Learning Na Aane Ki Wajah !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning Na Aane Ki Wajah !
    Bhai jan learning na ane ki aaik hi wajah hain k hum jab bhi forum par posting karte hain hum dusro k posts ko read nahi karte hain humko chahye k hum posts ko read karke hi mere ilm mein izafa hota hain aur humko learning bhi mil sakti hain dusro k posts ko ghoor se read karna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

    Learning na krna ki waja ya hai ka hamra mind mai lalach hai ka hum log zayda zyada earning karian laken is ka lia hum learning nahi krta hain is lia dear forex mai zyada s zayda mahnat karian learning karian huma learning krna mushkal lagta hai jis ki waja s hum kamyabi hasil nahi kr sakta hai learning must hai
    • #3 Collapse

      Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

      Good after noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
      umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay
      agar hum as mien aa ker learning kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye haman as mien aa ker hr bar kam karna hota hai or hamain as mien a ker her bar behtreen kam karna hota hai agar hum as mien aa ker jab kam kerty hien tu hum as mien aa ker her bar earning ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her kam karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Karam Pakistan project Mein kaam karte hain tu hamesha hi ki Hamein senior member ki post ko read karna chahie Agar Hum senior member ki post ko red Karenge to Hamein bahut hi jyada knowledge mil sakta hai aur use knowledge Hum achha profit Hasil kar sakte hain thanks
        • #5 Collapse

          Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

          jub tak ap khud achi tarah se learning nahi karo gey tub tak ap ko achi learning nahi ho gi so ap ko chahiye k ap pak forex forum par achi quality ka kam kare or achi posting ko read kare or youtube par forex k related videos dekhe or demo account me practice kare ta k ap ek ache trader ban sake or forex se achi earning kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

            G han thek kaha learning karna bohat zaroori hota ha forex me forex me ap learn kie beghair kamiyab nahi ho sakte is liye har waqt kuch na kuch learn karne ki kushish karte rahe forum forex ki learning ka best source ham forex forum se bonus ke sath sath knowledge bhi gain kar sakte hame sab kamiyab traders ki posts ko read karna chahiye aur knowledge gain karne ki kushish karny chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

              jub ap khud achi tarah se learning nahi karo gey to phir ap ko learning kaha se hasil ho gi so ap ko chahiye k agar ap achi learning karna chahte hain to ap forex me mehnat kare ku k forex me mehnat kar k hi learning ki ja sakti hai so ap ko chahiye k ap demo account me practice kare or pak forex forum se se bi knowledge hasil kare.
              • #8 Collapse

                Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

                Trustable business hai is Par Hum dost bahut Mushkil se karte hain isme trust Karne Se Kisi Ke signals. Karne Se yakin Karke invest kar dete Hain Toh aise business ko control Mein Rakhna apni investment ko sambhal kar Rakhna bahut Mushkil kaam ho jata hai hamein chahiye kya apne confidence ko kabhi bhi ispe utilised na Karen Forex trader Ko Jab yahan par nuksan ho raha hota hai vah to Yahan Par just say Samajhta Hai Kya business just nuksan ke liye banaya hai
                • #9 Collapse

                  Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien
                  tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mien khud k lyee kuch karna hota h
                  aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien behter ban kar kaam karna hota h as lyee jab b kaam karna hota h
                  tu acha kaam karna hota h as lyee learning k lyee demo account astmal karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

                    g ha dear agar humhain leanring nhe aati hain tu humamra dehan kahi or jaga py hain hum ko chahiye k hum sab say phly forex trading main elanring hasil kare jitni ziyda hum learning kare gy itna he best hum forex trading ko samjh kste hain ot forex trading sya lot of hard work kar k he profit hasil kar skte hain ot humhain chahiye k hum lot of hard kare or acha profti hasil kare
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

                      Yes in posts mein kayi informative hoti Hain Jin se aap ko rehnumayi milti hai keh aap Kya learn kren aur kese kren to aisi posts ko Jo informative ho ghor se read kren aur phir learn kren sath sath
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning Na Aane Ki Wajah !

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
                        Bhai jan learning na ane ki aaik hi wajah hain k hum jab bhi forum par posting karte hain hum dusro k posts ko read nahi karte hain humko chahye k hum posts ko read karke hi mere ilm mein izafa hota hain aur humko learning bhi mil sakti hain dusro k posts ko ghoor se read karna chahye
                        Assalamu Alaikum Aap Ki Baat bilkul theek hai hi form par Agar Hum posting kar rahe hain to hamein chahiye ki hum sabse pahle use post ko zaroor read Karen Jisko Hum reply kar rahe hain Kyunki jab tak read Nahin Karenge to aap ko Maloom Nahin Hoga Ki aap kis thread ko aur kya reply kar rahe hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X