Trade na karna b aik strategy hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade na karna b aik strategy hoti hai
    mene kahi suna tha ke trade na karna b aik strategy hota hai q ke ya market hume 24 gante tu achi trades nahi deti hai pore din me hume koi aik ya 2 trades achi milti hai jin per hum acha profit banate hai hume agr koi achi trade nahi mil rahi hai tu hume sabr karna hai or ache moqy ki takash kakrni hai jaise hi acha moqa mile trade open kar le.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

    Salaam alaikum my dear friend main to aisa nahin suna ratnakar nabhi 1 strategy hai aur sabse badi badi hai kya Jo log professional trader hote hain wo log isliye trade nahin karte ke unko jab tak signal Na Mile tab tab tab tak voter ID open nahi karte chahen dooma lagaya din mein lag Jaye lekin aisa nahi hota redmi nahin karti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

      arey bhai ho sakta hai aapki baat sahi Ho kyunki main ye nahi karta main tu itna jyada knowledge nahin rakhta lekin ashi strategy mere mere boss ne abhi tak nahi aaya haijitna hum log Jasmine Sagar karenge utna hi hamesha kamyab honge ki baaton ki Kare main aisa kabhi dekha hai kuch nahin
      • #4 Collapse

        Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

        dear friend apki bat bilkul theak ha kbi kbi trade na lgana bhi aik achhi strategy ha keun k k achhay trader jinkay k pass achha trading experience hota ha woh trade lganay sa pehlay market ko achhi trh read krtay hn aur jb unhen profitable position na milay to trade naen lgatay balkay achhay waqt ka wait krtay hn
        • #5 Collapse

          Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

          G han some time professional traders trades open nahi be karty ye be 1 tarha ki strategy hi hoti hay agar market ki movement samaj me na aye ya traders ye samaj lety hey key trade open karny me risk factor bahot zeyda hay to trade ka open na karna hi traders ki strategy samji jati hay aur me samjta hon ye bahot hi achi trading ki strategy hay trading me loss hony se behtar hay key trade na open karny ki strategy apnai jaye.
          • #6 Collapse

            Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

            Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein market kabhi slow to kabhi fast hoti hai aisay mein soch kar trading karni chahiye or kisi waqt trade na lagana bhi aik stategy hoti hai Jis ka apko faida hota hai or loss nahi hota kiun k market ka analysis Karna boht zaruri hai tabhi ap survive Kar Saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

              Jassi Jassi time Gujarat aayega Hamare Aarti karne ke chances Yahan Par Aur Bhi Zyada increase Sochenge skills bahut bada strong balance Hona hota hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamein ke nuksan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aur Bhi Zyada save Rakhe kam karne ke liye Ja
              • #8 Collapse

                Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                Ji haan bhai aapne bahut achi baat kahi hai Har Waqt trade Lagana achhi Baat nahin hai trade ke liye wait karna aur Na Lagana Ek achi stargity hai agar Hum wait kar ke Ek acchi point Ka Intezaar Karke per trade lagayenge to usse Hamein Achcha profit Hoga Aur Hum apne aap ko loss se bacha sakte hain ya Ek achi stragity hi thanks very much
                • #9 Collapse

                  Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                  G han bhai ap thek kah rahay hain, trade open na karna bi ek strategy hay aur yah strategy hamain loss say bachati hay q kah jab market stable na ho aur us wakt trade open karnay say loss ho hota hay but trade open na kar k trader loss say bach jata hay aur market stable honay par trade open kar k acha profit earn kar leta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                    han g aap sab thek kh rhy hain treade na karna bhe aik strategy hoti hy ham apni mehnat 1 month pura karty par jb time ata hy treade ka bhoot sa loog jad bazi karny lag jati hain par asa ghalt hy ham sab ko chaheya kh serf din main 2 3 treade karni caheheya marketb main bhe hamy 24 hour main 2 3 treade achey miltey hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                      Ji bilkul aap ne Sahi kaha hai ki trade Na Karna sometimes strategy hoti hai sometimes trade se Ruk Jana hi Hamare liye accha hota hai Kyunki ya market Hamein Har time accha muqa farahm nahin karti trade lagane ka Agar hame koi achha mauka na mil raha ho trade lagane ka tu hamesha Sabar karna chahie aur Hamein Aise Moti Ki Talash Mein Rehana chahi Jisme trade La kar Hame faida Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                        g han ap ne bohat hi achi bat ki hai or me ap ki bat se sehmat hun k hum sub ko chahiye k hum har waqat trade na lagay balke achi trade lagane k liye thora sabar kar ley ku k har time forex market profit nahi deti ku k kabi kabi market bohat hi loss me hoti hai so ap ko chahiye k ap ko jub tak market ki samaj na ay tub tak trading se avoid kare.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                          sabse badi badi hai kya Jo log professional trader hote hain wo log isliye trade nahin karte ke unko jab tak signal Na Mile tab tab tab tak voter ID open nahi karte chahen dooma knowledge nahin rakhta lekin ashi strategy mere mere boss ne abhi tak nahi aaya haijitna hum log Jasmine Sagar karenge utna hi hamesha kamyab honge ki baaton ki Kare main hi hoti hay agar market ki movement samaj me na aye ya traders ye samaj lety hey key trade open karny me risk factor bahot zeyda hay to trade ka open na karna hi traders ki strategy samji jati hay aur me samjta hon ye bahot hi achi trading ki strategy hay trading strategy hamain loss say bachati hay q kah jab market stable na ho aur us wakt trade open karnay say loss ho hota hay but trade open na kar k trader loss say bach jata hay aur
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                            G belkul app sahe keh rahai hain kabi kabi forex market ko trade na karna trade karnai say behtar hota hai aksar auqat hamai market ke sahe tariqay say samaj nahe atte aur ham iss ke movement ko samaj nahe pa rahai hotay hain aisay situation mai hamai chaye ke belkul.trade he na karay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade na karna b aik strategy hoti hai

                              Dear freind markeeet tuo khar waqat open rahti hai lykinn khar waqat trading tuo ni karni hoti soch smjhh kar jb markeet axhaa move kar rahi hoti hai tb hei entry lagni hoti hai kabi bi jldi bazii naa krenn markeet ki ni smjhh a rahii mat trad legenn sbr karr lenaa loss syy behtrr hain ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X