*Cross currency pairs*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Cross currency pairs*
    Please friends, it is clear to us that forex brokers charges high spread on cross currency pairs more than major currency pairs but can some one tell us the reason why every broker is charging such high spread, please share your knowledge with us.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear meara to yaha per yahe manna hai k gold ka and silver ka pairs neh hote hai ye singal he hote hai and mai samjta hu humay is per trading b nhe karni chaiye loss hosakta hai humay
    • #3 Collapse

      Assalamulaikum ... dear frnds... i agree with... i think cross currencies py work ni krna chaye or rai commision wli bate wo islam main jaez nai so avoit swap plxxxxxxxx being a muslim
      • #4 Collapse

        aslam o alaikum.... g bhai jaan cross currency pair aik bhout mufeed and achii trading hai or currency aksar bhout sa loug isi per het= trade kerte hen or kerte aei hen
        • #5 Collapse

          bhai jaan ap k sawal ka meri paas shahid sahi answer na ho mein samjta hoon is ki waja yeh hai crosis pair pe market movement ziada hoti hai is liye traders ziada spread charge krte hain
          • #6 Collapse

            usd / jpy ye i think best pair ha currency ka hum ko chay is me eik achay time me trade ko open karey aur zada se zada profit gain karey bhai kiun ky ye best trading pair ha in forex trading business
            • #7 Collapse

              dear cross currency bht c hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamtab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kanyab ho skty ir forex best kaam hai agar dil laga k kita jey tu e kamyab ho skty hain
              • #8 Collapse

                dear me new trader ho ro mery pas is ka koi khas knowledge nahi hy mery khyal sy gold or silver me hi cross pair nahi hot just ye hi single pair hoty hen or is k ilawa baki tamam pair me cross hota hy
                • #9 Collapse

                  ap k o ju pair pasan hotey hay use par trade karay lakin agar amajor pair ho to best hay kyu ke un ke spread kam hotey hay jeb ka spred kam ho use may hamara hey fyda hota hay...
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum merey khyal sey to bhai jan is ki aik he reason hey jis ki wajah sey cross pairs ka spread zyada hota hey aur wo ye key in me trading major pairs sey kafi km hoti hey aur brokers ko aam tor per in ka km commission milta hey jis ko pora karney key liye unho ney is ka spread zyada rakha hota hey.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      cross currency pair kay bary main ziada mloom to nai hay is main eur usd aud usd kay jaisay pairs hoty hain jis main humain trade karni hoti hay in pairs ko kafi log use karty hain gold main trade ki jate hay
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X