skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?
    forex mai skills ke bohat value hain hamy in ko apny experience sy improve kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai live trading karty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai agar bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

    Ya koe pochnay ya discuss kernay wali bat ha ap jantey he ho forex business kitna technical aur practical business ha jahan pe bagair achey skills ky trading kerna impossible hota ha so hamesha koshish karen apni skils ko strong karen takay ap ki trading behtr se behtr he ho sakay.
    • #3 Collapse

      Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

      Dear brother forex trading men her banday ki apni apni strategies aur skills hoti hen jin pe trading kar k kamyabi hasil kartay hen aur new strategies aur skills ko pahlay demo pe use kar k check kar len aur phir real trading men use karen tu ziyada faida hota hey
      • #4 Collapse

        Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

        Mere dost skills ko improve karna bohat zaroori hota ha forex trading me agar apke pas ache skills ha to ap forex trading me zaroor kamiyab ho jao ge apne skills ko improve karte rahne me he apka fayida ha forex me jis ke pas ache skills hote ha us ko forex me ziyada mushkil nahi hoty lekin his ke pas skills he nahi wo forex me bohat mushkil se kamiyab hota ha
        • #5 Collapse

          Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

          My dwear brother of pakistan forex forum assalam o alikum umed kerta hon k aap bilkul theek hon ge ham ko skrill ka improve kerna zaroori hai ager hamara skrill acha nhiho ga to hm sahe se kam nahi ker patyen ge ham ko loss ho sakta hai skrill ko improv karen ge to hamara knowlage aur expiriance bhee improve hoga aur ham kamyab ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

            G brother bilkul skills ko improve karna bht zaroori ha tb ja KR he ap forex me stay KR sakty ha otherwise agr ap ki skills week ha to ap ko hemsha loss ka he samna ho ga yaha PR SB log apny experience ki base PR stratgy BNA KR us ki base PR Kam KR rehy hoty ha or acha profit earn karty ha
            • #7 Collapse

              Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

              bhai ja forex trading ki skills ko improve krna boht he zayda zarori hai es liye aghr forex main kamyb hona hai tu mahnt karen forex ki learning karen or es ka knowlege gain karen jub hum es ka knowledge gain karty hain tab he hum kamyb ho skty hain or jub hum es ko achi trha smjh kar karty hain tu hmain hmari trading main loss hony k chaces bhi kam ho jaty hain
              • #8 Collapse

                Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                skrils ko improve karna bohat zarore hain pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be katem nahony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                  hmy skills ko zaror improve karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hi jy ga is mai market ka balm nahi hota forex paksitan mai legal ban cuka hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                    G bilkul brother forex trading me jitna ziada skills ko improve karte rahenge utna hi ziada achi tarah se trading karte rahenge, forex trading me kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahi kerni chahiye, apne seniors se discussions krte rahe or un se bhi skills k baare me information lete rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                      bhai jaan main aapki is Baat se Mutta fake ho skill ko improve karna lazmi Hota Hai Kyon Ke a jab tak Hamara skill improve Nahin hoga tab tak Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte skill improve karne ke liye Hamen Din Raat mehnat Karni Hogi aur apne skill improve karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                        yar ye koi baat hoi ke skill zrori hai ya nhi bhai agar ap ke pass kisi bhi kam ki skill nhi hon gi to ap kamyabi nhi hasil kar sakye forex main bhi ap ki skill jitni achi hn gi ap ka profit ho ga our ap ka business actent kre ga is lye hamian skill ko improve karne k lye har had tak jana chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                          Obviously skills ko improve karna bahut jaruri hai hi Kyunki Agar aapke pass kills Nahin Hai hi aapke pass experience Nahin Hai aapke pass fundamental analysis ki power Nahin Hai hi to aap Is Tarah kamyabi Ki Taraf Ja sakte hain aap apni skills ko improve Karte Rahen Har din Har time then aap acche trader Ban Ke Samne aaoge
                          • #14 Collapse

                            Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen scales Mein kam karne ke liye experience ki jarurat hai aur Hamen experience Hasil Karke FIR kam karna chahie experience Nahin hoga to Hamara karobaar khate Mein Jaega To Hamesha hi experience Jyada Se Jyada Karen aur ismein knowledge Hasil Karen Jitna Hamen Jyada experience Hoga utna Hamen profit milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: skills ko improve karna zarore hain ya nahi ?

                              Dost forex trading men kamyabi k lye yeh bahot zaruri hy k hamara trading skill bahot strong ho agar hamara trading skill strong hoga to hamari trading automatically strong hogi or phr hamari earning b strong hogi is lye hamen demo use karna chahey ta t hamara trading skill strong ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X