ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    mere khyal me trading karna buhat hi asan hay or is me hum ghr bethy bina kisi mahnat ke achi earning kar sakte hen per han is market ki knowlegde gain karne ke lie hume buhat hi zada time dena pare ga ise
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear bhai forex koi mushkil kam nahi ha agar app demo account pe achy say practice kar ka forex ko joi karo gay to ye koi mushkil kam nahi ha bas apne zehen ki baat hoti ha agar ham itana knowledge ho forex kay bary main or experience ho to trading karna koi mushkil nahi bohat hi asan kam ha
      • #153 Collapse

        mery khayal main agar nuksun karna hay to phir trading asam kam hay buy or sale karna hota hay or limits lagani hoti hay
        agar kuch earning karni hay to phir trading shiknay kay sath sath foreign cuntry kay datd per bhi nazar rakhni hoti hay
         
        • #154 Collapse

          meri nazer main tarding kerna tu bohat zayda easy hai but is ko learn kerna shoro main muskal hai khoe ky learning process main hardworking kerni hoti hai ap ko
          • #155 Collapse

            bhai meri nazar mein trading ko samajhna mushkil hai kyo ke agr ap trading krte hai without sekhne ke tu phr wo zyada mushkil hai, trading ke ap ko jaisa ke pta hai ek higly skilled and technical work hai is mein bohat sari strategies hai tu mien yeh samajhta hon ke seekhna zyada mushkil hai as compared to trading without seekhna
            • #156 Collapse

              khan kar united state kay datd bohat important hotay hain forex or comodiities kay liya,
              is ki traading kartay houay bohat zariri hay kay stop loss zaror lagain takay loss ki limit fix ho jay
                 
              • #157 Collapse

                limit fix karnay say ap ki investment kay loss kay chance b limited ho jay ga because
                yeh to 23 hours ki market hay or ap har waqt computer screen kay samnay nahi hotay
                   
                • #158 Collapse

                  computer kay samnay hon tab bhi limite ya stop loss lagana zarori hay q k kab data a jay
                  or woh currrency ki favour main hay ya nahi yeh ap ko data update honay per pata chalay ga
                     
                  • #159 Collapse

                    bhai trading karna to asaan hai lekin is mai earning karna mushkil hai or earning jab he hoti hai jab ap ki learning hoti hai to mere khayal mai forex mai learning karna ziada mushkill hai or trading kar na asaan hai.
                    • #160 Collapse

                      bhai jan agar aap jab tak properly nahi seekhein gay forex ko tab tak aap achi profitable trades nahi execute kar sakein gay,so meray khayal mein learning bohat zaruri hai aur mushkil bhi us kay bad trading karna itna mushkil nahi hoga.
                      • #161 Collapse

                        yeh 2no kaam hi starting me bhot hard hotey hai seekhna bhi or karna bhi par har mushkil kaam ke baad hi aap success haasil karte hai seekhne me aap poora time lagaye uske baad hi aapko trade karney me asaani hogi aap achi trade kar sakenge jab achi training lenge ...
                         
                        • #162 Collapse

                          mere kiyal main tu trading karna bohat he asaan hain or trading seekna os si be ziyda asaan hain . buss app ko forex k demo account par practice kar is main ek bohat he acha experience ah saktha hain .or app is main ek acha profit bana sakty ho
                           
                          • #163 Collapse

                            Base on me i am hear to say that trading is not hard because as a trader when you hace the capacity to follow the trend then you will be able to make good profit
                             
                            • #164 Collapse

                              Agar humain koi kaam karna hai to sb say pehly us kaam ko seekhna parta hai keun k hum bager seekhy koi kaam nahi kr skty.
                              pehly learn kren phir earn kren. jb tk hum ye nahi seekhain gy k koi kaam kaisy krna hai tb tak hum us kaam my earn nahi kr skty.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dunya m ekoi b kam mushikl aur na mumkin nahe hai but jo b kam hai wo hum se hardwork magta hai jab kise b kam pe khs kar trading k kam ko hum achay se hardwork kar k sikhain gay to tab humain is me koi mushkil paish nahe aay ge aur na he hum ko tarding krnay me koi mushkil paish aay ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X