*Why we consistently losing our money?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Why we consistently losing our money?*
    Forex trading is very risky and the profit is not guaranteed. So, we should never expect too much when we want to invest. We can't deny that sometimes or I must say most of the times that we consistently losing our money for the reasons that we aren't aware of. This type of investment needs more time and effort to obtain our goal- to make more money! A demo account should not be neglect because it's objectively designed for us- to practice and gain more knowledge about Forex trading.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab hum consistensaly apni money ko lose nahi karay ga is ma maza bhi aya ga or koi bhi masla bhi nahi ho ga ya acha kam ha is ma maza bhi ata ha
    • #3 Collapse

      due to bad mangement we are continously losing our mony in the forex aap ko is mainkam krna chaye magar aaap ko is mainaik kism mkakaa is main khayal bhe rakhna chaye kaa aaap kis kr rehy h u
      • #4 Collapse

        forex aik risky business hai or ap ko success k liye kuch rule banana perte hain or is k liye ap ko proper planing ki zarrorat hoti hai.ager ap loss ker trahe hain to is me ap ko dekhna hai k ap k ap se kis jagah mistake ho rahi hai or ap trend ko identify ker pa rahe ho ya nahi.kyon k trend ko identify kiye bina ager ap trade kerte ho to us me loss ka chance hota hai.
        • #5 Collapse

          g bhai aise bhi bohat se traders hain jo is mein just money ko lose hi kar rahe hain,aur uski main wajah ye hai ke ap is mein money management ko sath nahi rakhte aur forex mein knowledge rakhte hue bhi ap is mein nuqsan uthate hain.
          • #6 Collapse

            forex trading ma lo is lea hi loss karte hai kue k wo forex trading ko learn karne k bager karte hai our demo account par practice nai karte hai
            • #7 Collapse

              forex trading mein ye hamare emotions hi hote hian jo ke hamari consistently losing ki wajah bante hian aur is mien agar ham apne emotions control nahi karenge to ham is mien kamiyab nahi hosakte.
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein koi losing nhe hote he trader ko apne trading mein sahih kam krna hota he aur trader ko chahe hota he keh woh apne tradig mein investment krne se phle apne trading mein demo account pr practice krne ache he phr trade profit dete he
                • #9 Collapse

                  Dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam karen ta k hm is business me achi earning kr skayn asani se
                  • #10 Collapse

                    Han g bilkul esy hi hai main ny b bht sy log hain or loss kr rahain hain humy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida mehnat kry achy sy tubi kamyabi mil skti or jitna knowledge hu ga or practice zaida sy zaida kary tubi kamyabi mil skti
                    • #11 Collapse

                      Jo log just trading krtey hain aur un ka dhayan sirf aur sirf profit par hota hy woh consistently loss kartey rehtay hain. Hamain trading ko behtar banana hy aur us key sath sath knowledge bhi hasil karna hy aur demo account main practice bhi karni hy. Jo demands is business ki hain agar hum un ko poora nahi karain gey, hamain consistently loss hota rahay ga.
                      • #12 Collapse

                        consistanly loss ap khud hi krty hu kun k ap forex trading ku time hi nae day rehay market ku sahi analyze nae ker rahy na hi trend ku use krty hu wysy trades lagany say tu equity hi decrease hu gi or kuch nae.
                        • #13 Collapse

                          hamri money loss hamri apni mistk ki waja sa hi hota ha is liya hamy cheya k ham mistk ka qyal rakha kary ham sa jo bi mistk hoti ha hamy un ko mind marakhna cheya sabq sekhna cheya us sa hamy
                          • #14 Collapse

                            trading me money loss hony ki consistently yahi ho sakti hay k ham forex me achi learning nahi kar paty jes ki waja se trading me ham se bahot sari mistakes ho jati hey or hamari money loss ho jati hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hum forex main money loss kerty hian to us ki kafi reasons hoti hain aik ye k hum greed kerty hain us waja say loss kerty hian knowledge and experience na hony ki wja say loss kerty hain our third jald bazi and over trading ki wja say money loss ker dity hain avoid kerna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X