ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    i think that learning trading is difficult rather than doing real trade because when learning we take help from many ebooks and websites.real trading is not so easy not so hard.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      kaam koe mushkil ya bora nahi hota is ko krnay wala agr sir per sawar kareiy tu mushkil bana layta hy, seekhna or krna dono na sirf important hein balkay interesting bhi hein,
      agr samajh k nahi karien gay tu waqae dono mushkil lagein gay.
      • #138 Collapse

        Dear, learning about any new thing is important and necessary, but in Forex basic learning is not too much difficult ,an average people can learn easily. Learning is vital for earning profit in forex and i personally thinks that learning is difficult as compare to earning, so learn Forex and earn Forex.
        • #139 Collapse

          dear trading karna or seekhna dono boht asan hain .ap asani se trading kar sakte hain .es k liye ap demo account me khob practice karain or forex k bare me ap internet se madad lain tab ap kamyab ho sakte hain
           
          • #140 Collapse

            Asalam-O-alaikum to all Dear Friends , meray khyal main trading kerna mushkil nahe hai balkay trading seekhna mushkil hai kyoun ke koi bhi kam jo insan seekh le wo usay aram say ker sakta hai.
             
            • #141 Collapse

              g shuru mai tau ap ko trading ke liye help leni paregi or waise bhi ye ap pe depend krta hai ager ap trading ko hard samajh ke karengi tau hard lagega ye ap pe depend hai ke ap trading kis trha sekhen jo achi trading ker sake forex mai
              • #142 Collapse

                i think trading ko seekhna mushkil hai, because without any practical experience koi kaam seekhna mushkil hota hai, trading karo to pher to practically kam ho rha hota hai to us se banda jaldi seekha jata hai
                • #143 Collapse

                  Agar ap trading ko apna kaam samjhte han tou pehle apko trading ko seekhnaa hoga phr apko trading karni hogi kyun k haar kaam ko pehle karne se seekhna hota ha because trading is best source to get earn money , agar ap dil se kaam karnge tou bilkul mushkil nahin ha
                  • #144 Collapse

                    I think trading karna ya seekhna mushkil nai. But trading se profit kamana kafi mushkil hai. Because market basics, currency pairs aur baqi cheezain to samaj aa jati hain but available tools aur indicators ko sahi tara se istemal karna aur aisi trades karna jin so profit mile, yeh kafi mushkil aur sabar-aazma kaam hai.
                    • #145 Collapse

                      Dear brother na to trading seekhna mushkil ha aur na he trading krna.start main har kam seekhna mushkill hota ha jb aap ahista ahista seekhnay lagtay ho to agar ap us kam ko dil say kro gay to aap ko us kam main maza ay ga.jb ap trading seekh jao gay aur kro gay to aap enjoy kro gay aap ko yeh ek game jasi lagay ge aur aap inshallah earn kro gay
                       
                      • #146 Collapse

                        meray Bhai Mushkil kuch nahin hota... insaan Agar eek baar iradaa kar lay Tou Sab kuch asaan ho jata hai... forex Trading Sekhna thora mushkil hai coz is main jo Term or languages use hoti hain Wo hum normal life main Buhat Kam kartay hain..orr jab Ek baar ye samajh aa jaye tou Aap ko Sirf paisay kamanay hain
                         
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #147 Collapse

                          Trading kerna, or trading seekhna meray khayal may dono hee mushkil kaam hen kyn kay yeh dono kaam mehnat talab hen inkay liye koi shortcut nahee hay k hum koi trick lagaen or makret kay ramooz-o-israr say waqif hojaen. Kafi mushkil hay lekin na-mumkin nahee hay, ager koshish jari rakhee jaye tou manzil zarur miley gee.
                          • #148 Collapse

                            i think trading karna mushkil hai and i think the best way to manage and handle the forex market is to increase analyzing skills both fundamental and technical skills which help the trader very much to handle risk.
                               
                            • #149 Collapse

                              mere khayal men tradin karna mushkil hai han aghar isko learn kar ke kiye jaye to yeh asan ho sakti without learning her cheez hi mushkil hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                apnay bht acha sawal kia ha bhai jaan koi b kaam jo insan ko aata ha wo mushkil nhe hota or jo kam insan ko aata ha or insan krnay may mahir ho wo insan k loiye aasan ho jata ha to jis ko forex ka ilm ha or experience ha wuskay liye trading bht aasan ha or jis k pass ilm ni ha us k liye trading mushkil ha to trading ko samajna mushkil ha lekin jb insan ko experience ho jaye to trading aasan ho jati ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X