ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex ko samjhna mushqil nahi or jab samjhna mushqil nahi hay to trade karna to mushqil hogi nahi... but may bee kuch llogo ko itni jladi samjh nahi aaya ho to unhe trade mushqil lag sakti hay....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      very good question.i think nothing is impossible.but starting mein learning mein kuch problems hoti hein then demo account mein practice kar k agar real trading start ki jaye to i think trading krna mushkil nahi hota balke aap enjoy karte ho.
      • #183 Collapse

        janab duniya main koi b chexx mushkil nahi hain bas ap main jazba hona chayeh uss cheez ka ..forex ko sikhn asan hain aur us sey zyadaa easy hain trade karna so easily himmat nahi harna chayeh aur duniya main koi cheez na mumkin nahi my dear
        • #184 Collapse

          dear friend trading sekhna samjna koe mushkil nahi hai wo tu boht asan hai as trading men sekhne wali koe khas bat nahi hai as men asal cheez hai loss se bachna aur market k trend ko smajna aur apne emotion ko sambal na ye aham chezen hen jo reall trade men boht aham hen
           
          • #185 Collapse

            trading seekna our karna dhono asan hai ,,, pehle seekna hai iss k baad trading karna hai,,, jub app achi tarah trading k baray mai seek jaogay tu trading karna otna hi asan ho jayega,,,, ye app pe depend karta hai k kesay seekna hai,,,
            • #186 Collapse

              bahi main yaha samta hon forex trading sirf us waqt tak mushkil hai jab tak ka aap nay is ko sikha nahi ho sikhna k bad bilkul aasan hai mera nazar main sikna mushkil hai kion k is main aap ko mehnat buhat karni parti hai jab aap mehnat sa sikh gay tu trading karna itna muskikl nahi rahay ga
              • #187 Collapse

                Trading karna mushkal nahi hai magar trading ko sekhna mushkal hota hai agar hum trading ko sekh letay hyn phr hummare liye trading karna mushkal nahi hota hai wo phr hum easy se kar letay hyn.
                • #188 Collapse

                  Mai samajhta houn kai trading seekhna mushkil hai. Is ko karna to bohat asan hai and yeh user aik demo account par kaam kar kai learn kar sakta hai. Lekin Forex kai barai mai pata hona, and is ko seekhnai kai liyai bohat time and hard working lagti hai jo bohat sai traders zyada mushkil samajhtai hai.
                  • #189 Collapse

                    Salam friends, Forex trading great business to earn money, but u have to just learn some basics and have some knowledge about forex trading, and u have to use a demo account first before to start trading, and then u will be able to earn profit.
                     
                    • #190 Collapse

                      dear mery khail main trading ko na to sikhna mushkil hay or na hi trading karna mushkil hay agr ap kisi kam ko porper sekh kar karin gay to zaida faida hasil ho ga.
                      • #191 Collapse

                        mery khayl men trading ko seekhna zyada mushkil hai kion k hamain zyada seekhany wala ko bhi nahi hota hai jis se hamain trading kerna difficult hota hai or jab ham achi tarah se tradng seekh jaty hain tab hamain zyada mushkil nahi hoti hai or ham easily profit kama sekty hain.
                         
                        • #192 Collapse

                          bhai je forex trading ko seikhna mushkal hay es kay leiy aap ko kafi mehnat hardwork aur time chaheay esay seikhnay aur samajhnay kay leiy but jab aap es ko seikh jaeen gay tu ye aap ko asan lagay ga aur forex trading aap ko ache profit dat ga
                          • #193 Collapse

                            Meray khyal say trading seekhna mushkil hai.Trading karni mushkil nhi hai.Trading karnay kay laye hamay koch steps ko follow karna hota hai.And trading ko learn karnay kay laye hamay eik lamby process say guzarna parta hai..
                               
                            • #194 Collapse

                              meray kayal main to trading krna bht mushkill ha seekh to bht kuch lata ha.demo par practis bhe krta ha lakin us main emotion shamil nhe hoti es liyay main yahe kahon ga k trading seekhnay say krni bht mushkil ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                meray dosto aggar ap log waqya hi puchna chahte hy tu bta deta hun .forex ko chalana buhat hi asan kam hy.bas agar koi kam mushkil hy tu woh hy seekhnay ka kam .ap ko samj buhat muskil say ati hy.jabkah agar yehi kam ap k samny kia jaye tu ap ko buhat asan lagy ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X