lots size account balance k mutabiq use krein ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

    Bahut se Log Yahan Par bahut jyada effort karte hain rhinostat hi Kafi Jyada posting karte hain lekin Uske against Hoon Jab Woh Yahan Par investment Karte Hain Tu Nahin Yahan Se Kuchh Bhi Nahin Nahin hota hai new model Lagate Hain Toh Hua nahi ki taraf se Jata Hai Mushkil kaam Hota Hai future planning in ke paas Kuch Bhi Nahin Hoti Hai jisse market ko capture kar sake Pushpak accha kaam kar sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

      Dear ap ki bat durst hai main ap ki bat se agree krta hon hamesha apne capital ke mutabik he lot size rakh kr trading krne chahye or money management zaroor krne chahye or apne capital ke hesab se trading krne chahye or koisish yahe krne chahey ke hum long term survive kr saken or ache se acha profit earn kren hamesha soch samjh kr order lagayen jub strong signal mile then order lagayen then profit possible hai
      • #18 Collapse

        Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

        ji han lot size ko account balance ky mutabiq use krna chaye. agr ap ky pas account balance low hai mtlab account balance 20USD hai aur aap 0.05 ki lot lga rhay hain ya fir 0.01 ki be shumar order lgaiy ja rhy hain to dear ye bilkul ghlat hai blky bhot bari bewakofi hai . aap apna account balance dekh kr order lgaiyn lot hmesha 0.01 rkhyn. agr ap ky pas account balance bhot zada ho to ap bari lot laga skty hain lekin kbhi bhi over trading na kryn. is tra apka account wash ho jae ga zara se nagitive big move par .
        First LEARN Then You Can Remove The "L"
        • #19 Collapse

          Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

          g ja dear small lot size say hum kafi acha profti hasil kar skte hain jitna small lot hum use karte hain itna he humhain accoutn wash hone ki tention neh hoti hain accoutn lot size ki waja say he wash hota hain humhain chahiey k hum merket main apne capital ko check kar k he account main lot size ko use kare jitna kaam hum lot size ko use karte hain itna he acha hum forex merket main apne account ko safe rakh skte hain big accoutn say loss hota hain ziyda or accoutn wash hota hain
          • #20 Collapse

            Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

            Kar Karni hoti hai Hamen Apna lot size Apne account ke mutabik use karna chahie Hamein apni tried Apne a balance ke hisab se Karni chahi Phir hi Hum Kamyab ho sakte hain Agar Hum lot size Apne account ke hisab se Karenge Hamein bahut Ziada fayda hoga Agar Hamare pass bonus Zyada hai hi Hamein big size ki lot Lagani chahi Hai To Hamein is big profit hoga Agar loss hoga vabhi big hoga Agar Hamara account kaam hai lot size hamesha soch samjh k lagani chahiye or jitna apka balance ho usk mutabiq lot size use Karen agar balance kam hai to choti lot size Apne account ke mutabik use karna chahie aur lalach nahi karna chahiye kuch traders ka capital bahut kam Hota Hai but wala Lachi Mein Aakar Bade lot size ki trade open kar dete Hain is wajah se Unka account watch ho jata hai yeah unko bahut bada loss aata hai so Ham Jab Bhi trade
            • #21 Collapse

              Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

              Ap ki baat theak hai k hum ko lot size apney balance ya investment key mutabique select krna chahey. Ap ko chahey k ap forex market mai hum ko money management key rules key mutabique lot ko select krey gy tou hum over trading ko control kr sakty hai.
              • #22 Collapse

                Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                Lot size mummy Apne account balance ke hisab se rakhni chahiye Agar Hamare Paas balance bahut accha hai to Hamein money management ke rule ko follow karna chahie money management ke mutabik Hamein trade karne chahiye expert trader money management ke sath trade Kar Ke profit banate hain hamdi money management ke saath trade Kar Ke profit bana sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                  yes bhai is main hume bilkal be extra kam nai krna chaiye hume is main agr success leni hai tu phr hume is main rule k muatbiq kam krna chaiye ur is main zada se zada hume menat krni chaiye ye eik acha business ha hume is main daily work krna chaiye
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                    Dear member apny bohat achi information share ki hai.. humen hmesha apnay account balance ko daikhtay huwy lots size trade lagani cahye. In case agar apki trade loss me chali jaye to ap k account me itna balance hona chaye k wo apki loss trade ko balance me rakh skay or account wash honay sy bacha rahay
                    • #25 Collapse

                      Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                      g han ap ne bilkul theek kaha hamain apne account ko dekh kar lot use karna chahye agar ap ka acvount bonus bhot kam hai our ap badi lot size laga dete hain to agar loss shuro ho jai to ap ka account wash ho jai ga
                      • #26 Collapse

                        Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                        Lot size humesha apky account per depend karta hai so apko chiye kay forex trading main trade karny say pehly apny account ka blnc zaror minde main rakh kar us kay hisab say trade lagyn ager ap chaty hain kay yrafing main ko earning bhi ho or account bhi safe rahy to lot size ko zaror minde main rakhy or kam lot size ka istmal karyn
                        • #27 Collapse

                          Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                          asslam o alikam dear hume is main lots size balance account k muatbiq use krni chaiye hume sab se hume phaly account ki money management ko fallow krna chaiye ur phr hume os k mutabiq is main kam krna chaiye low risk se hi acha profit mil sakta ha
                          Aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Apni lot size Apne account capital ke hisab se use Karenge To Hamara account was hone se bus sakta hai hum Jitna account capital Ho us hisab se hi Apna lot size your order Lagaya Karen Aisa karne se Ham profit Bhi Hoga aur Hamein nuksan bhi nahin hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur
                            agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h
                            aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h aur ham ko lot size belkul use karna hota h aur pher trade karna hota h.
                            • #29 Collapse

                              Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                              Salaam alaikum my dear friend agar tu hamesha karna lag jaaye tu mere se Koi nahin saktaSalma lot size ko mutabik account ko chalana money management kahate Hain money management karna hai ise kehte Hain ki aap hamare account mein kitna balance Ho usi sabse trailer
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: lots size account balance k mutabiq use krein ?

                                Ji haan Mere Bhai aapki baat thik hai Hamein lot size Apne account balance ko Dekhte Hue use karna chahie Agar Hamara capital Chhota Hai To fir lot size bhi Chhota Hona chahie aur Agar capital Kafi Bada Hai To Phir lot Bhi Hum increase ka sakte hain Chhote capital ke saath Bada lot size nuksan deta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X