Kia forex Islami lehaz say halal hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex Islami lehaz say halal hai?
    Salam dostu. Aj mera ap say ye sawal hai kay kia forex halal hai kafi loog kahty hain kay ye juwa hai aur sood waghera hai. Tu ap sab say Jan.na chahta hon kay ye halal hai ya haram?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

    Forex trading men aesay hi profit nhi milta iss men din rat mehnat karni parhti hey aur iss men loss bhi ho jata hey iss liay jiss profit ko mehnat lar k kamaya jay woh halal hey iss liay k iss men hamen hamari mehnat ka phal milra hey
    • #3 Collapse

      Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

      Iska faisla yahan forum main posting kerny waly members tou nehi ker sakty lekin apko agar is main Shaq hai tou apko apny religious teacher sy zarur mashwara kerna chahiay ky agar halal Ho tou forex trading ko continue rakhna chahiay agar haram hai tou phir forex market main trade kerny ka koi faida nehi
      • #4 Collapse

        Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

        Dear friend main aap se Yeh puchna Chahta Hoon ki hum Mein mehnat karte hain ya nahin ji haan hum forex mein mehnat Karte Hain Agar Hum Forex Mein mehnat karte hain to yeh haram kaise hua
        • #5 Collapse

          Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

          G bhai jan Forex trading market or Forum Islami lehaz sy halal han or ham is man bilkul befikar ho kr kam or trading krskty han or hamy is man koi msla nai hoga bs account create krty waqt app ko 1 option swap free k name sy show horha hoga app us pr tick laga dena to app ka Islamic account open hojaye ga or app aram sy trading krlo ga.
          • #6 Collapse

            Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

            Dear freindd forexx tradingg exchnge kaa kam hai meanss kyy lenn dennn islamm main lein dein kyy busnisess ko halal karar diyaa hai agr ko forexxx behtrr lagtaa hai tuo use krennn boht saryy log usee kar rahy hai sub ko behtrr lagtaa halal hai tuo use kar rahyy hain naa ..
            • #7 Collapse

              Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

              Aslam o alikum friends sir g good question Kiya hai ap nay forex ak online Kam hai or is mn hum sab log din rat mehnat krty hai apna time daty hai ta kay hum bonus earn kr skay or jis Kam mn mehnat or waqat shamil hota hai wo Islamic point of view sy sahe hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends forex islam k lehaz say halal rizq hai q keh is main nuqsan bhi hota reahta hai yeh our bat hai lakin ham iss main apni mehnat kerty hain kesi ka haq to nai khaty jo hamary liy haram hoga yeh halal rizq hai.......................
                • #9 Collapse

                  Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

                  G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai aur Islamic lehaz se halal bhi hai aur Mera Nahi khyal ky is men koi aisi baat hai jis se is ko haram kaha Jae is liye Agar ap ka dil manen to is men kaam kren aur Agar na manen to be shak na kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                    Salam dostu. Aj mera ap say ye sawal hai kay kia forex halal hai kafi loog kahty hain kay ye juwa hai aur sood waghera hai. Tu ap sab say Jan.na chahta hon kay ye halal hai ya haram?
                    Forex trading business Islam in Husain bilkul all Alha iske liye bas aap itna Karenge Jab Apna Forex trading ka account Banaye to bahut kharab free account where is aapki trading Halal Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

                      Dost Kabhi mehnat se kamaya jaane wala paise bhi haram Hota Hai mujhe jyada to nahi pata lekin Itna Jarur pata hai ki hum Forex Mein Din Raat Mein Naat Karte Hain aur uske bad Humne bonus milte hai Fir Bhi Hum risk Lekar trade Karte Hain Uske bad Hamein profit hota hai vah Ham vidra Karte Hain Mere saal Mein To Yar Halla liya Kyunki Itni sari Meena tutiya aur Itni sari mehnat se kamai Jane Wala Paisa haram ho hi nahi sakta
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia forex Islami lehaz say halal hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                        Salam dostu. Aj mera ap say ye sawal hai kay kia forex halal hai kafi loog kahty hain kay ye juwa hai aur sood waghera hai. Tu ap sab say Jan.na chahta hon kay ye halal hai ya haram?
                        G han sir ye bilkul halal hai. is me aik halat Tijarat ki sab khobiya hen. Juwa me to hm aik bar pasa haar jaty hento usy cover nai kr skty. jb forex me agr loss b ho to usy cover kr skty hen. or ye Sood b nai hai.is me Sirf mehnat kr k hi acha profit earn hota hai or loss and profit dono Facts is me mojood hen,. is lye ap isy halal ka h skty hen jesy k log dosry business krty hen.Frk ye hai k ye Online Business hai jis me tezi se loss and profit hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X