Emotion ko control mai rakay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion ko control mai rakay
    Aziz dosto aksar jab hamai loss hota hai to ham buhut he zyada de press ho jatay hain aur oss waja say emotio mai akar ghalat trading start kar daitay hain forex mai ye aik buhut bura amal hai agar hamai loss ho jaye ya profit hamai chaye ke apni normal trading ko jari raka karai kabi be emotion ke sath trade na karai warna ye cheez hamai buhut bara loss dai sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion ko control mai rakay

    Ji bilkul aap ne Sahi kaha hai ki emotional ko control Mein Rakhe Hamein jazbati Nahin hona chahiye Agar Hum Jazbaat Ne Aage toh hum Apne kaam ko sahi tarah se nahi kar Payenge is wajah se hamein chahiye Ke Hum Apni Jagah se jald Bazi ko nikalne aur Sabar ke sath Hum kaam Karen Thande dimag ke sath Hum Apna Kaam Karen Kisi Mein Hamara fayda Hai
    • #3 Collapse

      Re: Emotion ko control mai rakay

      dear friend forex trading aik cool minded lohon ka business ha is mn hmesha fresh aur cool mided ho kr kam krna chayay aur kbi bhi emotional ho kr trade naen krni chayay keun k apki chhoti c ghalti bhi apko bahot ziada loss day dkti ha
      • #4 Collapse

        Re: Emotion ko control mai rakay

        Hamary emotions trading pe boht asar andaz hoty hein jis mein ziada profit hasil krny k chakar mein ya overtrading krty hein ya phr lalach krty hein dono ka result bad ata hai jo traders apny emotions ko control kr leta hai samjh lein woh kamyabi ki taraf run kr rha hai.
        • #5 Collapse

          Re: Emotion ko control mai rakay

          dear forex main log is bat per bahut hi ziyada zoor dyty hy ky hm logo ko lazmi apny emotion per control kerna bahut zarori hy tu yi koi bi mushkil bat nahi hy or yoi bahut zarori amal hy kiyo ky ap ky tarde lagany sy ly ker ap ky tarde close kerny tak ap ko zaroat hoti hy ap ky emotion ki ager tu wo ap ky sath hy tu theek hy werna bahut hi ushkil ho jata hy ap ko kiyo ager ak trade loss main chalti hy tu preshan ho jay hy tu lazmi ap ko loss ka saman kerna perta hy tab ap ka saber kam kerta hy.
          • #6 Collapse

            Re: Emotion ko control mai rakay

            business ke koe b field ho phr wo trading he kyn na ho apko apnay emotions control may rakhnay chahiyay. emotional ho k koe b kaam kiya jaye to us say decision making hamper hoti ha or uska outcome b acha nahi hota doosray lafzon may apko loss bear krna par sakta ha or ap demoralize ho saktay han. to is liyay trading krtay waqt emotions ko control may rakhein ta k acha outcome gain kr sakein.
            • #7 Collapse

              Re: Emotion ko control mai rakay

              emotional ko qabo karna behad zarore hain pher he hum pasia kama saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Emotion ko control mai rakay

                Dinesh ko generate Karen Jyada Se Jyada knowledge cocaine Karen Chitra change Karenge aap ko fayda milega Jo Log Yahan per kam ke time per Forex Mein grade karte hain knowledge Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi ke sath Kam Nahin kar sakte hain Ham Sab Jante Hain Ki Forex Ek lalach Hai lalach Mein Aakar Jo kaam karta Hai vah Apna Sara account wash kar leta hai hamen bhi chahie ki Hamen sabse pahle information ko generate kar lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion ko control mai rakay

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein apny emotions ko control main rakhna chy hamara loss hota rehta hai hamein loss ki surat main bilkul bhi nai ghabrana chy loss hota rehta hai friends apny emotions ko control na kerny wala apni trading ko bhi cotrol nai ker sakta........
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion ko control mai rakay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                    Aziz dosto aksar jab hamai loss hota hai to ham buhut he zyada de press ho jatay hain aur oss waja say emotio mai akar ghalat trading start kar daitay hain forex mai ye aik buhut bura amal hai agar hamai loss ho jaye ya profit hamai chaye ke apni normal trading ko jari raka karai kabi be emotion ke sath trade na karai warna ye cheez hamai buhut bara loss dai sakta hai.
                    Forex trading Mein emotional hokar kam karne se koi fayda nahin Hota trading Mein emotion se Kuchh Nahin de sakte
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion ko control mai rakay

                      emotions ko controle main rakhain bhot se achi baat ki hai agar ham jazbaat ko qabo our jazbe se kaam lain to yaqeenan forex main kamyabi asani se hasil kar sakte hian lekin hamian apne ap ko controle kar sakte hain ham main sabar ho to Forex main ap bhot kuch kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion ko control mai rakay

                        Ap ki baat theak hai k forex mai achi trade krna hai tou ap ko emotion ko control krna zaroori hai. Ap emotion ko control krna bhe zaroori hai. Jo trader emotion ko control krney sey ap market kamyabi hasil kr sakty ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion ko control mai rakay

                          profit dekh kar haaar trader jaldbzi main Emotion ko control nhe kar pata hain agar koi b new trader ya old trader Emotion ko control kar le tu forex main bhot earnign hasil karta hai Emotion ko control karne say loss main kafi kaami aa skti hain jis say hum lot of loss say b bach skte hain or lot of earnign hasil kar skte hain agar koi b trader Emotion ko control nhe karta hain vo baad main apne accoutn ko wash kar deta hain humhain Emotion ko control karna chahaiye agar forex trading main work karte hain tu

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X