ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    Salam Friends, Forex trading is a great business, from which you can earn great profit but first you have to learn it, you have to work hard if you want to become a successful trader. You should use demo account to gain experience and knowledge.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      mere khayal me tradingws ko karna mushkil he. forex seekhna asaan he lekin forex tradings karna bht mushkil he. q k market ko predict karna, us ko parhna or phr us ke mutabiq koi faisla lena bht mushkil hota he
      • #513 Collapse

        Mere khayal meto dosto trading sikhna zada mushkil hy q key isky liye humare pass koi institute nai hy jo key humey trading sikha sakey.
        • #514 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahrosekhan پيغام ديکھيے
          Mere khayal meto dosto trading sikhna zada mushkil hy q key isky liye humare pass koi institute nai hy jo key humey trading sikha sakey.
          mere khayal me trading ko seekhna thora sa mushkil hai lekin aik baar is ko sahi se learn kar lya jaye to is me kaam karna or iss se earn karna intehaai asaan ho jata hai or aap ko phir kabhi life me kisi job ki zarurat nahi parti hai .
           
          • #515 Collapse

            i think agr insan tarading mahrat hasil kar ly to it is very easy for doing tradin taarding kun k insan ko wohi kam assan lagta hy jo us ny learn kia how ya seekha howa ho without learnin insan kisi kam main mahrat hasil ni kar sakta hy jab seekh jata hy to ye ess k liy bohat easy ho jata hy
            • #516 Collapse

              Dekhe mere khayal se trading karna to bohat hi asan kam hai sub se mushkil kam hai forex trading ke business ko seekhna agar ap ko forex ka kam samaj agaye to ap profitable trading kar sakte hai aur aik achi handsome earning ghar beth kar generate kar sakte hai.
               
              • #517 Collapse

                Srif seekhna thora sa mushkil he kiyon k ye hamara start hota he to hame kuch bhi nahin ptaa hota he aik baar agar seekh jaen to sub kuch aasan ho jata he baqi trading k liye to knowledge or experience chahiye hota he jo khud hi working k saath gain hota rehta he.
                • #518 Collapse

                  trading seekhna muskil ha as compare trading krna ku k jb ap seekh jatay ho tu phe ap k liye muskil ny hota kisi b kaam ko jb shuru kiya jata ha tu pehly seekha jata ha phr kaam krtay howay problems ny hoti but i think trading krna zaida muskil ny jtna seekhna muskil ha jb ap seekh dehen se jatay ho tu forex trading koi muskil baat ny ha
                  • #519 Collapse

                    bhai forex trading buisness me trading karna to asan ha lakin is busines ko seekhna muskil ha ager ap is business ko seekh jain gy to ap k liye trading karna boht hi easy ho jaey ga or ap is me trading kar k profit earn kar skty hain
                    • #520 Collapse

                      koi kaam seekhna utna zayada mushkil ni hota jitna us per khu kaam karna kyun k usey shuru main mushkil bhe hoti hai aur nuqsaan bhe ho sakta hai is liye seekhne se zayada kaam karn mushkil hota hai.
                      • #521 Collapse

                        i think so . . that k agr hum achi trhan sikh jaen trading krna to phr koi mushkil nh hogi kabhi bhi. .so simple is that learning mushkil hai trading nahi . .
                         
                        • #522 Collapse

                          i think forex trading business main learning kafi mushkil hai but mere kahayl se agar aik new trader learning per puri tawajja se work kare to phir wo forex trading business ko asani se learn kar sakta hai or phir earn kar sakta hai.
                          • #523 Collapse

                            mare payre dost mare kahyal main na kam ko sheekna mushkal hia na trading karne ma agr app ki lagan aor ap ka jazba aor janon ho ke bs is kam ko karna hia aor sheekna hia to app ke lya koe musuil nahi hia.
                            • #524 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: moona پيغام ديکھيے
                              Forex ko na to sekhna mushkil hy our na he trading mushkil hai,agar hum trading ko seikh k karein gy to humain boht faida ho ga.Agar hum baheer sekhay trading sy aik pesa bhe nahe kam sagain gay so first learn and then earn it better to every one.
                              aap nay kaha.forex seekhna bhi easy hai or is main kaam karna bhi easy hain.bus is say kay liey time daina parta hai.agar aap kay pass free time hai or aap learn karo gy to phir earning bhi kar sakty hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: A_mera پيغام ديکھيے
                                dear iss baary mn ap ko ye hae khenaa choaon ga key forex pye ager hmm without knowledge trading karoo gy to ap ko loss ho ga . layhzaa knowledge zarori hai takey ap ko loss na ho .

                                knowledge to kisi bhi kaam ko karny kay liey hoona chahiey.forex best business hai.is liey knowledge zaroori hai or is kay saath saath demo account main practice bhi karni chahiey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X