ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3046 Collapse

    humain trade main kam karna ay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay humain is main kabhi to loss hota hay or humain bhi profit hasil hota hay agr humain success hasil karna hay to is main khud ko active kar kay market kay bary main study kar kay trade main kam karna ho ga jis say market ko face karna kafi asn ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3047 Collapse

      Mery khyal me ma trading mushkil hy aur na e sekhna mushkil hy. Beginning is always the hardest. Bs start laina mushkil hy. Is lye just initiate len aur learn kren . Trade learning trading ki misbat mushkil hy q k jb learn kr len gy tu trading asan ho jay gi . Is lye learn for earn .
      • #3048 Collapse

        Agar ham forex trading men waqae intrested hain to na to forex ko seekhna mushkil hai air na hi forex trading kerna mushkil hai.
        Forex ko seekhna bhi ab itna mushkil ni hai now a days online toturial hain kafi u tube pe channels bn gy hain aur to forex ki books bhi aa gi hain iss liye hamen forex ko seekhna koi mushkil baat ni hai bas thori si mehnat ki zarurat hai.
        Aur agar ham seekh jate hain to phir trading krna koi mushkil kaam ni hai isse ham ghar ho ya office kahen pe bhi beth kr krsakte hain.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #3049 Collapse

          agar hum mehnat kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay humay chahiey keh esmain lalach na karen kun keh lalach ki waja say hum nay jo earn kea hota hay wo bhi loss kar sakty hay ye buri cheez hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #3050 Collapse

            Bhai Mera kehna to ye Hai ke trading sekhna he mushkil Hai agar ap pehle forex ko sekho GE experience ho Jaye ga to phir trading Karne mai koi pareshani nahe hogi Han experience bohat zarori Hai is ke Bina trading mai loss he hoga
            • #3051 Collapse

              Trading ko seekhna bhi mushkil nahin ha or trading karna bhi mushkil nahin ha . Koi bhi kam karna ho to pehlay usay seekhnay or samajhnay ki zaroorat hoti ha isi tarha trading ki jitni zayada ap learning karain ga utna ho ap trading main benefit ho ga
              https://t.me/pump_upp
              • #3052 Collapse

                bhai Jan bat yah hai k trade open krna or osy close krna koi mushkil kam nahi hai jo trade hum open krna chahty hai o's ko samj kr k kis traf trade open ki jay mutlab trading ko sekhna mushkil hota hai
                • #3053 Collapse

                  mery khyal main forex trading ko seekhnay kay liey humay ziada mehnat karnay ki need hoti hay kyun keh mehant karnay say he humari trading achi hoti hay aur esmain start main he mushkil time lgata hay jab hum sekh jaye tab esmain boahta chi earning gain kar sakty hay
                  • #3054 Collapse

                    forex trading mushkil tab he hoti hay jab hum esko bina learn kiey run karty hay so humay chahiey keh esko theak say learn karen aur jab hum esko demo account par practice bhi karen gay tab he humay esmain kamyabi milti hay aur acha earn kar sakty hay
                    • #3055 Collapse

                      forex trading ko agar hum bina learn kiey run karen gay tab he humri trading achi hoti hay aur humay chahiey keh esmain learn karen theak sy kyun keh learn kar kay he humari trading achi aur kamyab hoti hay aur humara experince bhi enhance hota hay
                      • #3056 Collapse

                        mery khayal ma to starting ma isy seekhna aur trade krna dono boht mushkil hy start ma to loss sy bachna bhi mushkil hy kiun ky na to hum indicator ko theek tarah samjh sakty hy aor koshish bhi kry to humara analysis thek nahin jata aur agr khud sy koi trade lagay tab accuracy problem rehta hy infact i feel both are difficult until you get get experince
                        • #3057 Collapse

                          forex trading ko seekhnay kay liey he humay extra stuggle ki need hoti hay tab he hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehnat karen kyun keh mehnat karnay main he acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
                          • #3058 Collapse

                            agar hum forex trading ko sahi say learn karnay kay baad run karen gay to he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay humay chahiey keh esmain mehnat karen kyun keh mehnat karnay say he humari trading skill enhance hoti hay aur kamyab ho sakty hay esmain
                            • #3059 Collapse

                              trade ko sikhna hi hota hay humain agr trade main kam karna hay to demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko samjha ja sakay or learning kar kay achy say kam karna ho ga practice karty hain to market main anay say humain kuch learnng or earning hoti hay is main kisis seniour say b help lay kar achi learning mil sakti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3060 Collapse

                                agar hum forex trading main ziada say ziada learning karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain agar humay theak sy earning nahi ho rahi to humay chahiey keh apni trading stratgies par dhyan dain kyun keh esmain agar hum sahi say focus karen gay to he hum esmain safe reh sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X