Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?
    Dear members aksar members weekend ko enjoy mn aor rest mn guzar daity hain hamen apny weekend ko qeemti bnana chhy aor weekend sy faida uthna chahy aor market chart k mutabiq internationa news sy market ko achi trah aor deeply anaylsis krna chahy aor market ko chart py read krna chahy k market ki next moment kia ho sukti haia sliay weekend bahut aham hota market ko read krny aor anaylsis krny k liay qk trading ki chotti hoti hai aor ham asani sy market ko anaylsis kr sukty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

    Dear brother forex trading men 5 days trading k hotay hen aur weekend k 2 days sirf trading planning k hotay hen ta k next week k liay planning karen iss liay weekend pe market ko read karen aur apni new strategies aur skills ko built karen
    • #3 Collapse

      Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ah to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum ko chaheya ka hum weekend pa kuch planning or kuch na kuch new learn karkaa forex trading ma enter ho to per hum ko ho achi earning hoge............
      • #4 Collapse

        Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

        Dear friends forex trading mein weekend ka boht faida hota hai es mein apko kafi time milta hai k ap apni ghaltiyon ko note Karen or next week k liye analysis soch rakhen or aik plan Bana k us pe amal Karen to hi apko es mein kamyabi mil sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

          ji haan aap ne bilkul theek ka Kyunki weekend par market do din ke liye close hoti hai Soham in do din se fayda uthana chahiye aur Market ko Sae traha read karna chahie aur Jitna ho sake Apne learning par focus karna chahiye aur Jyada Se Jyada posting Karni chahiye Taake Hamare ye do din West na Aur Hum achi se achi performance dikha sake
          • #6 Collapse

            Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
            Dear members aksar members weekend ko enjoy mn aor rest mn guzar daity hain hamen apny weekend ko qeemti bnana chhy aor weekend sy faida uthna chahy aor market chart k mutabiq internationa news sy market ko achi trah aor deeply anaylsis krna chahy aor market ko chart py read krna chahy k market ki next moment kia ho sukti haia sliay weekend bahut aham hota market ko read krny aor anaylsis krny k liay qk trading ki chotti hoti hai aor ham asani sy market ko anaylsis kr sukty hain
            Yes sir hm weekend ko b useful bna skty hen agr is me hm next trading week k bary me planning krn or previous week ki performance k bary me sochen. is trhan hmara forex career boht acha cahly ga yani jyada faida ho ga or loss limit me rahy ga. or hm weekend me Posting work b kr k apne Spare time ko sahi indaz se use kr skaty hen. ye motivation hmen boht faida day gi.
            • #7 Collapse

              Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
              Dear members aksar members weekend ko enjoy mn aor rest mn guzar daity hain hamen apny weekend ko qeemti bnana chhy aor weekend sy faida uthna chahy aor market chart k mutabiq internationa news sy market ko achi trah aor deeply anaylsis krna chahy aor market ko chart py read krna chahy k market ki next moment kia ho sukti haia sliay weekend bahut aham hota market ko read krny aor anaylsis krny k liay qk trading ki chotti hoti hai aor ham asani sy market ko anaylsis kr sukty hain
              Forex trading market weekend payoff Hoti Hai hamein chahiye Hamen ya 2 din Saya na Karen aur form par acchi Si posting Karen aur Iske alava apni Forex trading ki Jyada Se Jyada analysis bhi Karon
              • #8 Collapse

                Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

                Apny bilkul theek kaha. Jaisay k sb trading karnay walay janaty hain k 2 din market close rehni hai. Humen chaye k in 2 din market k baray me zayada sy zayada learn karen ta k next ki learnj g acho ho or achay paisay kams saken,
                • #9 Collapse

                  Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

                  hamy weekend py mahnet sy kam karna ho ga forex aik wasee busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kr be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

                    bhai bilkul thk kha hy apnuy mein nuy iss bat ko notice kiya hy k week end pey akser member est kerty hein .wo forex mein kaam nhi kerty hein .aaj bhi bht km member online ho ker work kerty huy nazer aa rahy hein .dear ye to ham sub hi janty hein k forex mein hamin koi chuti nhi hoti hy lihaza hamin iss mein dailuy basis er kaam kerna chahuy aur iss sey cha bouns bhi hasil kerna hy week end mein rest krnuy ki bjaiy work key sath learning ko bhi focus kerna chahiy is ki madad sey earning increase ho sakuy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Weekend ka faida uthain market ko achi trah read kren ?

                      hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hamy market ke movement ko samj kr kam karna ho ga hamy high capital invest kar ky high risk lena ho ga pher he hum market mai run kar saky gy hamy weekend py zada sy zada posting karne ho ge forex mai hum aik din mai aik limit ky mutabik 50 posts kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X