forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex forum par apni thread ko kese talash kia jai
    mera senir members se ye sawal hai k jab ham pakistan forex forum par post ya threads karte hai to hamian in ka jawab bhi chahye hota hai is lye ham dobara inhian kis tarhan dekh sakte hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

    bhai jan ye to muje nahi pata lakin ap ko chahiye k ap achi quality k threads create kare ta k ap k threads top list me a jay ku k jin logo k threads ko zayada thanks milte hain wo threads pak forex forum ki list me top par a jate hain jis ki waja se ap ko apne threads easily mil jate hain so achi quality k threads create kiya kare.
    • #3 Collapse

      Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

      me apka sawal samj gaya ho ya bohat asan hai hum apni thread ko bohat asani se daikh sakte hai jub hum postings kar rahe hote hai tu pahle page per humari post aa rahi hoti hai jub hum thread lagate hai tu wo b pahle page per hota hai us ko hum daikh sakte hai nahi tu search wale option me search kar sakte hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

        ap achi quality k threads create kare ta k ap k threads top list me a jay ku k jin logo k threads ko zayada thanks milte hain wo threads pak forex forum ki list me top par a jate hain jis ki waja se ap ko apne threads easily mil jate hain so achi hum apni thread ko bohat asani se daikh sakte hai jub hum postings kar rahe hote hai tu pahle page per humari post aa rahi hoti hai jub hum thread lagate hai tu wo b pahle page per hota hai us ko hum daikh sakte hai nahi tu search wale option
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

          Je bahe ap ny bhot acha sawal utaya hai forex ma thread k dnodny ka kio exact way ni hai sewae es k ham jo thread lagatt hai wo first page py he rehti hai kuch dair tak or phr jb or new threads ah jati hai to wo agly pages py shift ho jati hai tab ham next pages py apna thread dnood sakty hai or search waly option sy b ham apna thread dnood sakty hai hope u agree with me
          • #6 Collapse

            Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

            walikum salam daer apni thread ko dhondna koi mushkil kam nahi hy is ky liya ap ko apny pak forum waly account main ja ker member area main ja ker waha sy ap ko asani ky sath apni last post ya last thread ka option nazer ay ga waha per click kary gy tu asani ky sath ap ko mill jay ga yi koi itna bara masla nahi hy laikn is bat ki koshsish kary ky apny thread ko lazmi achy sy acha kary taky asani ky sath acha bonus mikll saky.
            • #7 Collapse

              Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

              Dear Yahan Par itne sare Threads hote hain Hamare liye apne thread ko find out karna Mushkil ho jata hai hamein chahiye ke Ham ne Jis time frame mein thread create kiya hai use time frame ko search Karen ya use timeframe Ko Dekhen aur phir Usi ke andar apni thread ko Talash Karen Hum easily apni thread ko find out kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                Dear freindd jbb koi thread creat kartyy hai aista aistaa wo neachyy chalii jati hai apni thread ko dekhnaa chahtyy hai tuo findd kar lenaa yaaa phrr search kar lennn kosishh krenn apni thread ko dekhtyy rhyy itnii dair ni lagyy gei zaidaa page ni hotuu findd kia jaiyy tuo forann mil jati hai...
                • #9 Collapse

                  Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                  Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Greed buhat dangerous hoti hy aur jo log profit hasil krney key bad mazeed profit key leye apni lots ko open rakhtey hain, unhain greed sey kafi loss uthana par jata hy. Greed sey bachney key leye take profit ka use krna chaheye takh aap ko trading key doran bar bar decisions na lena parain. Is key elawa Jo greed ko control kr letay hain wohi kamyab rehtay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                    Dear jab hum thread post kartey hein to ham us thread ke link ko copy karke kisi software jese Ms word waghera hey us mein save kar len to phir hum us link ke zariye apni post ko dekh saktey hein keh hamen kitne logon ne reply kiya hey aur phir hum un logon ka shukriya bhi ada kar saktey hein aur aap ka agar koi sawal hey to uska answer bhi apko wahin se hi mil sakta hey aur aap achi trha se dekh saktey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                      Dost main ne b ek dafa yehi sawal pucha tha lekin mujhy iska jawab abi tak nahin Mila aur na he main apny three ads dhund saka hun. Mera khyal hai k ham Pakistan forex forum per apny threads dobara khud nahin dekh saktay Q k main ne kafi koshish ki hai lekin mujhy kamyabi nahi hui........
                      • #12 Collapse

                        Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                        Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kaha hai agar aap chahte ho ki aap ka friend Forex Mein Kaise Nazar aayega to aapko chahi ke upar 3 take Ke Nishan hote hain aur aap wahan par dabakar desktops set ko open karo aur wahan par Upar Aap Ka Naam Likha Hoga FIR aap apne Naam Par open karke reach a new thread Talaash par open karo phir wahan par
                        • #13 Collapse

                          Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                          thread ke link ko copy karke kisi software jese Ms word waghera hey us mein save kar len to phir hum us link ke zariye apni post ko dekh saktey hein keh hamen kitne logon ne reply kiya hey aur phir hum un logon ka shukriya bhi ada kar saktey hein aur aap ka agar koi sawal hey to uska buhat dangerous hoti hy aur jo log profit hasil krney key bad mazeed profit key leye apni lots ko open rakhtey hain, unhain greed sey kafi loss uthana par jata hy. Greed sey bachney key leye take profit ka use krna chaheye takh aap ko trading key doran bar bar decisions na lena parain. Is key elawa Jo greed ko control kr letayaistaa wo neachyy chalii jati hai apni thread ko dekhnaa chahtyy hai tuo findd kar lenaa yaaa phrr search kar lennn kosishh krenn apni thread ko dekhtyy rhyy itnii dair ni lagyy gei zaidaa page ni
                          • #14 Collapse

                            Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                            achi quility wali post trend bun jati hai is liy wo top p rehti hai or pher bhi dhondna chahty hain to next post krty jain or daikhty jain is say app ko kahin na kahin w post mill jay gi q k is main kahin search ka option nhn hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex forum par apni thread ko kese talash kia jai

                              Forum per apni threads ko kaise search kiya jaye Jab Hum Apni ID login Karte Hain uske baad hum Aam Fox ki Guftagu mein Aate Hain Tu Upar 1 search ka option A Raha Hota Hai agar Hum use search ke option Main apne thread ko likhe Tu Hamari 3rd Samne Aa Jayegi Aur Hum Apni thread ko dekh Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X