luck mehnat k samny har jati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck mehnat k samny har jati hai.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends wesay luck bhi hoti hai lakin har waqt luck say bhi kaam nai chalta hamein zyda say zyda mehnat kerni chy kya pta qismat main likha ho mehnat kro gay to paoo gay iss lay hamein bhut zyda mehnat kerni chy..................
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luck mehnat k samny har jati hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends wesay luck bhi hoti hai lakin har waqt luck say bhi kaam nai chalta hamein zyda say zyda mehnat kerni chy kya pta qismat main likha ho mehnat kro gay to paoo gay iss lay hamein bhut zyda mehnat kerni chy..................
    Forex trading main Hamesha wo log success Pasand Karte Hain Jo mehnat Karke kaam kar denge lapet Band Karke Jo traders trading karte hain Unhe Forex trading se long term profit nahi hota
    • #3 Collapse

      Re: luck mehnat k samny har jati hai.

      Walaikumsllam g han luck nahi chalti total mehnat ka he role hota ha hamesha achi mehnat hogi to ap ki luck b saath dey gi mahnt ki barri value ha jo best trader hota hay hamesha best trading karta hay best skills rakhta hay esliye wo hamesha success leta hay so proper hard working karain skills behtr karain.
      • #4 Collapse

        Re: luck mehnat k samny har jati hai.

        dear bilkul theek bat ki hy waqi mehnat sy bari koi cheez nahi hoti hy hm logo ko lazmi apni mehnat ko jari rekhan hota hy tabhi hm log asani ky sath apny us kam main kamyabi ko un logo ki nisbat jaldi hasil kerty hy jinho ny mehnat nahi ki hoti hy is liya is bat ki koshsish kary ky lazmi hm log mehnat ko shamil kary apni life main ap koi sa bi kam kerty hy ager tu ap ky pas us kam ka shok nhai hy tu tu phr lazmi si bat hy ap us main mehnat bi nahi kerty hy tabhi loss hota hy or forex main luck koi cheez nahi hoti hy.
        • #5 Collapse

          Re: luck mehnat k samny har jati hai.

          G brother ap NY bilkul thk kha ha or me is bat Sy agree bi karta hu k luch mehnat k samny har jati ha KU k forex ak online business ha or yaha PR ap NY apny experience or to knowledge ki base PR Kam karna hota ha jitna ap ki achi skills ho gi ap utni achi trading KR sakty ha yaha PR ap luck sy Kam ni KR sakty jinho NY mehnat ki hoti ha wohi kamaty ha
          • #6 Collapse

            Re: luck mehnat k samny har jati hai.

            G bilkul dost luck mehnat ke samna har jaty ha wo insaan kabhi kamiyab nahi hota Jo sirf luck par depend karta ha aur mehnat nahi karta mehnat karna ziyada zaroori hota ha agar ap forex me sirf luck par depend kar ke Beth jao ge aur mehnat nahi Karo ge to nakaami he hogy lekin agar ap Dil ke sath mehnat Karo ge to luck bhi apka sath de gy mehnat kare apna hundred percent de kamiyabi zaroor mile gy
            • #7 Collapse

              Re: luck mehnat k samny har jati hai.

              G friend apki baat theek hy m agree hon apki baat sy apny belkol theek kaha hy keh luch mehnaat k samny haar kataa hy g sahe hy yeh aik meraa apna tajarbah b hy luck waqi haar jataa hy luck or cheez by mehnat or hy mehnat woh hy jo luck banati hy
              • #8 Collapse

                Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                G han kuch had tak is bat sy mutaffiq hun k luck bhi kafi had tak help deti hai lekin iska har ghiz ye matlb nhi k hum mehnat na Karen q k mehnat k beger to Kismat bhi apka sath nhi deti isi liye dono kamyabi k liye zaruri hai mehnat bhi or luck bhi. Islye meri sabsy guzarish hai k dono chizon ko apny sath le k chalen taa k income achi ho.
                • #9 Collapse

                  Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                  luck apni jaga hai or humari mahnat apni gaga hai q k hum janty hain k agar hum ny is main manhnat ki to hum is main kamiyab ho sakty hain humy is business msin loss ka b samna karna pary ga or profitt ka b to humy mahnat karni chaye t k hum isy seakh saken or achy trader ban saken .
                  • #10 Collapse

                    Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai luck hamaisha haar jati hai Orr mehnat ka silaa hamain zaroor milta hai mehnat aysi cheez hai Jo kbhi bhi zayaa nahi hoti Orr wo hamain ajr dilwaati hai Orr agar ham luck ki baat kartay Hain tou lack kbhi kbhi saath dyti hai lehaza agar hum forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha mehnat karain luck Parr depend na karain kiun k agar mehnat karain gy tou he luck bhi sath Dy gi
                    • #11 Collapse

                      Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                      asal me ap ki mehnat hi ap ka luck hota hai so ap ko chahiye k ap forex me mehnat kare ku k wohi ap ka luck hota hai so ap ko chahiye k agar ap ne forex me achi earning karni hai to kabi bi luck par depend mat hon balke mehnat kar k forex me kam kare or forex ko achi tarah se learn kare ta k ap ko achi earning ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                        ji haan doston Is business Mein Ek chij Hamare kaam aati hai aur vah Hamare saath saath mein Naat aur struggle Kyunki is Business mein kisi bhi kesam ka Koi shortcut Nahin hai nice Business Magazine lock Kam kaam aata hai just Hamare kaam sirf Hamari mehnat Aati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                          dear forex members luck aur mhnt dono aik dosry sy bhot dor hain aur apis me koi taulq nhn rakhty luck zindgi me bhot hi kam time sath deta hy lekin hmari mhnt hmn bhot sath deti hy air hmary sath chlti rehti hy chun k forex aik risky business hy is me kbhi risk lena bhi prta hy lekin wo bhi soch samjh kr aur isi ly main kehna chaho ga k luch py depend na krein ye mostly hmn loss ki trf ly jata hy just mhnt krein q k mhnt k samny kuch bhi namomkin nhn hy
                          • #14 Collapse

                            Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                            Asslam-o-alikum dear welcome to Forex Pakistan !! Dasto bilkul luck mehnat ka samna hair jata ha Forex par jatni zayda mehnet karo gae os ka ap ko payal zaror milta ha or luck bi khabi insan ko profit dai jata ha lakan mehnat to koi bi kam ho ap ko kamyab zaror kara gae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: luck mehnat k samny har jati hai.

                              g han bhai jan ap ki bat sahi hai forex trading main jub hum mahnat karty hain tuu he hmari luck bhi achi hoti hai ayse kbhi nahi hota hai k hum aghr mahant nahi karty tu hmari luck aghr achi hai tu tab bhi hmain acha profot mil jta haia hai es liye apki mahant se he apki luck bnti hai or ap apni trading main tab he kamyb hoty hain jub ap apny mahant k bad achi ummed rakhty hain or luck sath munafa kamaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X