lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    yar mare khyal se ap ko zayada lalch nai karna chaye and issi waja se to zayada loss hota hai,,so ap apny lalch ko control karo and khuf par confidence rakho ap ko khoff bhe nai ho ga and loss bhe nai.....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      sir mere khayal se forex mai emotions control krna pehla usool hai or lalach or khof dono he emotions mai atay hain tw dono kw control karna zrori hai lalch b nuksan deta hai or khof b
      • #1188 Collapse

        hr naya kam krnay se pehlay insan ko kuch khoof zarur hota hai, kay kaam kaisy hoga, likn agr kaam sai hota rahay aur phr ziada se ziada ka lalach ajaye tou kam khrab honay ka aur nuqsan honay ka khtra rehta hai
        • #1189 Collapse

          mery khayl mai 2nu he nuksan dyti hain.lakin lalch sy ziada nuksan huta hai forex or ksi b bussiness mai b.lose hu jata hai. islye lalach bilkul bhi nahi krni chaye
          • #1190 Collapse

            forex mai lalach zayada nuqsan dai hai so insan ko lalach k beghair pehlay forex ko achi trha smjhna chahye us k bad isay run krna chaye...
             
            • #1191 Collapse

              lalach aik bht buri chez hai insan chahta hai k wo rat ho rat ameer bn jaye jo k mumkin nhi insan ko sabar se kam leina chahye...
                 
              • #1192 Collapse

                dear ye 2no cheezon sy he ap loss kar skaty ho is lye ap k pass kafi acha experience or confidence hona zarori chaheye or greed sy hamesha ap ko loss he ho sakta ha is lye greed ko door rakh kar work he ap ki life change kar sakta ha
                • #1193 Collapse

                  lalach k baghair phlay insan ko forex ko smjhna chahye us k bad is pa trading karay agr insan ko nuksan ho jaye t wo dil chor baithta hai..
                   
                  • #1194 Collapse

                    if you are doing work with greedy then you Two of Kase's statistically based tools are the Peak Oscillator, a momentum indicator that can be cross-compared between markets and Dev-Stop, a volatility-adjusted stop technique. Kase authored a three-part series in the April, May and June 1996 issues of "Futures Magazine" that readers may refer to for more details on her technical indicators.......than i will advised to you that noot make geery
                    • #1195 Collapse

                      i think both things greed ma koi carrier nahi ban pata hoo khaoff sa hmaa trade ma profit nahi kmaa skta iss lia dono cheza matter kari hain
                      • #1196 Collapse

                        Forex is a good job.forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time we do not open our trade due to fear and not earn profit in forex trading.good luck.............................................. ...............
                        • #1197 Collapse

                          Bhai jaan meri nazar me sab se ziyada noqsaan de laalch hai agar hum forex me lalach karen ge to hum is kaam me kabhi bhi kaamyaabi hasil nahi kar saken ge....
                             
                          • #1198 Collapse

                            Merey nazdeek khoff zada nuksan de hai ku kay khoff se insan jee nahi sakta or sab se bareee. Bat insan mein agar khoff a jayee ga kisi bih cheez kay liye to wo kam kabhi sar anjam nahi de sakta isi liye khoff
                            • #1199 Collapse

                              bhai lalach se he apa ko ziada nuqsaan hota hai forex me jitni greed karen ge aap aap utna he deeply tareeky se loss khayen ge or kam kam kama kar aap happy reh sakte hain is business me
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                mere khayal mein tou humein lalich se bach ker hi apni tarde ko kerna chahiye yehi humein ziyada los de sakti hai iss liaye humein lalich se bachna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X