agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

    Risk to lena Hi parta hai aapne Sahi Kaha Kyon Ke Yeh business hi risky business hai par Hamein Har Waqt risk nahi Lena chahiye Jab zarurat Pare Hamein Usi wakt risk Lena chahiye Agar Hum Sirf Risk par he is business ko Kaat Rahe tu fir Hum is business se fayda haseel nahi kar Payenge Hamein risk Lena chahiye par kam risk Lena chahiye kaam Risk leny hi Mein Hamara fayda Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

      Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Jo log starting main loss uthatey hain, wohi kamyab trader bantey hain. Loss ki waja sey aap ko success ki importance ka ihsas hota hy. Jab tak aap kuch loss nahi karain gey, aap apni trading ko behtar nahi karain gey. Loss ki waja sey aap seekhtey hain aur aap ko apni mistakes ko judge krney main help milti hy.
      • #18 Collapse

        Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

        agar hum forex mai risk nahi lena chatey hain to hamy forex sy achy profit ke ummed nahi rahkne chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 gatny mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
        • #19 Collapse

          Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

          g han ap ki bat bilkul sahi hai main apki bat se agree krta hun forex tdaing aik risky bsuiness hai es liye aghr forex main kamyb hona hai tu hmain risk ko mange krna sikhna hoga q k jub tak hum risk ko mange nahi karengy tab tak hum forex main acha profit bhi gain nahi kar skty hain tu apni trading ka knowledge gain karen or es ka expiernce gain karen ayse apko risk ko mange karny ki practice se faida milta hai
          • #20 Collapse

            Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

            g han theek kaha apne lekin risk bhi 2 tarhan k hote hain ek jaga woh hoti hai jahan risk lena zrori hota hai lekin ek jaga woh hoti hain jaha ap ko risk nhi lena chahye our ek lihaz se risk lena acha hai our dosri tarhan se risk ap k lye khatra peda kar sakte hai.
            • #21 Collapse

              Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

              Ji haan Mai dear forex friend aapane Sahi kaha hai ki jab tak Ham trade Mein risk Nahin Lenge To Hamen profit Nahin Mil Sakta Agar Ham sochte Rahe ke trade nahi lagat ke Hamen loss Ho Jaega To Ham kabhi bhi profit Hasil nahin kar sakte Agar profit lena hai to risk to Lena Hi Parega
              • #22 Collapse

                Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
                agar hum forex mai risk nahi lena chatey hain to hamy forex sy achy profit ke ummed nahi rahkne chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 gatny mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                Forex trading a risky business jis mein trading karni hai to risk Lena padega isliye is business Mein successful Ho Pana impossible hai lekin kabhi bhi trading karte hue Jyada risk na den aur display
                • #23 Collapse

                  Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                  Dear forex ak bahot e risky business hay or is men loss k chances profit say bahot zada hyn or agar hum is men risk ni lety to hum earning ni kar sakty but hamen chahey k hum risk lein but thora or risk ko manage kar k kio k risk management ak esi chez hy jo hamary account ko safe rakhti hy or hamen bray loss say bachati hyyy
                  • #24 Collapse

                    Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien
                    tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h
                    aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h
                    agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                    as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h
                    aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko risk kam sy kam lena hota h.
                    • #25 Collapse

                      Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
                      agar hum forex mai risk nahi lena chatey hain to hamy forex sy achy profit ke ummed nahi rahkne chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 gatny mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      Assam Alaikum Forex trading business Ek bahut hi risky business hai isliye Hamen Kabhi Na Kabhi To risk Lena Hi padta hai lekin Hamen Intezar Karna chahie Jab Hamen proper knowledge Hasil Hoye ki market ki side per Munh Karne Wali Hai To Ham sirf Apne account ke 50% per hi risk le
                      • #26 Collapse

                        Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                        G bilkul bhi ap ke bat se itfaq karta hoo forex m jb b ap koi entry lety hain to risk us involve hota a lekan is k begair guzara ni agr ap ne trading karni a to risk to lena pary ga ha ap ka risk itna hona chiey k ap traing m survive kr skhy itna ziada loss na kr ly k ap ka captial boht km o gy to zroori ye k risk ko manange kr k km se km kia gy
                        • #27 Collapse

                          Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
                          agar hum forex mai risk nahi lena chatey hain to hamy forex sy achy profit ke ummed nahi rahkne chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai 24 gatny mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                          Bhai more risk more gain risk karubar me or trade me zarur Lena chahiye
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                            More risk more gain Agar ap risk nhe logay tu ap darpok trader ho aur ap kamyab nhe hoskaty
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: agar risk nahi ly gy to forex sy profit ke ummed nahi rahkne chahey

                              Asslam o Alikum dear respected members bhai nay bat bohat achi or golden kahi hai k forex ma risk jab tak tmam members nahi latay trading ma wo profit ki bhi umeed na rakhen, mgr members agr market analysis or trading tips net say seniors say ya demo account say haasil kar layn to forex ma tarding say nuksan kuch kum kia ja sakta hai or profit ki taraf mazeed barha ja sakta hai.
                              Asslam-0-Alikum, dear respected members

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X