Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain
    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge ha ya Baat puchhi Gayi Hai Ke Hum Ek acche Raider Kis Tarah Ban sakte hain Ha ja BA Agar hum mehnat se kaam Karenge to hum Pakistan Forex Mein Ek acche trader Ban sakte hain isliye Hamesha hi ke mehnat Karen aur acche trader bane
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

    W o Salam g brother bilkul hum bi achy trader ban sakty ha is me koi Bari bat ni ha bas farq itna ha k humy apny Kam k sath senseior hona pary ga daily fourm ko zayda sy zayda time Dena pary ga apni learning or earning dono ko dekhna ho ga APna experience or knowledge increase karna ho ga jb ap sb khuch mehnat sy karty ha to ak achy trader ban jaty ha
    • #3 Collapse

      Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

      Haam aik achaa treadr keusy ban sakty hain bhai ny yeh sawal keyaa hy dear acha prform kr k he ham acha treadr ban sakty hain iss k leye mehnat krni hoge chaheye din raat aik hee q na krni par jaay iss k leye mehnat to awaleen shart hy jo b aaj achy tradar bany howy hain woh issi mehnat ka samar hy
      • #4 Collapse

        Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

        G hum ek achy trader ban sakte hain or isk liye zaruri hai k hum apni learning or progress dono par tawajah dain isk liye zaruri hai k hum market ka completely analysis karte rahen or market ki har movement sy agah rahen taa k humari observation strong rahy isliye in tmam baton par ager hum tawajah dain to hum achy trader ban sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

          ager ap achy treder bnna chahty hein to apko chahiy k ap mhnat sey kam krein .iss k bad demo acount pey daly thori bht practise zaroor krein .iss k bad aapko chahiy k aap apnuy senoirs treder sey help lein tredig k liy markket ko analyse krein lot siza bhi kam use kein tub ap bhi kamiyavb treder bun sakty hein.first mhnat zarori hy usss k bad saber sey kaam lein juld bazi ka bhi muzahira na krein.
          • #6 Collapse

            Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

            ap ne bohat ashi bat ki ha k ham agar forex trading ma mehnat karain gay to ham aik asha trader ban saktay hain, is lye forex ma kamyabi k lye hamain in fields ma mehnat karni chaye
            == forex ki learning ma hmain khoob mehnat karni chaye is ko ashi trah se samjhna chaye aur is ki mukmal teaching leni chaye
            == trading ki practice ma bhi hamain mehnat karni chaye khas kar sab se pehlay to hamain demo pe ashi tarah se practice karni chaye q agar demo pe ashi tarah se practice karain gay to hamara trading experience increase ho ga aur ham aik expert trader ban saktay hain, is lye ham mehnat karain to ham ek ashay trader ban saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

              Assalm-o-Alaikum dear friend agar ham aik acha trader ban'na chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha Sabar sy kaam karain Orr zayada sy zayada mehnat karain Orr apna zayada time forex ko dain Orr hamaisha seniors ko follow karain Orr laluch Orr jaldbaazi sy kaam na karain issi mein hamari kaamyaabi hai Orr issi trha ham aik kaamyaab trader ban saktay Hain
              • #8 Collapse

                Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge ha ya Baat puchhi Gayi Hai Ke Hum Ek acche Raider Kis Tarah Ban sakte hain Ha ja BA Agar hum mehnat se kaam Karenge to hum Pakistan Forex Mein Ek acche trader Ban sakte hain isliye Hamesha hi ke mehnat Karen aur acche trader bane
                Agar Hum Forex trading Mein accha trader Banna Chahte Hain To iske liye Hame hardworking Karke kaam karna hoga aur proper analysis Karke trading Karni Hogi Bina analyzers kiye success Hasil nahi kiya Ja Sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                  bhai jan aik acha trador abanny k liye hmain hard work krna hota hai jis se hmain apni trading ki leraning karni hoti hai sath main hmaina cha profot tab he milta hai tu hmain cahhye k aik acha trador banny k liye forex ka nowledge zyda se zyda gian karen jub hmara knowledge acha hota hai tu hum apni trading main acha profot gain kars kty hain or kamybhi bhi jaldi hmain mil jati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                    ek acha trader banany k liye ap ko chahiye hota hai k ap forex me achi tarah se learning kare or forex k rules ko follow kare or khoob mehnat kare ku k jub tak ap forex me mehnat nahi karte tub tak ap ko forex me success hasil nahi ho pati or ap k liye ye bohat bari tension bani rehti hai so ap ko chahiye k ap forex me achi tarha se learning kare.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                      hum mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex aik wasee busiens hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain hum is mai agar mahnet sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busines hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge ha ya Baat puchhi Gayi Hai Ke Hum Ek acche Raider Kis Tarah Ban sakte hain Ha ja BA Agar hum mehnat se kaam Karenge to hum Pakistan Forex Mein Ek acche trader Ban sakte hain isliye Hamesha hi ke mehnat Karen aur acche trader bane
                        Walaikum assalam bhaijaan Agra Forex trader Banna Chahte Hain To aapko sirf aur sirf hardworking se kam karna hoga agar aap hardworking share market ke knowledge or experience ko Hasil kar lete hain aur aap apne trade Mein lalach Nahin Karte to successful trader banne mein jyada time nahin lagega
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain

                          g han ham ache tradars tabhi ban skhte hein jab ham zyada work karein ge aur forex ko zyada time de ge kion ka jitna zyada time ham de ge utna acha tradar ham ban pain ge aur is k sath sath ham ko chahye ke kam bhi karein aur senser tareke k sath karein aur post asi ki jae k dosro ko bhi samaj ani chahye asa ni k ap ko hi samaj aye aur dosre jo hein wo kash maksh me parein rahein ache tradars kelye chahye k wo zyada time de
                          • #14 Collapse

                            1. Education: Forex trading ke bare mein knowledge aur understanding prapt karna zaroori hai. Technical analysis, fundamental analysis, risk management, aur trading strategies ke bare mein padhai karen. Online courses, books, webinars, aur seminars se apni knowledge ko enhance karen.2. Practice: Demo trading account ka istemal karke trading ko practice karen. Demo account mein virtual funds hote hain, jisse aap apni trading strategies test kar sakte hain aur bina real money risk kiye trading skills ko improve kar sakte hain.3. Research: Market trends, economic indicators, aur news ko regularly monitor karen. Fundamental aur technical analysis ka istemal karke trading opportunities ko identify karen.4. Trading Plan: Ek trading plan banaye aur usko follow karen. Ismein entry aur exit points, risk management strategies, aur profit targets shaamil ho sakte hain. Discipline ke sath apne trading plan ko implement karen.5. Risk Management: Apne trades ko manage karne ke liye risk management techniques ka istemal karen. Stop-loss aur take-profit orders ka istemal karke apne trades ko control karen. Risk-reward ratio ko dhyan mein rakhen.6. Emotion Control: Emotionally driven trading decisions se bachen. Trading mein greed aur fear ko control karen. Apne trading decisions ko logical aur objective tareeke se len.7. Patience aur Discipline: Forex trading mein patience aur discipline bahut important hai. Trades ko carefully analyze karen aur impulsive decisions se bachen. Apne trading plan ko follow karte rahe.8. Continuous Learning: Forex market mein hamesha learning process chal raha hota hai. Regularly updated rahen aur new trading strategies aur techniques ko exploreMain Avatar
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hum Ek acche a trader Kis Tarah Ban sakte hain:

                              Profit earn karne wale logon ko inaam ya recognition milna aksar motivate karta hai aur unki mehnat ko encourage karta hai. Aap jo bhi forum ya organization chalate hain, woh logon ko reward karne ka ek tareeka tay kar sakte hain jo sabse zyada profit earn karte hain. Yahan kuch tariqay hain jinse aap inaam dena sakte hain:
                              1. Monetary Rewards: Aap sabse zyada profit earn karne wale ko paisay ka inaam de sakte hain. Ismein cash bonus ya profit sharing shamil ho sakti hai.
                              2. Recognition: Aap unhe publically recognize kar sakte hain. Iske liye aap unka naam, photo, aur unki achievements ko forum ya organization ke website par ya social media platforms par share kar sakte hain.
                              3. Trophy ya Award: Unhe ek special trophy ya award dekar unki mehnat ko celebrate kar sakte hain. Isse unka accomplishment physical form mein hota hai.
                              4. Professional Development: Agar aapka forum ya organization education ya professional development opportunities provide karta hai, toh aap unhe advanced training ya courses ke liye sponsor kar sakte hain.
                              5. Special Privileges: Aap unhe special privileges de sakte hain, jaise ki access to exclusive events ya meetings, jo unki expertise aur contribution ko highlight karte hain.
                              6. Team Recognition: Aap unhe ek group recognition event mein shaamil kar sakte hain, jahan unke saath kaam karne wale bhi unki mehnat ko celebrate karte hain.
                              7. Charity Donations: Aap unke naam par ek charitable donation kar sakte hain, jisse unka naam aur profit earn karne ka maqsad social causes ke liye use hota hai.
                              Inaam ka chunav aapke forum ki policies aur aapke budget ke mutabik hona chahiye. Ye aapke members ko inspire karna aur motivate karna chahiye, aur unka contribution acknowledge karna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X