Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caehyh k na sirf apni galtiyo say Forex ko learn karin bilkul hum ko caehyh k hum dosro ke be galtiyo say learn karin ta k hum ko zada say zada fida ho aur apnay seniours k sath intouch rahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

    Jiss tarah forex trading men hum apni ghaltion se seekhtay hen issi tarah hamen dusaron ki ghaltion se bhi seekhna chahiay k kiss ne kahan pe ghalti ki hey aur uss ka kiya nuksan huwa hey iss tarah hamara experience bhi increase hota hey aur behtr treekay se trading kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

      My dear membver aap ki baat bilklu theek hai ham ko chaye k ham dosron ki ghaltion se learn hasil karen en ki ghaltion se ham ache lerarn hasil ker sakte hain ham ko chaye k ham dosron ki mistakes dekhen aur en ki ki mistskes check kmaren en ki kahen per mistke ki waja se loss hoa hai to ham ko cahey k ham apne mistakes dekhen ager hamare bhee es ki tradh hai to ham ko chaye k ham es ko improve ker len es trah ha kamyab ho sakte hain ham ko learn zaroor haisl kerne chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

        Aslam O Alaikum Dear friends ji bilkul apne sahi kaha hume dosre traders ki ghaltiyoon se seekhna chahye isliye ke jese phir wo ghalti humse na ho hum dosroon ki ghaltiyoon se sekhenge to khudko kabhi wahi ghalti dohrane ka moka nahi dege forex me ghalti ka matlb hota hai loss or isliye jitna hosake Seniors ko follow karen or seniors he hume accha bata sakte hen ke ye ghalti huye ab ap mat krna
        • #5 Collapse

          Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha too per hum ko lot of learning karni hoga or ha ager hamara koye dost sa koye mistake hotee ha to per hum ko us sa be learn karnaa chaheya to best hoga warna hum ko loss he hoga es leya har waqat apna apko improvement ma lagawoo................
          • #6 Collapse

            Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

            Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein humen chahiye kay hum dosro ki ghaltiyon se bhi sabaq seekhay or achi bat seekhnay se or ziada experience hota hai es liye apni ghaltiyon pe qabo payen sath mein dosro ko bhi dekhen k wo Kiya ghalti kartay hain to phir apko or bhi ziada faida ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

              bhai jan ap ki bat shai hai laken hmain dsrun ki galtiun k bary main pta hona bhi zarori hai jub humain pta hoga tab he hum un ki galtiun se sikh skty hain es liye mera khyal hai k hum aghr apni galtiun se he sukhty rahen tu hum boht kuj sikh skty hain jis se hum apni trading main acha profit eran kar skty hain or sath main hmain loss hony k chaces bhi kam hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

                forex aik big business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex aik intenational business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                  Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caehyh k na sirf apni galtiyo say Forex ko learn karin bilkul hum ko caehyh k hum dosro ke be galtiyo say learn karin ta k hum ko zada say zada fida ho aur apnay seniours k sath intouch rahin
                  Assalamu Alaikum GV aapne bilkul theek Kaha forum par Jab Koi member apni mistakes ke bare mein post share Karta Hai To Hame chahiye ki hum use mistake ko bhi check kar lenge ok va mistake Hamare Paas se bhi ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

                    G han my dear forex friend ap n bikl sahi kaha hy kih humy chahiy kih jab koi dora galti krta hy to os s os galti k bary m pochy kih ap s y galti kasy hoi to is galti ki reason ko janany k bad os ka hal sochy or os s apny liy sbaq bana liy or is tarah ki galti hum s na ho or agr hum is trah galtio ko nahi dohraien gy to inshallah kamyab trader ban jaien gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Dosro ke galtiyo say be learn karna caehyh

                      sab kuch insan ko apne he mistakes se learn nahi karna chahiye kiun ke ham ko dusron ko mistakes karty hue bhi dekh kar sabaq hasil karna chahiye or mistakes apni kam se kam karne ki koshish karni chahiye us se hame yeh faida hota hai ke hamara waqt or pesa dono he zaya hone se bach jaty hain .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X