Forex ki awareness?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki awareness?????
    Dosto mery kheal main 90% log Aise Hain Jo forex ke bare mein Nahi Jante kya Hamein unko Fark ki awareness deni chahiye ya nahin aur Agar deni chahiye to use se Hamein kya fayda hoga senior members Iske bare mein batayein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki awareness?????

    Forex aik worldwide business hai jo apko har tarha se faida Deta hai boht se log daily ki base pe forex mein join karnay lagay hain kiun k unko es ka Pata hai k yeh kesa zabardast business hai es liye logo ko batana chahiye or ahista Ahista logo mein forex ki awareness aa rahi hai or Jin logo ko nahi Pata unko zarur batana chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki awareness?????

      dear sab sy pehli bat tu yi ky hm log yaha per apni soch ko hi galt ly ker aty hy asal main sab sy pehli serhi jo hy hm log us per hi glt charty hy hm log yaha per yi soch ly ker aty hy ky hm log bahut jadli is market sy ameer ho sakty hy is main bahut jaldi ahm log paisa bana sakty hy tu yi koi mushkil bat nahi hy ap aisa ker sakty hy per ager hmlog is forex ki market ko soch samjh ya seekh ker is main kam kerty hy tu main samjhat hun ky lazmi hm log is main kaayb hasil ker sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki awareness?????

        Forex ma kam karny sy he hamy eski awarness hasil ho jati hai or jetni achi learning ho gi utna he acha ham forex ko dekh jaty hai or hamary lae phr es ma asanya he asanya peda ho jati hai forex ma jetna time interest k sath ham consume karty hai hamy uska utna he advantage hasil ho jata hai market strategies ko sekh kar hope apko mere post pasand ahy gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki awareness?????

          han g bohat sare log aise hai jo forex trading ko nahi jante hai or bohat kam log hai jo is business ko jante hai or jo jante hai un me se zaida ter log loss karne wale hai bohat kam log aise hai jo profit kar rahe hai hume is business me kisi ko invite nahi karna jub tak hum hud is me kamyab na ho jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki awareness?????

            Dear Agar Hamare Paas Forex ki acchi awareness Hogi to hum acche trader Ban Sakenge uski reason ya hai ki jab tak Hamare Paas Kisi Kaam Ki basics ki information nahi hogi tab tak Hum uska kaam ki practice nahi kar Sakenge aur na hi us kaam ko sahi tarah se samajh Sakenge isiliye Hamein Forex ki awareness Hona bahut zaroori Hai Ta ke hum acche trader banne Mein Kamyab ho saken.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki awareness?????

              ap ne aj to bohat hi achi bat kar di hai or me ap ki bar se bilkul sehmat hun or me bi yehi bat dubara kahu ga k hum sub ko chahiye k hum sub forex business ko sub taraf phela kar rakh dey ta k sub logo ko pata chal jay k forex bi koi business hai or is me bi ap mehnat kar k lakho rupey kama sakte hain or wo bi ghar me bethe bethe.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki awareness?????

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                Dosto mery kheal main 90% log Aise Hain Jo forex ke bare mein Nahi Jante kya Hamein unko Fark ki awareness deni chahiye ya nahin aur Agar deni chahiye to use se Hamein kya fayda hoga senior members Iske bare mein batayein
                Sir agr ap k pass forex ka knowledge hai to ap bina faida sochy dosron ki Help jaror ken or unko forex k bary me btaen.unki duaen hi apke lye sb se bar faida ho gi or ap b apne field me progress kr saken gy. Mery khyal se hmen un logo ko forex me Guide jaror krni chaye jo is me Interest lety hen magr is ko smjhny me mushkil mehsos krty hen. is trhan hm apna knowledge dosron tak pohnca k usnki duaen le skty hen jo hmary lye Sadqa e Jariya bn skti hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki awareness?????

                  Forex ki awareness Hamein honi chahiye ya bahut hi zaroori hai koi bhi Ham business kar rahi Hai Hamein uski awareness honi chahiye Hamen Uske bare mein pata hona chahiye ke yaha kaam Kis Tarah Se Kiya jata hai agar Hame Hua kaam karna aayega to tab hi Hum us kaam se profit Hasil kar Payenge is wajah se apne kaam ko sikhein
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki awareness?????

                    hello sir aapne bilkul sahi farmaya Ye Forex trading Mein Jab Bhi Hum kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamesha main posting kartrocket Apne post in high quality the Takia Mein Ek accha bonus Milke aur Jab Main accha bonus Milega To Hum itne acche se Tijarat Karke isme se profit Hasil kar Sakenge aur Hamesha Maine Soch Samajh Kar kaam karna chahi Saathiya loss Na Ho
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki awareness?????

                      Dear awareness zaroor deni chahye logo ko khas kr ke apne family members ko dosto ko or un hian apne referral link se pak forum per invite krna chahye or forex trading ke bare main batana chahye is se hamara bhe fayda hai or hame bhe referral ki commission mile gye or un logo ka bhe jin ko hum yaha per invite kr rahe hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki awareness?????

                        G han forex tradingg karnaa itna asann ni hai boht saryy log hai jin ko.tradingg ni karnii atii loss zaidaa karwtyyy hai bohtt kam log hai jo profitt nikl rhyy hai logo ko chiyee kyy ous waqat tk kisei ko.forex main join na karwyy jbb tkk ap kyy pass axhaa knowladge ni bann jataa forex lyy about...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ki awareness?????

                          Forex aik profitable business zaroor hy lekan yeh buhat risky bhi hy. Is leye is par depend krna dangerous ho sakta hy. Hamain forex key sath kisi dosri job ko bhi continue rakhna chaheye takeh agar forex main big loss ho jaye to hamain ziada tension na ho. Forex ko as a part time use krna saheeh hota hy aur agar mehnat ki jaye to aik full time job jitni income asani sey ho sakti hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ki awareness?????

                            G Bhai mein apki bat se fully agree karta hun aur bilkul aisy bat hi hey bohot sarey log aisey hein jo forex ke barey mein bilkul nahin jantey hein isliye hamen chahiye keh hum logo ko forex mein invite zaroor karen kioun keh yeh business bohot hi zabardast aur aala business hey aur is mein har banda apne liye aik shandar future bana sakta hey.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ki awareness?????

                              bohat se logo ko forex ka pata hi nahi hai k forex bi ko business hai so hum sub ko chahiye k hum sub ko forex k bare me aware kare ta k wo bi forex ko join kar sake or forex me kam kar sake or wo bi forex me earning kar k apni life ko better kar sakte or apna future safe kar sake so hume forex ki awareness phelani chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X