Forex trading Mein jaldbazi na Karen balke saber sy kaam lain...√√√
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading Mein jaldbazi na Karen balke saber sy kaam lain...√√√

    ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya Mein Pakistan Forex ke bare mein bahut hi jyada knowledge or experience Hasil karna chahiye Jitna Jyada knowledge Hoga Hamare Paas itni jaldi is main kamyabi Hasil kar sakte hain aur accha profit bhi thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading Mein jaldbazi na Karen balke saber sy kaam lain...√√√

      G Han aapki baat thik hai Forex trading Mein Hamein jaldbazi nahi karni chahi balke mehnat aur Lagan se kam karna chahi Kyon Ke Jo kamyabi mehnat Se Mil sakti hai wo kamyabi jaldbazi se nahi mil sakti aur na hi Hum jaldbazi Karke Khud Ko Kabhi Kamyab bana sakte hain isliye hamein chahiye Ke Jab Bhi trading Karen Sabar aur Himmat se kaam Le aur Soch Samajh Kar Hi apni tradeco open Karen tar ke loss se saken.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading Mein jaldbazi na Karen balke saber sy kaam lain...√√√

        Forex trading Mein Hamein Sabha ke sath kaam karna hota hai agar Hum Forex trading Mein dekh chuki trading Karenge to Hamein Achcha profit nahi hoga Aur Hum Kabhi Bhi is business Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge Agar Hum is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamein Sabar ke saath kaam karna hoga Jab Kabhi Hamein Koi koi achhi trade Mile To Hamein trade Karni chahiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading Mein jaldbazi na Karen balke saber sy kaam lain...√√√

          g han ham log agr kisi be kam ma jaldhi karta ha to ham logo ko is kam ma sirf aur sirf losss hi hota ha is tyra sa hamay chayia ka ham log forex par kam karta howa kabhoi be jaldhi nai karya bilka ham logo ko sabr sa kam lanya chayia aur ham logo ko apna profit aur loss hona ka intazar karna chayia aur agr ham logo ko loss ho be jata ha to hamay sabr sa is loss ko recover karna ki koshish karni chayia

          اب آن لائن

          Working...
          X