Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caehyh k hum zada say zada planing kar k he trading karin ta k jub koe mushkil forex may aye to us k plain hamaray pass majood hoo aur kabi be bhair plaining k trade na karin kau k bhair planing k trade karna nuqsan day ho sakta ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим