ham ko kam tarde open kar e se bhi is mein fiada hoga aur ham is mein earn kar sakte hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size hamary account par kesy asar andaz hota hy

                              Forex main short cut ka mtlb yeh hai ky hm forex main aik hi dafa bary lot size ki trade open karain aur jald bazi main zyada earning ki koshish karain eysa karny say hm forex main kbhi kamyab nahi ho sakty balky is say hmaien hmaisha loss hi ho ga is liyay kbhi bhi short cut ko use mat karain balky thora thora kar ky profit earn karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X