lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    dosto mere nazdeek tu lalach buhat ziada nuqsan deh hai jub aap lalach kro gy tu aap ko loss ho jaye ga or jub loss ho ga tu khauf khud ba khud a jaye ga iss liye aap lalach se bacho aap ko khauf phir khud he nahi aye ga trading main sirf technial ho kr safe trade kro
     
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      bhai iss main yeh dono buht zyada nuqsan deh hn iss main hamain buht soch samajh kar aik normal ho kar trade karni chahye phr hi profit ho ga wesy nahi
      • #783 Collapse

        laluch or khof dono he bht khatrnak hai trading mai mgr maere khayl aik insan jo trading kr raha ho us k andar
        laluch k bjai dimag or thora sa khof hona chahey ku ka ye thora sa kof bht kam ata hai bhai
        • #784 Collapse

          shayad lalch ziyada hai khoff tou ek na ek din khtam ho hi jata hia lakin lalach kafi buri bala hai aur is main kafi loss hai is sy bachna chaye app ko bhi aur hum sb ko
          • #785 Collapse

            mere khyaal se forex mai zada nuqsaan hamen lalach karne se hota hai agr ham zada lalach karenge to hamen kamiyabi hasil nahi hogi is liye lalach se door rah kar hamen trading karni chahye
               
            • #786 Collapse

              greed is curse.jis ny lalch ki us ny sb kuch khtm kr dia.LALCH KRO GY TOU JO THORA BHT EARN KR RHY HO GY WH BHI LOST KR DO GY.is k ilawa drna bhi mna hai.hr business mai risk tou hota hi hai .agr durr gy tou business kasy ho ga.so patience sy kaam krna chahye.
               
              • #787 Collapse

                lalach se bhi nuqsan he hota hai or khof se bhi nuqsan he hojata hai aksar wo is trah k kabhi hum sirf sochty hain k ye trade karein but khof se nahi karty or pher hum dekh rahy hoty hain k jo humne socha wese he hua pher hum pashtane lagty hain k humne socha to karty darty nahi or is trah ek loss hojata hai but hamein is me risk lena hota hai after that hamein lalach kam karni chahye warna wo lalach loss me convert hojati hai
                • #788 Collapse

                  dear friend , greed ho ya fear dono cheezain aadmi ko kisi kaam main bhi nuksaan dai sakti hain , aap apni forex knowledge to enhance karein aur demo per practice karein uss ke baad aap real trading karein laikin emotion ko control ker kai warna nuksaan ho ga
                  • #789 Collapse

                    Nuqsaan de to dono he hain and kafi nuqsan de hain agar app lalach ki baat karo to us ki waja sa trader zada sa zada profit ka chakar mein galat trade open and close kare ga and fearful hone ki waja sa proper trade open nhi kare ga and mistake kare ga,
                    • #790 Collapse

                      Lalach aur khauf duno sucess k dushman hain q k in duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai jub key khauff ki waja se insan himmat he ni karta to duno mai trading karna na mumkion hojata hai
                      • #791 Collapse

                        bhai jan mery khyal man donon he chezyn bahot noqsan deti han or jahan tak ap k swal ka taloq ha k kon se cheez zeada noqsan deti ha to phir wo ha lalch q k insan laclc kra ta or lalch jo ha wo ek bahot he bori bla ha .
                        • #792 Collapse

                          bhai aap ka sawal acha hay k lalach ziada nuqsan de hay ya khoff ziada nuqsan de hay dekhen lalach aik bory bala hay mujhe or aap ko lalach nai karna chahiye khass tor par hub aap or men tradi ng kar rahe hon ok dear lalach ziada nuqsan de hay
                          • #793 Collapse

                            bahi ager hum is ko pehly training kar k trading start karty hen to hamara khof khtam ho jata hy is mien hum ko darny ki zarorat nahi hoti hy lekin jo bat hy greed karny k to woh bohut ziayada traders ko loss deti hy hum ko us sy bachna chahye.
                            • #794 Collapse

                              dosto mary keyal ma to lalach zeyada nahi karna cahya q ka us ma hamra zeyada nuksan ho sakta ha lahaza ya bahtar ho ga ka jo mil jahy us pa sukar kar na cahya
                              I Love Pakistan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                mere khayal se lalach ziada nuqsandah hoti hai kyun kay jab hum lalach kay sath work kartay hain toh apni sari invesment zaya kar daitay hain lekin fear se ye hota hai kay hum slow slow work kartay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X