ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    bahi jan trading karni ho ya sheeknyee ho koe b kam ho agar aap us kam ko mehnat shouq or lagan k sath karty ho to ap wo kam asani k satha sheak sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      gee friends ye sawal to acha hai per mere knowledgek mutabik forex ko na to krna mushkil hai or na hi seekhna mushkil hai ..... agr hum forex ko sekh kr krty hn to hamen es se kafi zeyada faida ho skta hai or agr hum es ko ni seekhty or es ko krne kikoshish krty hn to hamen loss ho ga ......
      • #2253 Collapse

        trading thra bht mushkil he and ap ka knowledge hona chayie and luck bhi kaam a jati hay isi liye mein sab ko kehta hon kay forex ko learn karay aur expereince hasil karay on demo account par practice kar kay is tahra aap aik achay trader ban jayn gay aur yeh aik lifetime business hay
        • #2254 Collapse

          Mery khyal main dono he mushkil nahi hay agar hum kisi bhi kam main kamyabi hasil karna chahty hay to humay us main mehnat karni hoti hay tab he hum usmain kamyab hotay hay aisay he forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay pehlay forex trading ko achi trha seekhna chahiey.
          • #2255 Collapse

            trading karna to mushkil kam nahi hai is ko to ap sirf clicks sey bhi kama saktey hian mgar ye sekhan mushkil kam hai.
            • #2256 Collapse

              dear main samjta hun k forex k business ko na he sekhna aur na he karna mushkal kam hai kiu k jis kam ko mehnat aur lagan k sath kia jaye us mein hamen koi mushkal nai hoti hai
              • #2257 Collapse

                all traders reliably even felt that her name loss MC MC,, and,, it with his loss there,, MC and MC again become a lesson for traders to avoid falling into the same hole,,, because the market was wild,, , the competent traders do not even know where to whether the direction the market would move,
                 
                • #2258 Collapse

                  Trading karna asan haai laken is ko seekhna or phir is par mehnat karna woh mushkil haai daykhow is men mehant bahot hee ziada hota haai every day bahot hee ziada mehnat karni parti hai isl iya is men trading karna asan haai laken mehnat asan hai
                  • #2259 Collapse

                    bhai trading karna easy hay aur is ko learn karna bhe itna mushkil nai hay just is main jo daily kay risk factors hoty hain in ko samjna traders kay laye aik challenge hota hay aur in ko samaj kar hi hum achy trader ban sakty hain
                    • #2260 Collapse

                      dear na trading kerna mushkil hai or na he trading sekhna muskil hai bas app ko trading k rules pta hone chahiya :) that are .
                      (a) Emotions management.
                      (b) a lot of patience .
                      (c) avoid greed.
                      (d) More and more trade practice demo .
                      (e) Relax in the trade.
                      (f) Avoid laziness.
                      • #2261 Collapse

                        Na Trading krna mushkil hana trading ko seekhna mushkil ha, masla sirf ye ha hum trading seekhna bilkul ni chahty aur earning 100% lena chahaty han. isi waja se sab mushkil ha, wo bhi us waqt jab loss ho jata ha, loss se pehlay humain trading krna aur seekhna dono easy lagtay han.
                        • #2262 Collapse

                          I think forex trading main trading krna mushkil nahi hai trading ko sekhna hi mushkil kaam hai is liye trading ko pehlay sikho or baad main trading krna shuro kro or life ko enjoy
                          • #2263 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                            trading k lea isa sekhna zaruri hota ha ap k khyal ma trading muskil ha ya isa sekhna muskil ha
                            I think forex trading krne se ziada seekhna thora bht difficul hai because agr ap ak dafa sae tareekay se seekh len ge to ap ko trading krne main ziada masla nae ho ga,,kam krna aa jae to ap forex main achi earning kar skte hain,,forex trading main aane se pehle agr hm trading krna seekh len to ye hamare lye ziada ehtr hai...
                            • #2264 Collapse

                              mere khayal se trading seekhi nahi jati balkay trading ki practice ki jati hai or experience hasil kiya jata hai tab ja kay ap achi trading karny kay kabil hoty ho or ye practice or experience ap demo account ki help se hasil kar sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                forex ko ager trader completly study kery tu trader kay liye forex mein trading kerna asan ho jata hai or woh iss say kafi profit banata hai

                                اب آن لائن

                                avatar Usmaan
                                avatar Hassi
                                avatar Yashfa
                                Working...
                                X