lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    Ha yeh thek hai ka lalach di waja naal logh kafi ziada loss kar latay hai, baaz dafa ham profit gain kar raha hota hai lekin ham chahta hai ka aur profit hasil kare, achanik market reverse ho jati hai aur ham apna balance bi loss kar jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      khoff to ni lalch insan ko mar deta hai forex main ye market hi esi hai lalach kia to matlab apna nuksan kr lia ti hath aya wo bhi chala jata hai ato forex ka asool hai k lalach na kia jaye aram sy kaam kry.khof bhi kisi had tak loss krta hai mgr lalach zada buri cheez hai
      • #1833 Collapse

        In my opinion, both Greed or Fear are big hurdles in Forex Trading Profession as a Greedy Trader works on the 'Come Hit Me' way of doing things and subsequently; is Feared of Consequences i.e. Loss or Constant Loss. So its better to avoid Greed first, the Fears will automatically go away!
        • #1834 Collapse

          greed and fear both arw dangerous things for a traders and ager ye dono cheezyn ya dono may say ek bhi cheez ek trader may hi to wo progress nae kar sakta trading business may so we should be careful about that
          • #1835 Collapse

            forex ma ya dono boot zeda loss karte hain. lalach b or khuff b ya dono boot zeda loss karti hain. agar in dono sa kam na lai jay too zeda best ha. lakin agar ya dono ap ki trade ma hain too ap kabi b earn nai kar sakte hain. is lai mara mashwara ha k jab b trade karain ya dono is ma shamal nai honi chaye tab hi hum forex ko easly kar sakte hain.
            • #1836 Collapse

              g brother i think lalach zaida khatray nak ho sakta ha q k lalach karna sa zaida naqsan ho sakta ha aur khof sa b naqsan ho sakta ha magar forx main lalch karnay sa both zaida naqsan ho sakta ha lalach aik asi buri bala ha jo insan k andar paida hi hoti chali jati ha aur es ko dur karnay ka insan soch b nhe sakta.
              • #1837 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                in my opinion the greed is so much risky and harmful for the traders and the fear is not so much harmful because in fear the mostly the trader not go for the new order and its not cause any loss for that.
                • #1838 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                  bhai dar hamen hameshan successful banny main madad karta hai hamen confidence milta hai or aik justujo milti hai k hum is kam ko seekh len jab k lalch wo part hai jo hameshan nuksan daiti hai agar ap nuksan kamaty raho gay to ap fail ho jao gay or nuksan ka main reason hai lalch.
                  • #1839 Collapse

                    dear in sight greedy and concern each ar harmful in our forex commercialism business therefore time we have a tendency to get affordable cash in on our commercialism however carry it for get a lot of profit then any trade against United States we have a tendency to my get into loss if we have a tendency to not greed then we have a tendency to become in profit your time we have a tendency to don't open our trade owing to concern and not earn profit in forex commercialism
                     
                    • #1840 Collapse

                      meray khyal mai to lalch hi zqayda nuksan day hay jnab,,is mai kaam kar k kafi mz abhi ata hay jnab,,sub k liye aik bohat he acha busines hay jnab...ok ji
                       
                      • #1841 Collapse

                        mere khayal main laalach ziada nuksaan de skta hay kiun k agar apko khof hoga to aap ziada hard work karo ge but lalach kar k insan kabhi bhi kamyab nahi ho sakta is liye forex main kaam karnay k liye zaroori hay k hmain lalach khatam karna chahiye phir hum profit earn kar sktay hain
                        • #1842 Collapse

                          assalam o alaikum bhai jan greed he sab say zad nuqsan dey hai or ham ko is say buhat sara loss hota hai or hamaray earning point ham loss kar detay hain:o
                           
                          • #1843 Collapse

                            bhai meray kheyal me lalach ke waja say ham ko loss hota hai or khuff to ham ko tab he hta hai jab kisi cheez say daratay hain or ham ko loss ho jata haui
                             
                            • #1844 Collapse

                              Dono se hi lalach to wese b nei karni chahiye kyun k ye hamesha nuqsaan hi pohunchata hai lalach buri bala hai . insan ko darna b nei chahiye warna usko milne wala hota hai wo b uske hath se nikal jata hai .mera point of view to saaf hai k na daro na lalach karo ,kyun k jo forex mein dara wo khaak trade karega ,COnfidence sath trade lagani chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                mere khyal say greed zyada nuksan de sabit hota hai Q k agr apko apnay capital k loss honay ka khof hai to apko trading nhi krni chahiye or system ko shutdown kr k relax krna chahiye.nhi to demo account pr kam krna chahiye.or jb ap demo pr profit earn kray gay to apka confodent level zyada hoga or apko trading krnay mai asaani ho jaye gi.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X